Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    mary dost lalach har insan ki ftrat ma hota hay our logo ma loss ki sub sa bar wojia hi lalach our greed hote hay kicha log zada porfit ki lalach ma apna phaliy wola be porfit loss ma da batay hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      greed ko avoid karnay ka subs ay acah methid yei hai kay trade ko ap jub bi open karay tu sath sat hi ap is pe stops ko use karay is ay apko juld hi trade kay result mi jaiy gay aur reed say bi ap avoid rehay gay
      • #1998 Collapse

        yes agar hum tamaam log Greed ko aik taraf rakh kar earning karen to hum achee earning kar saktay hyn or loss say bh bach saktay hyn sab say zaroori baat yh hee hy kh hum ziada kh peechay na jaayn balkay thoray ko hee ziada karen
        • #1999 Collapse

          Assalam u alikum friend jee haan yehi best way hai lalach se bachne ka hum weekly tie table bana len or phir daily utna hi trading kerne k jitna hum ne decide kiya ho, iss tarah hum lalach se bach ker possitive trading ker sakty hain, over trading jab hum start kerty hain wahein se loss hota hai humein.
          • #2000 Collapse

            yes we must should avoid to greed in this business because due to greed sometime we take good profit but mostly we face loss due to the greed therefore i suggest that we must avoid to greed in this busienss and do trade with the help of experts and professional traders then we can take a lot of money from Forex.
            • #2001 Collapse

              well jee han mery dost mein apki bt se sehmat hum humein chahiye k hum greed ko avoid krein aur isi mein humari bhalayi hai kiyunki agar hum lalachi hojayengy tou is se srf aur srf humara nuksaan hi hoga bhul h humari k humein profit hoga isky through
              • #2002 Collapse

                Forex Trading main ap profit earn kerte hai or jab ap consistent profit earn kerte hai then ap bari lot ka sochtey hai is ko greed kehte hai so ap ek budget ke hisab se kam karey greed kabhi bhi trading life main na karey
                • #2003 Collapse

                  ji bhai ap ki baat theak hai hamain gareed ko avoid krna chahiye aur is sy hamari trading bohat achi hogi aur ham ak achy trader ki list main shamil hojye gy aur is sy hamain bohat sy faidy bhi hoon gy.
                  • #2004 Collapse

                    Greed harmful hai trading k lye. Es sy bacha jaye esi mn bhalai hai. Warna trader apna capital bh loss kar sakta hai. Yeh aik best bussiness hai jis ko rules and regulation sy Kia jaye tu acha result ata hai aur profit hota hai. So greed sy bachen aur successful trader banen.
                    • #2005 Collapse

                      Geographical dispersion; the continuing process during 24 hours a day except on weekends,any trading from 22:00 GMT on Sunday (Sydney) until 22:00 GMT on Friday (New York);
                      • #2006 Collapse

                        g han jo aik basuic problem hai yahan bissiness main woi yae hai k insaan yahan pe emotio0ns cvontrol nai kar pata hai yae aik loss ka hissa hai yae yahan pe sb se baaree buaree hai jo is kaam main mahir hai k wpop saber se kaam le ga uar jaazbaat jko control rakhe ga wo hee yahan kamiyab hoskta hai
                        • #2007 Collapse

                          Greed sy bchny k liye hamyn sab sy zarori hai k apny emotions ko control main rakhyn aur apni thinking positive rakhyn is sy hama mind fresh rahy ga aur ham achy tariky sy apny mind setbk mutabiq kam kar k achi earny kar sakyn gy. Greed sy ham emotional ho k jald bazi main a k apna loss kar sakty hain.
                          • #2008 Collapse

                            Sir apnay boaht hi achi baat ki hai is may tab hi kamyabi ho gi jab apko is may mehnat or greeed jaisi cheezain khatem kare gay is say apko profits bhi mil sakta hai ro ilam may bhi izafa ho ga is kay liye ap log saber or mehnat say kaam kare thank
                            • #2009 Collapse

                              humey bilkul is amin apne greed ko avoid kran chahie kyun k jab tak is amin hum apen greed ko avoid nai karain gay hum kbhy bhe kamayb nai ho kste hain kyun k ap ne suan he hoga k greed is a curse so avoid greed if u ant good trading
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                forex ke trade men loss ke sab se bari waja greed he he is liye jo bhi is per jitne jald kabo ker le ga utna he jald us ki success shuru ho jaye ge or kisi or ke koi koshish bhi ap ko nakam nahi ker pae ge bas lalach ko chorna taraki ke zamanat he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X