Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1351 Collapse

    Assalam O Alaikum, G bahi jab hum apna daily target achieve kar len to hum ko market se out rehna chahiey aur next day ke liay ek trade plan banana chahiey lekin jab hum ziada laalach main aatay hain to apna pehla profit bhi loss kar detay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1352 Collapse

      je han main apke bat sy agree krta hn treading krty hwy lalach nahi krna caheay balky kam ko thek tareqy sy krna caheay tbe ap kamyab ho skty hn.......
      • #1353 Collapse

        assalamu aylakum dear friend Greed to mere kyal me her aik ka hi week point ha and lalch insan me se kabi khtm nai hota ha aur is se ham apna he loss he karte ha .
        • #1354 Collapse

          my dear meray khyal main forex bussiness main zaida log as mai failure ki waja lalich ha ager hum lalich na kary tu zarur kamyeb hu saktey ha
          • #1355 Collapse

            yes dear greed bohat bori chees hai humain jitna mumkin ho sake isse bachna chahiye q k yehi hamare liye zarori hai trading hamesha greed free or emotions free ho kar karni chahiye.
             
            • #1356 Collapse

              bhai jan forex aik bohat acha business hai iss mai humain bohat mehnat karni parti hai iss liye humain apni mehnat ko lalach k hawale nahi karna chahiye .......................
                 
              • #1357 Collapse

                best trading karna bohat zyada mushkil hai iss liye humain bohat zyada learn karne ki zarorat parti hai or hum sirf ussi waqat achi trading kar sakte hain jab hum greed ko ignor kare gay.
                 
                • #1358 Collapse

                  this is the main thing that every traders should work on that and try to go for the trade with out having any greed and its good for the trader,s capital that remain safe from wash out.
                   
                  • #1359 Collapse

                    of course daer greed hamara dushman hay iss se hamen avoid karna chahaiy or hamen is sse cbachna chahaiy or hamen iss ki market klo achi trah janchnaa chahaiy or fresh mind k stah kaam karen to ham easily acahy kamyab ho sktay hain.
                    • #1360 Collapse

                      Meri aik baat yad rakhein jb bhe real trading start karein hmara sb sy bra dusman trading main hamara greed hy agar ap ny is sy nejaat hasil kr le to ap successful trader ban jain gay,koun k ap km knowledge our experience k sath to trading main survive kr sagtay hain par greed k sath nahe so leave it.
                      • #1361 Collapse

                        meri nazar main Greed say bari dushman hai insan ki jo usay aik achay profit ki taraf janay ki bejai aik bare lost ki taraf lay jati hai isliye greed ko jitna jaldi hoo sakay door bhej dain ta k apko kahi bara nuqsan na hoo jai aur phr traidng ki taraf ayein phr aap daikhain gay k apko kitna bara profit milta hai.
                        • #1362 Collapse

                          Greed is bad thingin every business. So, if you want to be a good and professional trader you must be avoid this and you will be a good trader
                          • #1363 Collapse

                            g bilkul app ne bilkul teek baat ki he ager hm apna ak target apnay liye daily ya weekly set karthay he ya montly tho us target ko app achive karo tho phir bilkul km risk se trade karna chahiye oor ager hm apnay hi rules stricly follow nahi karanghy k jo target hm raha ho us se zyada ki koshish karanghy tho phir tho hama loss hi hogha
                             
                            • #1364 Collapse

                              ji haan janab forex main successful honay kay liyay humey greed ko avoid karna chaiyay kiun kay greed aik bhot hi buri cheez hai is say hum aik dafa tou profit ho sakta hai par har dafa nahin balkay aik dafa main jitna profit hoya hoga is say kahih ziada
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1365 Collapse

                                g hanmere bhai ap ne theka kha hia ham jub tak greed ko dafa nhi kerengay ham ko is main los huta rahega,isis leye apko chaey k ap tarding mainlos se bucne k ley greed ko aviod kren.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X