Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2041 Collapse

    ashi trading krny k liay hum nay market ko is tara say learn krna hai k koi b banda is kaam sabest performance say profit ko earn krna itna easy say na mumkin si baat lagta hai hum is greed say avoid kr k teek say market say trade ko kr laity hain
    I LOVE PAK FORUM
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2042 Collapse

      is buisness me lost kay karwanay ki aik bohat h8i main wajah apki greed karnay k8i adat hii hai jub tak ap is ko ignore nai karay gay apko lost hi lost hota jaiy ga
      • #2043 Collapse

        apki baat theak hay agar hum apnay lalach kokhatam kar kay theak sy trading karen gay to hum market main bohat achi earning kar sakty hay bs humay sbar say kam lena chehiay
        • #2044 Collapse

          humay apny lalch ko khatam kar kay trading karni chahiey kyun keh lalach humay market main hamesha loss he karwata hay so humay lalch ko khatam kar kay regular esmain mehnat karni chahiey
          • #2045 Collapse

            Thank you so much for sharing information aur ye baat bilkul theek hai k greed se buchna chayea aur sirf aur sirf apnay kaam pa dihaan dena chayea aur ziada se ziada mehnat karni chayea warna ziada hasil karnay k chakar main thori bhi ganwa dain gain.
            • #2046 Collapse

              han dear greed bahut ziyada hota hai is buiness mein is liye is ko bahut ziyada mehnt sy krna h ga phir ap success ho sakty hain ye aik real buiness hai is ko kahin bhi kia ja skta hai
               
              • #2047 Collapse

                yes greed ko avoid karna bohat hi zaroori hai is ki waja se ham bohat loss face kar sakte hain aor karte hain is lye jab trade ki jaae to greed ko aik side pe kar k reality base pe trade ki jaae to ye behter hai
                • #2048 Collapse

                  Greed ko avoid karna is laye bhi zarori hai kay greed traders ko destroy kar deta hai.I mean traders ko big losses hi greed ki waja say hotay hai.Greed ko khatam kiye bina hum achi trading ki tarf tu nhi ja saktay.
                   
                  • #2049 Collapse

                    apki baat sahi hy agar hum lalach ko khatam kar kay trading karen gay tab hum trading ko achy say perform kar sakty hay aur tab he hum esmain achi earning kar sakty hay ye aik acha business hay
                    • #2050 Collapse

                      Forex trading mai maire khayal sai new traders he greeding kertty hy kun ke unko he zaida sa zaida or jald sa jald he chahat hoti hy jis waja sai wo forex mai lalach sai looss ker daity hy
                      • #2051 Collapse

                        g han forex trading mein apko chahiye ke ap is business mein apni greed ko avoid karen is mein ap kabhi bhi panic nahi hon isko ap deeply seekhenge to ap is mein kamiyab hosakte hain.
                        • #2052 Collapse

                          Bhai ma apki bat sy agree krta hun lalich ka hamesha bura nateja nikalta hai lalich buri bala hai humen trading ma khud ko control krna chye emotion managment money managment aor sabar bht zarori hai agr khud oy control na ho to trading ma lamba arsa nhi survive kr pain gy hum
                          • #2053 Collapse

                            my friends agr ap k pas experince b ho aur patience aur acha workout kr k final analysiz bhi kr li ho mgr yad rakhna bht lalach insaan ko daboo daita hai
                            • #2054 Collapse

                              greed aik boht bara factor hot aha kisi bi trader ki nakami ka jab bi koi trader greedy trade open karta ha voh usy loss ki taraf lead karti ha, agar aap greed ko control karty han to aaap achi trading ki taraf ja sakty han.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2055 Collapse

                                Is main hum is ko greed ko to boht zaida avoid kar k kam karna ho ga ta k him is man boht Aids achy say trade kar say aur is main kamyab ho sakty air is Nai kam karny main bi asani ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X