Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    g hah brother ap na theak kaha greed koaviod kerna forex treading ke taref ak succes ful kadam ha agar hum apny grred ko control kary to hum ak acha treader or ak acha profiable treader ban sakty ha m i right
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      yes it is right if you donot care of his greed and do not pay any attention towards his greed so you can earn more and more in the forex trading business so my dear becareful about the forex trading as when you are making trade be careful about the greed
      • #423 Collapse

        g han apna sahi kahan hai k ager humere bussines ma greed na ho to to hmre bussiness ek acha suessful bussiness bna sakhta hain so greed yahni lalach bhot buri cheez hai
           
        • #424 Collapse

          forex trading men greed poison ki hasiyat rakhti he agr ham greed se nahi bachte to ye hamari skills ko ahista ahista khatm kr deti he or end men hamen loss k siwa kuch nahi milta is liye hamen greed se har soorat men avoid krna chahiye or apni skills ko gain krna chahiye
           
          • #425 Collapse

            greed boht buri bat hoti ha insan ko utna hi dekhna chaheay jitna munasib ho lalach kabhi kam nhi hota wo berhta jata ha or result main ak boht bary nuqsan ki wja bnta ha isi leay achi trading karo greeb sa aviod karo
             
            • #426 Collapse

              Dear friend forex trading mein ziyada tar log geed ki waja se hi fail hojatey hein humein trading kartey waqt greed say perhaiz kerna chahiye aur soch samajh ker invest kerna chahiye.
               
              • #427 Collapse

                Yes sir ye to bahot he achy sawal ha our me to kud bi forex me greed nahe karo ga our karna bi parta ha q k ham ko forex k bare me kuch experience nahe hota ha our ham is me trading karty ha liken me to kud forex me demo account par trading karta ho take me kuch experience hasil kar sako our forex me achy trading kar sako.
                • #428 Collapse

                  The traders who can control greed they are the successful trader in forex. so we have to control greed in forex business.
                  • #429 Collapse

                    Greed is the main obstacle in front us to be success. so if we want to become success in forex there is no other option without avoid greed.
                    • #430 Collapse

                      bhai jan agr ap forex trading may chahty ho k successful ho to phr is business may greet nai krna kio k agr greet kro gay to phr loss bhi ziada ho ga or us ka faoda bhi nai apna daily ka target banao or us tardet ko pora kro phr ap is business may successful ho skty ho
                      • #431 Collapse

                        forex mainjitnay bhi logf hain wo greed buhat he zaida kartay hain kyu kay un ko yeh hota hai kay wo kisi bhi tarha se zaida se zaida kama sakain lakin aisa nai hota hai agar wo greed ko kahtam kar kay seeknay ki taraf ain to un ko is main ziada faida hota hai or earning bhi hoti hai.
                        • #432 Collapse

                          forex trading main agar ap kamyab hona chete ho to ap ko sub se pehle apni greed ko control kerna ho ga then hi ap iss business main kamyab ho ge or earn bi ker sakoo ge iss main achi learning orr proper learning bi ap ko kamyabi de gi
                           
                          • #433 Collapse

                            forex trading main greed aik bad factor hi jis main ap achi earning sirf issi surut main ker sakte ho iss main ap ko lalalch ko control kerna ho ga then hi ap iss main earn ker sakoo ge
                             
                            • #434 Collapse

                              Yes app ko nafa hasil karna chahye agher app ko is main kam ko karte rahna hay is main app ka loss na ho aur nafa app ko kam ya zada ko is ki koi baat nahi hay app ka loss app ko dar dete hay account main risk pada karne main .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                yes dear agar aap greed ko avoid kar ke achi trading ki traf jaen ge to aap ko yekeeenan faida hi hoga kun ke greeed inssaaaan ko whaan puhnchaa deti hai jhaan insaan soch bhi nahi saktha ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X