Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    forex trading main greed dil main automatically ajati ha.greed is curse.so avoid be greedy.minimum lot say kaam start karin and take profit kam rakhin and stop loss use karin.so ham is tarah greed say bach saktay hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      dear ap ne bilkul theek kaha hy ke Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana wo is lie ke agar ap forex pe tradinga karne se pehle proper knowledge r experience hasil karte hain to ap ko lalach karne ki zaroorat nahi hoti
      • #1338 Collapse

        its the main task that need to be completed for earning and becoming a skillful trader of the forex trading market and for this there is need to make a commitment by trader with itself
           
        • #1339 Collapse

          trading mein hee nahin har kaam mein hamain greed ko aik side par rakh dena chahiye kiuoon k laalach trading mein or doosray kaamon mein bhi aap k kaamyaab honay kay raastay mein rukaawat banti hai
          • #1340 Collapse

            Gee brother ap ny bilkul teak kaha jab hum buhat asani se ak achi amount earn kr lety hn tu phir hi over confidence ki waja se greed ka shakar hoty hn hume greed se bachna chahiy
            • #1341 Collapse

              yes hamain forex trading main greed bilkul nahi krni chahie kiyon k greed aik aysi cheez hai jo hamain hamesha loss ki tarf ly kr jati haim greed say avoid krni chaiye or apni mehnt say or bilkul saaf niyat say trading krni chahiye
              sh shah
              • #1342 Collapse

                according to me my dear it would not come in a couple of days that you lock your greed and then proceed it would take some time so work hard see the disadvatages and i would say must write the sticky notes on the computer to stay away from this desiese
                • #1343 Collapse

                  jee aap bilkul theek keh rahay hain greed/laalach har kaam main nuqsaan deta hai sirf forex main hi nahin hum kisi bhi feild main laalach say kaam lain to humain hmesha loss hota hai humain sabar say or ahista ahista kaam lena chahiye
                  • #1344 Collapse

                    Assalam 0 Alaikum jee han dear apne sahi kaha hai mene b bht logon ko dekha ahi jo greed ki wja say loss uthaty hain or emotional ho kar dil haar jaty hain, un say yehi kehna chahon ga k phly to greed hi na kiye krein , agr kr bhi lety hain to loss ko control kiya krein
                     
                    • #1345 Collapse

                      hame forex main kabhi bhi greed nahi karni chahie lekin hame hamesha greed se bach kar bhi rehna chahie kun k jab hame greed hota hai tab hame kafi wrong decision lete hain jis ki waja se ap ko kafi loss ho sakta hai
                      • #1346 Collapse

                        greedko avoid kerna hum sab k liye bohot zarori hy so apko is baat pe bhi yakeen rakhn hy k greed ko apna kaam me nhi lana hy take app ko koi masla na bane agger app greed se kaam lenge tu apko loss hoga.,.,
                        • #1347 Collapse

                          Greed hamesha loss ka sabab banti hay so humay chahiey keh lalach ko apny andar say mita dain aur saf shafaf trading kare aur profit earn karen tab he hum kamyab ho sakty hay.
                          • #1348 Collapse

                            g dear app na bhoot acha topic share ki hay ka greed ko avoide karna ka lakne hum her bar koshish karta hay par greed ko avoide nah kar sakta greedy ko kasa avoide kia hay jae is ka bara ma kohi idea dae ka greedy ko control kar sakehn
                            • #1349 Collapse

                              g han bohat sary traders ko main nay dekha hay jo acha experience rakhty hain trading ka lekin phir bhe wo acha profit earn nai karty bilkay loss karty hain to is ki main reason hay apni trade ko zyada profit kay chaker main close nai karty hain aur market opposite jaty hi in ko loss ho jata hay lalich kar bach kar trading ki jaye to achi earning ki ja sakti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                greed ko sab hi karte hen or aksar dosro ko mashwra be daaite hen or yh hamari trading me vary kar raha hota he hamesha kabi ham achi trading karte hen or kabi bad lakin agar ham khud gred se bachte hen toh phir ache trader sabit hon or dosro ko mashwra den ge toh woh bhe fida len ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X