Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: skyaims پيغام ديکھيے
    Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha magar hum ic se bach sakty hn ku k ye business ha e bht risky yaha pe loss b hota ha and profit b .jab hume thora sa b profit ho jye tou hume chye k pehly ucko withdraw karwa ln then new order lgyn ta k jitna profit hume hua ha utna tou hum nikal sakn.
    Jee haan yaar greed sab ka weak point hai hum greed ko ignore kar ke trading karen to hum is kaam se pora pora faida utha sakte hain aur hum forex se achi earning kar sakte hain....
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Asslam O Alaikum han gee humain forex trading main greed ko avoid krna chahye or phir he hum achi trading kr payn gayn so its my opinion
         
      • #648 Collapse

        G jnab aap nay buhat achi baat ke hay agr ham forex forum may greed karty han to apna real profit bhe zaya kar baithty han q k jab aap dily ya weekly target achieve kar laity han to aap overconfident ho jaty han aur phar zyada money hasil karny k lalich karty han halan k trade may kabhi bhe greed nahe karni chaiya aur jitna profit mily us par sabar karna chaiya
         
        • #649 Collapse

          har kam main profit or loss to hota hai magar meray khayaal say loss ziada tar jab hota hai jab insaan lalach main aa kar galat faislay karta hai ziada profit kamanay k liye so avoid greed and earn good
           
          • #650 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: kashif24 پيغام ديکھيے
            bohat acha treqa hay main nay to yahi dekha hay kay mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata hay so agr greedy say bach kay trade ki jaye to ap acha profit bna skty hain easily
            Jee haan sahi baat hai yaar kafi log ese hain jo forex se earning to kar lete hain magar lalach ki waja se us ko loss kar dete hain agar hum apne lalach ko control kar ke trading trading karen to hum is se kafi achi earning kar sakte hain....
             
            • #651 Collapse

              ji han apnay bilkul thek kaha jb aik treder perfect hojata hai aur usay hamesha profit honay lagta hai to wo lalchi hojata aur zayada profit k chakkar me apna pehlay ka profit bhi gawa daita hai to yahan lalach krna apka apna nuqsan hai...
              • #652 Collapse

                greed ak aisa fator hai ju traders ko loss ki taraf la k jata hai. agar hum ahad kar lain tu hum is sa bach skta hain. is k liea apko chaiea k ap proper planning sa trading start krain. apna ak profit gain karna k target set krain and then us target ko acheieve kar k trade close kar dain.
                • #653 Collapse

                  salam dosto,greed ak asi cheez ha jo insan ko barbad kar dyti ha or hamy is sa avoide karna chahye q ka jab ham greed karty ha to hamari koi help nai karta ha or phr loss hota ha.
                     
                  • #654 Collapse

                    Lalalch app ke nafe aur app ki use strategy ko zaya kar deti hay aur app ko is main kam ko karne ka maza bhi hy aur app ko app ki hard working aur app ki learning aur app ki skill bhi zaya ho jata hy aur app ka nafa bhi loss main a jata hy .
                     
                    • #655 Collapse

                      Ha gee bilkul bahee ny bohout acha likha hy, Greedy ko avoid kryn aor aik normal trend ka rukk kryn, Greed is the major cause which destroy our precious capital, greedy trading always loss our capital, all traders ko chaheye ke wo greedy sy guraiz kryn aor apna mind cool patience banay ke aadat dalyn ta ke aap loss krny sy mahfooz reh skyn.
                       
                      • #656 Collapse

                        Yes brother hamen always greed ko avoid karke is main trade karni chahiey to is sey hum kabhi bhi forex main fail nahin hotey hain aur alwasy hum is business main achi trha se successful ho saktey hain.
                         
                        • #657 Collapse

                          Yes, it is right hm apni greed ko minimize kr k apni trading ko zyada useful bna skte hain is liye hmain apni trading main greed say bachna chahye ta k hm apni trading ko zyada achay tarikay say nibha skain.
                          • #658 Collapse

                            bilkul greed insaan ko kabhi kamiyabi nai deeta....lalach buri bala hay....yh to sb ne hi suna hy....is k effects hamesha buray hi hoty hy....greed ki waha se hum jo b decision lyty hy wo bina sochy samjhty lety hy over confident hojaty hy jis ki waja se humain buht loss ka samna karna parta hy...isliya humain chahye k agar hum ek achy insaan n achy business man banna chahty hy to greed se hamesha 10 qadam dur hi rahy.....
                            • #659 Collapse

                              bilkul bro ap ny sahe kaha ha ku k asa miry sath b bohat dafa huva ha jab ma apna daily target achive kar lyta hu to mujy fir greed ana start ho jata ha or ma mazid earn ki lalach mi dobara trade karta hu or mazid earn karny ki bajay jo profit huva hota ha wo b loss ho jata ha or balance b loss ho jata ha es lia hamy agar successful hona ha to greed sy bachna chaheya.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                rizwan bhai i am agree with you lalach buri bala hay aur trading me lalach kernay walou ko humesha loss hota hay iss liye har kaam ko achi niyat se kerna chahye allah pak us me barkat ata farmata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X