Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    Sab sy bara dushman hamara trading mai greed karna hai G han dear mere khyl mai sb sy ziada dangerous cheezain 3 hain trading mai or un mai sys b sy pehly greed hai q k hum greed karty hain or humain jo profit hota hai us sy satisfy nai hoty or greed ki wja sy galat yan jaldbazi mai trade laga dety hai or result humain loss hota hai or greed k sath sath humain apny emotions or expressions pe b control karna chahye so mere khyl mai yahi cheezain forex mai loss ki waja banti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      Agr ap kisi bhi kam ko lalach mein akr karengay to apko zaroor loss hoga chahe woh koi sa bhi buisness ho us mein apko sirf loss hi milega is lye apko chahye k ap apna kam bina kisi lalach k karein q k is tarah ki kamai mein barkat hoti hai
      • #993 Collapse

        bhai zyada ter traders ishi wajah se trading men loss ker jaate hen ke woh greed kerne lagte hen jab tak ap trading men greed kerte rahenge ap forex trading men kamyaab nahe ho sakhte ..
        • #994 Collapse

          g sir mai apki bat sy garee krta hun humy greed ko bilkul bhi trading mai invoive nahi krna chaye q ky is sy hamar apna he nuksaan hta hai .q greed mai a kr insaan jo profit mil raha hta hai wo bhi loss mai convert hu jata hai
          • #995 Collapse

            salam mery khayal se to greed insan ko bekar bana deti he ziada lalach insan ko bohat kuch khone per majbur ker deti he is lie ye ek achi cheez nahi he is se bachna hi behter he trading me greed se bachna bohat ziada zaruri he kun k ager ek bar lalach dil me aajaye to us k nikalna bohat mushkil he greed insan ko hard work kerne se rokti he wo bagher mehnat kare bohat kuch hasil kerna chahte hen so is se bachen jitna mumkin ho sake...............thanks
            • #996 Collapse

              greedy is a very bad thing once and as traders we should be able to do with calmness and all will be fine and we are never, ever greedy and all will be good with self control and we have to be ready and that is a very important thing in trading and it was very good indeed.
              :D
              • #997 Collapse

                greed hamai loss kara daita hai hamaisha he hamai greed nahe karna chayh kbe be warna yaha per loss hojaye ga hamaira zada tar yah he hota ha trading mai ager hum lalach chor dai tu hum acghe trading kar saktai hai yaha per or dill khol kar...
                • #998 Collapse

                  hum agr sirf aik greed karna chor dain tau hum buhat oper jaa saktay hain trading mein aur buhat paise kama saktay hain lekin greed ko control karna buhat mushkil hota hae akser log is bat ko nahi samjhtay aur greed kartay hain jis se unhain sirf loss hi hota hae q k vo raaton raat ameer hone k bare mein sochtay hain lekin aisa nai ho sakta q k forex aik real bussiness hae.
                  • #999 Collapse

                    han na agar aap ko thri investment sa zayada profitt hwa ha tu Allah kashukar karu aur enjoy karu ..... na k yah karu k profit k samait sare money invest kar do is sa yah ho ga ,, k aap sari money lose bhi kar sakty ho fr jo hathuun pa hath dhar k rah jao hggay so pahlay hi aqal sa kam lo jigr
                    • #1000 Collapse

                      Aslam o alikum main forex par new hon or main nay is he month say forex join kia hai or main nay bohat saray online job ki hain mgr sab say ache forex he g han bilkul ap ko agr acga trader banna hai tow ap ko greed to dour karna lazmi hai
                       
                      • #1001 Collapse

                        g bilkul , agar ham apne roz marra ke zindagi me bhe daik len to lalach bahut bure cheez ha, to ese tarhe forex me bhe lalach ache chez nai , is ke waja se ham apna tamam sarmaya kho sakte ha,
                        • #1002 Collapse

                          :Greed is curse" kabi b koe kam lalach k sath hooo to usme apko faieda se ziada nuksan ka andesha hota hae or forex trading jese kam me to greedy nature wale looog na he aeee q ke woooo nuksan uthaeen gai sooo be aware and work with honvesty nature
                          • #1003 Collapse

                            gee han agar ham achi trading karna chahte hain to hame apne greed ko khtam kar ke kam karna chahie kun ke greed ki waja se hame loss hosakta hai
                            • #1004 Collapse

                              ji han bhi apki bat bhi thk he likn ham koi bhi bussnis krte hen hamen thora sa bhi profit earn hota he tu ham me greedi paida hoti he likn hreedi bnna hamen loss ki trf hi le jati he trading tu ek riski bussnis he is me tu hemen her haal me loss se bachna he wrna ham kabhi bhi kamiyab nhi ho sakhte
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                Ma to bro hghar trader ko yhe maswara dnga k wo bas greeddna kry ku k greed ki wja se yska loss bho sakhta h jo usna earn kia hoga so ap esma greed may krain jo mlia h uspe shukar adda krain..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X