Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

    Agr haaam trading kaay time khud Koo tenshion kaa shekar karyen gayin too hamiyen loss Kay elwa kuch b nhii ho gas agr haam chaty Hain Kay hamiyen acha profit gain hoo too hamiyen bht relex hop kar trading karniii hogiii es see hamra account b safe rehy gaa or hamiyen nuksan b nhii hogaa or achaa profit milta hay es liya hamiyen pur sakoon hoo kar trade karniii chaiyee.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

      Forex trading mein Ham Jitna relax hokar aur active hokar kam Karenge tabhi Ham achcha fayda asar kar sakte hain Forex trading mein Hamen apni feeling strong rakhni chahie last ka purana nahin chahie acche ki ummid rakhni chahie Jitna hardworking se kam Karenge usmein yacha benefit hasel kar sakte hain Forex trading mein kaamyab wo log hai jo money management re kam karte hain Forex trading ko apna personal business samajh ka kam karte Hain.
      • #33 Collapse

        Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

        G yeh aik fitri amal ha k aik trade open krnay k bad agr ziyada loss mn chali jaye to tension honay lagti ha aur us tension mn a k aur ziyada trade open kr leta ha aur ghalt descison say aur ziyada loss honay lagta ha. Aik trade agr loss mn chali jaye to bjye tension lenay k hoslay say kaamnlena chaheay aur jb tak wo trade recover ho k wapas profit mn na jaye mazid koi trade open nai krni chaheay kyun k multiple trades open kr li jaen to aksar loss hota ha..so behtar yahe k loss mn janay ki vja say tension lenay ki bjaye apnay mind ko relax rakhin aur wait krain ici mn account ki safety ha.
        • #34 Collapse

          Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

          Ji han my dear aap bahut hi acchi advice Ki Hai Jab Ham trading kar rahe Hote Hain To Humko chahie ki Ham ismein Kisi case Mujhe tension na Den balke Ham ismein khulkar kam Karen aur apne soche samjhe work ko use Karen To Ham ismein Hamesha kamyabi Hasil kar Sakenge
          • #35 Collapse

            Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

            Forex trading mein Hamen last se emotional nahin hona chahie Sabar ke sath kam karna chahie Forex trading mein agar Ham acchi earning karna chahte hain to Hamen Fark setting mein dilchaspi se kam karna hoga Forex trading co apni personal jawab samajh Kar kam karna hoga tabhi Ham Forex trading se acchi earning kar sakenge Forex trading ek achcha business profit wala business hai Hamen ismein aur working se kam karna chahie tabhi Ham Forex trading Se achcha benefit Le sakenge.
            • #36 Collapse

              Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

              Trading kartay huway ap kabi b tension na len kasi time forex market ziada fast move nai krti ha jis say hamay profit bhi nai hota ha islay bs apko mehnat krni chhaiye or market ko dakh kr hi tade lagani chahiye takay earning kr saky ziada ay ziada learn karen kyun keh learn kar kay trading ko bohat achy say run kar sakty hay esmain daily profit ka target rakh kar trading karni chahiy
              • #37 Collapse

                Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                Trading mei tension lena siway loss k aur kuch b nahi hay forex trading ka bary knowledge hona chahiye or sakhet work krna chahiye or forex men kamyabi k liye ap ko zyada se zyada demo accunt pe prectice krni chahiyre. hum apne patience pe control kar ke bhi is market me achi earning kar sakte hen.
                • #38 Collapse

                  Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                  Ji han trading Ke Waqt tension lena nuksan ka sabab banta hai Kyunki Jab Ham tension lete hain aur Soch Samajh Kar apni trade Nahin Laga Sakte aur na hi market ki movement ko samajh Rahe Hote Hain To Ham acchi earning nahin kar sakte aur na hi apni trade ko Behtar banaa sakte hain Forex trading Mein Hamen relax hokar Apne trade Lagani chahie Tha Ke Acche results mil sake
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                    Zaroori hamesha tension free ho kr kaam kro takay loss na ho es main boht faida hoskta hai so app ko chahye ahi k app es km mai boht mehnat karo tu app ko es main boht kuch karna hoga learning karo phr practice karo tu ja k fuada hota hai es kam main
                    • #40 Collapse

                      Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                      Bilkul Hamen chahie ki Ham Forex trading Mein trading karte waqt tension Na Le pal ke Soch samajhkar working Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen Tak ke loss Na Ho aur ham Forex Mein Kamyab ho sake yah Ek Aisa business Hai jismein Hamari working Agar proper Ho tabhi Ham Kamyab ho sakte hain aur aur acchi earning Karke Kamyab ho sakte hain
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                        confusion ek bahut bada masla hai aamtaur per jab aap trade kar rahe ho to aap double minded Na Ho aur pareshani ka izhaar Na Karen balke ek khubsurat andaaz mein shabri ke sath tajiya Karen aur entry or exit points nikaalen aur jyada behtar tarike se trade ko dekhen aur focus rakhen is baat per ke aapane kab enter hona hai jyadatar vah log nuksan karte Hain Jo apne account ko manage nahin karte jaldi kar baithe Hain entry point ke liye aur FIR parvah nahin karte ke kab unka TP hit ro Raha hai yah kab Ban ka nuksan hai Tor hai
                        • #42 Collapse

                          Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                          Ji han aapane bilkul theek kaha hai trading ke Waqt gram tension Lenge to iska Hamen bahut jyada loss ho sakta hai isiliye Jo log trading ke dauran tension lete hain unke account was hone ki Jyada percentage hoti hai jo log stress ke sath trading karte hain Unka account jald was ho jata hai aur vah Khud Apne account ko damage kar Baithe Hain isliye Ek Kamyab trader ke hone ke liye Hamen chahie ki Ham trading ke jharane stress bilkul Bhi Na Le aur Laxman ke sath training start karen Taki Hamen loss Na Ho vah Shukriya
                          • #43 Collapse

                            Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                            dear friends jub ham markeet main kaam kartay hain to zahir c baat k hamko har aik trades main achi earning ka milna har baar impossibal hay to hamko agar lose hota hay jis say hamko kisi kisam ki koi tentions nai laini chaye to phir bhi agar ham aisi soch say kaam kartay hain jis main hamko lose ki ziada fikar hay to hamko is makreet main kaam bilkul bhi nai karna chaye qk is amkreet main to har aik second main lose k chances hain aur tentions he tentions hay .
                            • #44 Collapse

                              Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                              Dear friends Forex trading ke bad Hamen tension Nahin leni chahie aur na hi apne aap ko negative sochana chahie balki Hamen Positive Thinking Kaise Lagani chahie tab Ham profit aur loss se WhatsApp per Jo log tension lete hain aur negative thinking rakhte Hain vah Log Kabhi Kamyab Nahin ho sakta hai isliye Hamesha Rahe aur active or fresh mind ke sath trade Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Trading k waqth tension lena nuqsaan ka sabab bantha hay.

                                ji bilkul Forex trading mein Hamen confidence se kam karna hoga Agar Ham lose confidence se trade Karenge to me nuksan ho sakta hai forex trading mein agar hamari koi trade last mein bhi chali jaaye to Hamen emotional nahin hona chahie apni feeling strong rakhni chahie Sabar karna chahie Taki Ham apni lash Ko khabar kar sake trade karne mein Hamen jaldbaji nahin karni chahie Jab Hamen Koi achi trade entry mile to upgrade karen to achcha fayda ho sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X