Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex trading mai greed karnay walay nuqsan mai he rahtay hain aksar zyada wahi log he greed kartay hain jin kay pas itna experience nahe hota hay aur voh over confidence ka shikar ho jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      forex business mi bary loss ki waja he greed ha jab ham greed karty ha or zayada earn kary ki lalach karty ha to hamy bara loss hota ha es sy hamari trading skill mutasir b hoti ha es leya hamy target k sath chalna chaheya or jab ham apna target achive kar ly to greed ko invite ni karna chaheya.
      • #273 Collapse

        greed, fear, over confidence aik trader ke dushman hotay hen. agar forex trader is se jaan churanay ki koshish na karay to ye us ke gallay me fit ho jati hen or aesi soorat me trader ka loss yaqeeni he
        • #274 Collapse

          forex tarding main greed sy ager ap bach jaye gy tu per ap ko bohat fiyda ho jaye ga aur ap is bsuiness main achi tarding ke taraf chlaye jaye gy mera ye mana hai
          • #275 Collapse

            We always should avoid greed in forex market.It's very important that you control your greed while trading in forex greed is like a snake in the forex trading like snake bites you and you garner poisons aforementioned equivalent greed is a opinion and when you use poison then you lose your life and same way in the froex if you sue greed in your trading business.
            • #276 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
              ji han bilkul thek kaha hy ap ny or mein ap ki bat sy agree karti hun k hum greed ko avoide kar k achi trading ki taraf ja sakty hain or jab tak hum greed py contro, nahi karen tab tak loss hamery sath ho ga
              • #277 Collapse

                hum apni greediness ke wja se kafi achy times miss me krty hain oor small pips na leky per loss ke terf jaty hain..so greediness ko overcome kerky tum kafi better trade ker sakty ho.//
                 
                • #278 Collapse

                  je han app ko greed ko chorna hoga ye ek ase bore cheez hai jo app ko es main success dy k be loss ki traf ly jate hai so greed boht he bure cheez hai aur app es main kamayab hoskte ho forex trading main muger app ko es main dekhna hoga
                   
                  • #279 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1 پيغام ديکھيے
                    forex trding ma zaida log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
                    Han bhai forexme log greed ki waja se hi fail hote hain agar hume proper trading karni hai to hume apne greed ko controol karna chayye aur hume trading karte waqt jald baazi se bhi bachna chayye.
                     
                    • #280 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: amratcola پيغام ديکھيے
                      je han app ko greed ko chorna hoga ye ek ase bore cheez hai jo app ko es main success dy k be loss ki traf ly jate hai so greed boht he bure cheez hai aur app es main kamayab hoskte ho forex trading main muger app ko es main dekhna hoga
                      bhai jan greed se hum ko maximum koshish karni chahiye ke door rahen kiun ke yeh greed he hum ko forex me nuqsaan pohanchati hai forex trading business me greed karne wale ke lye koi space nahi hai .
                       
                      • #281 Collapse

                        greed ko avoid kar lena ap kay haq mei acha hay sukay bad best trading forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
                        • #282 Collapse

                          dear i think ke ya aik cheaz ha ke ager ap greedy ko avoid kare r phr trading ki taraf jaye tou ya boaht he best ha lekin i think ke ya itna be easy nai ha is liye hmein is mein phele demo mein work cahye take hm apne emotions ko control kar sake take loss na ho
                           
                          • #283 Collapse

                            embers har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k ach
                            • #284 Collapse

                              ji han bahot achaa question kiya hai our mere khayal se agar ham greed ko chor de toh ham sub faide mein hon ge our phir hamari achchi trading nikle gi our trading mein bahot careful karna hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                                Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
                                ji han hum greed ko avoide kar sakty hain, greed ko avoid kar lena ap kay haq mei acha hay sukay bad best trading forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi or ap achi tarha earn kar payen gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X