Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    g haan ap ny bilkul thek bat ki hai k ap greed ko avoid kar k ap achi trading kar sakten hai or greed na karen q k ye greed apko sarak pe b la sakten hai.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      forex trding ma zaida Log greed ki wahja sa he fail ho jaty hayn hmy greed ko bhool kr trding ki trf tawahja dane cahahey aur zaida sa zaida km kra cahaey aur soch samj ka invst krna cahehy.
      • #858 Collapse

        acha treqa hay main nay to yahi dekha hay kay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata hay so agr greedy say bach kay trade ki jaye to ap acha profit bna skty hain easily
        • #859 Collapse

          han ge bilkul thk kaha hai apne hmain greed nhe krni chye blky hmain chye ke greed ko avoid kr ke achye se trading krain or kam ko smjh kr krian.
           
          • #860 Collapse

            we should control our emotions during trading in forex market. we can not over trade in our trading account and trade within limits.
               
            • #861 Collapse

              yes greed is the enemy of this business it make you failure and skill your skills and also you money and profit so avoid from it take low risk and accept small profit by use of stop loss and take profit
              • #862 Collapse

                jee bilkul sahi kaha apnay . hum zada earning karnay lagtay hain to phir hum greed karna start kardetay hai aur iski wajah se humay loss hojata hai kyun kay greed ko Trading mai lana bohat hi ghalat hota hai.humay chahaye kay hum apni Trading ko greed se dour rakhain aur phir Trading karain to hum achi Trading kar skaingey aur acha Trader ban skaingey.
                • #863 Collapse

                  agar aap trading mein new hian yaa experience bhi hai aap koo too phir hamesha yeh yaad rahein greed aap koo jaab hoo gi jaab aap kee knowledge aur studies bohat kaam hoon gi
                  • #864 Collapse

                    assalamu alaikum jee han brother i am agree with you trader ko trading kartein waqt dill mein greed ko nie ane dena chayein kiun ka laalach aik aisi bemmari jo insan ko loss me duba kar chorti hain or insan ki tamam tar salahiaton ko tabah kar kaein chorti hain
                    • #865 Collapse

                      dear brother...!lalach to hy hi buri bala.insaan ko utna hi khana chiay jitna wo hazam kar sake.agar insaan thora khae aur acha khae to zada behtar hyy.lalach na kare..
                      • #866 Collapse

                        Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye business ha e bht risky yaha pe loss b hota ha and profit b .jab hume thora sa b profit ho jye tohat acha treqa hay main nay to yahi dekha hay kay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main ch
                        • #867 Collapse

                          hr bar asy hota hai k ap lalach krty hai k or zaida profit ho tu market down ho jati hai is trha ap k pas sy wh profit b chala jata hai jsy ap ny gain ni kiya tha .
                          • #868 Collapse

                            greed ko wesay to avoid joarna koi asan kaam nahi hai agar koi b yaha pay apni greed ko cover kar k achi tarha say kaam ko seekh leta hai to usay ye hceez ki kafi had tak samjh ajati hai.
                            • #869 Collapse

                              bilkul, greed ko avoid krna chahiye, laalach buri bala hai is se bachna chahiye, islam me bhi is ki mumaaniyat hai, laalchi aadmi ko kch bhi hasil nhi hota, sb barbaad hojata hai, to agar kaamiyaab hona hai to greed se bachna hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                jee bilkul theek kaha bhai apne men apki baat se poori trhan agree kerta hun forex trading men ager trader ko profit horaha hota he to woh lalach kerne lgta he or usko over confidence hojata he apne uper jiski wajah se usko loss ka samna kerna perta he ..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X