Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    friend app ne bilkul theak kha hai k greed ko apne or forex trading k demiyan nai lana chahiya iss se hum trading mai loss ki tarf chaly jate hai or profit se hat jate hai trading earning ka naam hai lakin is mai greed ki koi jgah nai hai ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      greed ko avoid karna bhot zarori hai q kay hum esky bagair forex mein kam nh kar sakty agar hum mein greed ho ga to hum forex mein achi tarha kam nh kar sakty na achi earning kar sakty hai agar hum mein greed ho ga to humy noksaan ho ga
       
      • #1488 Collapse

        gee friends me b esi bat se agree krta hn or wese b kehty hn k lalach bori bala hai .... es liye mere kheyal se hamen forex me lalach ni krni chahiye .. agr hum aisa kren gy to apna hi nuksaan kren gy .... or dosri bat k agr hum apni greedy soch ko change ni kren gy to hum kabi b kamiyab ni ho saken gy ......
        • #1489 Collapse

          g han is lya hi to kaha jat ha k kam ko karna sa pahla is ma har kisi ko expert banan chay ta k wo is ma kam ko achi tarhan sa karna chahya or is ma lalach ko khatam karna ka sab sa bara tareka ya ha k strategy ko banana chaya
          • #1490 Collapse

            Asslam-o-Alakum my dear brother mare khyal main Forex trading main loss ki main cause greed hai ager hum greed se avoid kerain aur market k mutaviq trading krain to Forex trading se ik acha profit earn ker sekte hain.
            • #1491 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.Basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
              I think bht se log forex trading main greed ki wja se apna sara kia hua kam barbaad kr lete hain forex trading krte waqt greed ko avoide krna chaahiye,,greed forex k buisness main bht nuksan day sabit hoti hai,,trading krte hue greed ko avoide kren...
              • #1492 Collapse

                The fact of Greed is present in almost all traders and it is very easy to hide from others and even then it prevails in us. We often try to play big in order to get more out from the market in very small time and this tendancy is knwon as greed. It can not be ruled out altoghther but it can only be gradually controlled
                • #1493 Collapse

                  Mere hisab se banda agar apne rule bna le trade krne K liye aor strictly unko follow kre tu lalch ho hi nhi sakti yani fix kr le K me ne roz ki itni trade krni hai ya itne ghante krni hai ya itne doller kmane hain aor apna target pora kr K banda side per ho jay yani chutti kr le jaise ham office se krte hian phir agle din jate hain tu banda kamyab ho sakta hai
                   
                  • #1494 Collapse

                    ji app ki bat bilkul sahi hai mein yehi kahun ga yeh kam esa hai agr es mein greed kia to app ka sb kch khatm ho jaey ga greed hamesha marvata hai es kam mein
                    • #1495 Collapse

                      loss kay bohat zyada factors main say aik big factor greedy bhe hay kuinkay greedy main ap trade ko big profit kay chaker main time per close nai karty and market opposite hoty hi ap ko loss ho jata hay so greedy biklul bhe nai karna chaye
                      • #1496 Collapse

                        Yes greed hamara sabse bada dusman he.Or ham uske jal me bade asani se fas jate he or isse hame bhari loss sehena padta he.To hame greed ko avoid karke trading karna chahie.
                           
                        • #1497 Collapse

                          koe bhe trading platform ho trader ko chaheay keh wo time ko maday nazar rakhay keh os time trading loss main to nhe ja rahe hay aap lalach na karain keh aaj he invest karna hay balkih market daikh k invest krain
                          • #1498 Collapse

                            mai ap ke bat se agree karta hun, mai ne zyada tar log aisy dekhy hain jo ek dafa jub earn karty hain tu un ke koshish yahe hoti ha k hum next time pher es se zyada earning karin, hamen lalach nai karni chahey tub he hum success ho sakty hain.
                            • #1499 Collapse

                              ji han greed ko hamesha avoid he karna chahiye ham ko kiun ke greed hamari sab se bari dushman hoti hai forex me or hame kabhi bhi agey barhny nahi deti hai is lye mere khayal se kam profits zada better hain lekin greed nahi karni chahiye kisi bhi trader ko .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1500 Collapse

                                Asslamu allikum wa rehmatullhi wa barakatihi dear forex forum members agar ap ap trade main earning krna chahtay ho to ap kbhi bhi lalch na krain wrna ap boht nuqsan uthain gay jis ka ap ko bad main boht afsoos ho ga k kash aisa na krtay bs thori thori earning krtay rhain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X