Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    g han bhai bilkul sahi kaha aap nay agar aap trading main kamyab hona chahtay ho to is k liye zrori ha k aap ko trading ati ho aur trading k liye zrori ha k aap k paas trading skills ho to zyada say zyada koshish kro k aap apni greed ko trading say door hi rakhay q k trading main greed aap ko bohat zyada nuqsaan pohancha sakta ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      G haan bilkul aap ne sahi kaha hy. i agree with you, trader jab tak greed ko avoid nahi krega vo achi or successful trading nahi ker sakta kabhi bhi.. jab tak ham greed ko avoid nahi krenge ham kabhi bhi achi trading nahi ker sakte..
      • #1323 Collapse

        ye apne kafi badiya kaha hai aapko forex me greed nahi karna hai aapko sirf fore xme bahut hi learn karna hai ar aapko greed kam karne ka practice karna hoga to hi aapko forex me greed kam hota hai agar aap ye nahi karte haito aapk loss hi hota hai aapko bahut hi hard work karna hi padata hai kisi ke liye bhi fore xme
        • #1324 Collapse

          dosto mere khayal man forex aik bht acha forum ha jaha hum mhnt kr k bht achi income earn kr skty hn aur is man ap aur man jitna lalach sy avoid kry gy utna zaida kamyab ho gy aur loss sy b bch jaye gy
          • #1325 Collapse

            Yes you are right! Greed krne se ak to ap ka confidence kharab hota he and ap ko loss hone ka imkan ziyada ho jata he is lie over confidence hone se bachen.
            • #1326 Collapse

              gee han ap ne bilkul theek kaha hai hame kabhi kabhi trading main overconfidence ho jata hai or ham greed karne lagte hain is lie hame kabhi bhi forex main greed ko invite nahi karna chahie balke hame hamesha forex main apne style se hi trading karni chahie
              • #1327 Collapse

                Assalam 0 Alaikum jee han bhai apne bilkul kaha hai k greed insan ko kahin b ly ja skti hai . or hum greed ki waja sy apna bht sa loss b lr bethty hn , or bht sa bussiness b tabah kar dety hain ,isi liye humein chahiye k hum gareed ko dur rakh k kam karein ta k hum bht acha profit hasil hoa kary
                 
                • #1328 Collapse

                  its good approach and if some one successful can do this then in my point of view that is a winner and the chance of losing is reduced to zero level and capital also increased.
                   
                  • #1329 Collapse

                    bhai bohat sary log yah sawal pochty hain k greed ko kaisay choora jay to mera khyla se jb ap ko ek dafa greed ke waja se loss ho jata hai to apko 2 dafa khud ba khud greeding se door chalay jaty ho
                    • #1330 Collapse

                      trading mein lalach ka word suit nai karta so friends agar aap trading kren to please lalach se avoid karen q k ye bohot buri chez ha is se aap apni har chez kho sakty ho
                      • #1331 Collapse

                        Bilkul kr skty ho yah kpi mushkil kam ne hy ap jb chaho is ko kr skty ho ap ko zyadh mehnat bhe ne krni prti aur ap is sy kuch zyadh time spent kr ke double earn krty ho q kah yah ap ko itna benfit daita hy kah ap ke soc hy aur ap ko zyadh sy zyadh kam krna chahiay.
                        • #1332 Collapse

                          G greed ko avoid kerna chahye q k greed bohat dangerous hai hum ko greed se bohat masla ho sakta hai q k yeh sub se ziada losses deti hai or greed ko agar hum avoid nai kerte to hum bohat losses kere gey or success hasil nahi ker sake gey.
                          • #1333 Collapse

                            Wasy to greed kasi be cheez me achi nahi hoti hai aur greed se tumy bohat nuqsan hoga . Forex me be bohat greed hoti hai aur greed ki waja se trader nuqsan kar deta hai . Greed ki waja se aksar hum apny sary passy loss kar jaty hai trading me . Agar ap safe trade karna chahty hai to pir greed se bachna chahy tab success mily gi .
                            • #1334 Collapse

                              The greed will never be useful for a trader for me its the only thing that can make the trader kill his account,the better thing is to be patient and follow a strict strategy with a serious money management system,and these is in my view the only way to be safe a survive in these business.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                Aap ki baat se main bilkul agree karta hun keh hamain greed ko avoid kar ke achi trading ki taraf jana chahiye ta keh hum is market main acha profit kar sakein aur is tarah kafi successful ho sakein. Market main hamesha achi strategy ka adpot karna lazmi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X