Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    G han mere bhai aap ne theek kaha hai humain greed se bachna chahain per ye human ki nature hai wo zayada se zayada chahte hai aur is zayada k chakr mein thora bhi haath se nikal jata hai is liye greed nahi karni chahain greed ko control karne k liye hum take profit ka use kar sakte hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      yes dear agr hum greedy ko avoid krty hn tu humra order success hota hn or hum high loss sy bac jaty hn .greedy is our enemy is ki waja sy humy boht bara loss ho jata hn q kh up apny ap pr contrl ni kr paty .
      • #963 Collapse

        yes dear i agree with you forex trading main greed ko control kar kai sahe trade ke taraf jana bohot aham hota hai forex trade main agar hum greed ko proper control karle tu trade best hoge
        • #964 Collapse

          greed ko hum easily avoid kar sakty ain agar humary pas forex trading ki proper learning ho gi keun k forex mein success karna easy nahi hy usky liye apko greed py control karna parta hy jo k bohot mushkil kam hy.
          • #965 Collapse

            Jee bhai jee ap bilkul thek keh rahy hain k humay lalach ko khatam kar k he aik achi trade kar saktay hain q k lalach se to koi bi business kamyab nahi ho sakta hai is liye meray khayal se bi humay lalch ko control karna chahiye.
            • #966 Collapse

              Yes dear ap ne theek kaha hai . Greed sab ka commonly weak point hai . Is se hamein bohat hi kaam time profit milta hai zayada tar loss hi hota hai . Is ko avoid karna chaiye phr hi achi ham achi earning kar saktay hain .........
              • #967 Collapse

                G HAN BHAI AP NA SAE KAHA HA GREED koo humy avoid hee karna chya kyoo k ya ak bht buri chz ha joo k hum koo nuksan kii trf la kar jati ha phly phly too humy a6a faida hota ha lakin wqt k sath sath bht nuksan hota jata ha
                 
                • #968 Collapse

                  Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye business ha e bht risky yaha pe loss b hota ha and profit b .jab hume thora sa b profit ho jye tou hume chye k pehly ucko withdraw karwa ln then new order lgyn ta k jitna profit hume hua ha utna tou hum nikal sakn.
                  • #969 Collapse

                    wasy may be ap ny bari theek reason btai ho gi ky greed asy hi a skta hy jab kisi bjhi user ny apan daily ka target achieve kr lia ho ku ky us ky bad hr user mazeed earning earn krny ki need kary ga to greed a jata ho ga.
                    • #970 Collapse

                      ji haa aisaa mumkin hoo saktaa heey trading kerneey keey lihaaz seey aap keey pass jitna knowledge aur experience hoota heey aap ussi hisaab seey trading kertaay heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
                      • #971 Collapse

                        it is the right that with the greed nothing is the possible ,means to say the profit is not the possible if we will trade with the greed that is why if we want to get the success in the forex then we should make the plan and should avoid the greed
                           
                        • #972 Collapse

                          g han greed control kar k hum bht agey tak ja saktey hai is lie humey bht mhenat ki zarorat hai or humey achi si achi earning kar k agey bharna chaye.
                             
                          • #973 Collapse

                            haan jee bhai em totally agree with you hmen greed ko ager avoid kren tou hum worid class trading ki traf ja sakty hain
                            is tarha hum apny ap ko barhy loss say becha sakty hain or profit bi kama sakty hain to hum apny
                            • #974 Collapse

                              wasy ye bat ap ki theek hay kay jab bhi koi greed karta hay to wo apna daily ka target achieve nahi kar pata hay kun kay wo over confidence ho jata hay jo kay is business ya kam main aik bohot hi buri cheez hay is liey is cheez say bachna chahaiay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                meray khyal main forex bussiness main zaida tat logon ki failure ki waja lalich ha ye aik essi bahmari ha jo kay achay achay trader ko kisi kam ka nahi chorti aur achay bahlay log iss ki waja say apna sahra bissiness taba kar laytay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X