Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    forex trading main bht experience wale log be aksar nakam ho jate hain us ke sub se bari waja greed hoti ha jab woh greedy ho ke zaida earning ke koshish karte hain tu experience kam ni ata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      G sir ap ka kehna bil kul sahi he lalach insan ko hamesha tabahi aur barbadi ki taraf hi le jata he aur lalachi insan ko to allah pak bhi pasand nhi karte is liye hamen apne ap ko lalach se bacha kr chalna chahiey.
      • #663 Collapse

        theek kaha ap ne me be yei sochta hun ke jab tak hamara lalach khtaam nahi hooga hm forex market me kamyaabi ki taraf nahi jaa sakte
        • #664 Collapse

          salam ap ki bat se agree karta hon mere khyal se mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata hay so agr greedy say bach kay trade ki jaye to ap acha profit earn ker sakty hain
          • #665 Collapse

            g han dear agar hum greed ko khatam kar den to hum forex me trading me success ho sakte hen or forex me sabar se kaam lena bohat zarori he.
            • #666 Collapse

              G bhaiu mein apki bat se agree hun greed he hmari weak point hai hum sab traders ko chahye k agar hum kisi trade mein gain kartay hain tou iska ye matlab hargiz nai hai k hum greedy bun jayen, humen bilkul usi tarah trade karna chahye jese hum pehlay kartay thay , aur wohe skills use karnay chaye ta k hum trading ko samaj saken.
              • #667 Collapse

                Greed is destroyer. Greedy people never become gainer from forex trading. If we become so much greedy while we are trading with real account then there is big possibility to make mistake and we know that mistake may cause big harm for us. Greed never become good for us. So better we should avoid this bad habit.
                • #668 Collapse

                  g bhai jan forex mai bht sary aisy log han wo greed k sath kam karty han lakn hamain aisa nahi karna chahai balky greed ko chor kar tarding karni chahai or apny profit ki limit rakhni chahia phr loss nahi ho ga
                  • #669 Collapse

                    Humay sab traders ko chahiey keh lalach kay ansar ko khatam kar kay saaf trading shuru karen kyun keh lalach kay bgair jo trading karen gay us main main loss ka bohat kam risk ho ga.
                    • #670 Collapse

                      greed ko avoid krne me hi aek ache trader ki behtari he or positive trading akri jaey hamesha isis tarah agr loss bhi ho to preshan na hwa jaey seekha jae loss se per greed ke chakkr me na parey is se app ko agey jakr loss hi hota he or app kamyaab nahe ho pate
                       
                      • #671 Collapse

                        mere khayal ma greed na sirf forex k lia nuqsandeh ha balkeh ye dunya k kisi bi business k lia nuqsandeh ha. our mere khayal ma jo log is se avoid kar jate hen wo hamesha kamyab hote hen.
                         
                        • #672 Collapse

                          apko faida ho lakin phr agli baar apko loss hoga aur usk baad bhi faidy k lalach main apko loss hi hga, isi liye achi planning say ap greed say bach sakty hain greed loss ka sabab banti hi aure is ki wajha shaid ye hi k greed jalbazi ka bais bantii hai
                          • #673 Collapse

                            forex trading hai riski business hai lkn main lalachi ho k risk jo lyta hai wo nuksan outhata hai aur loss kar beath ta hai is liye lalch k chaker main trade jub galt lag jati hai to bht loss hota hai...............
                            • #674 Collapse

                              Controling ourself is a must it is very fundamental and i believe no mentor or teacher at this psychological level we must teaching and discipline ourself So to control the emotion is sometimes very difficult to us let alone that if we try to become a good trades then we have to trade like professional traders let alone At the time of loss become an anlysist and figure out the mistake that you did make a log and keep it updated with mistakes and good moves that you did than later study them
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                Assalam o alaikum. Greed ko avoid ker k achi trading ki taraf janay ka matlb hy k aap loss se success ki taraf jaen.. Trading may greed bht dangerous ho skti hy islye usay totally avoid kerna chahye..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X