Greed ko avoid kar k achi trading ki taraf jana.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1441 Collapse

    assalam o alaikjum g bhai jan forex me humen successfull hone k liye greed ko chorna prega tabhi hum ios busienss e ache trader ban sakte hain or earning bhi achi kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1442 Collapse

      Ji Han lalach buri Bala he agar hum lalach Kartay hain tu is ka natija Accha nahi nikalta hamin chahiay ke trading ke doran hum lalach se bachnay ki Koshis karin.
      • #1443 Collapse

        ji han brother aap ne bilkul theek bola hai greed ko avoid kar ke he ham achi trading ki taraf ja sakte hain or apni trading ko ham greed khatam kar ke he improve kar sakte hain so mere khayal se greed kahatam jab tak nahi ho gi hamare andar se tab tak ham kamyab nahi ho paen ge .
        • #1444 Collapse

          Yes bro apne sahi kaha bahut se trader apne target tak asani se pahunchne ke bad greed karna shuru kardete he kiun ki unhe lagta he oh agae bhi istarha profit karlenge lekin esa hota nehni or unhe ek vari loss hojata he.
           
          • #1445 Collapse

            forex me greed ki waja se aap loss me ja sakty hyn market ka achi trah analysis krk market values ko dekh kr us ke mutabiq strategy bunani chahiye.......
            • #1446 Collapse

              Thek kha ha ap na bhai jan ap ko chaya ka pora confedance ka sath kam karna chaya. Is sa ham ko loss kam ho ga. Or jab ham tarading shru karyn to hamyn chaya ka markeet ke movment ko dakh kar tarading karyn...
              • #1447 Collapse

                aap nay atheek kha k aap k ois main us waqt hi profit ho ga jab aap is main greed karna chor day gay is say aap ko is main profit gian ho jata hai is say aap ko is main profit earn ho sakta hai
                • #1448 Collapse

                  Rizwan bhaei apne achi tajweez dei he k main agar greed se khud ko bacha lin to hum es business min se kafi achi trading kar k es business min se kafi bari earning kar sakte hin hum es business min se kafi bari earning ki umeed le kar ate hin magar hum greed k chakar min par kar profit ki bijaei loss hi kar leite hin.
                  • #1449 Collapse

                    Apki baat theak hay humay chahiey keh lalach kay chakar ko khatam kar kay trading karen kyun keh lalach say humay kabhi kuch bhi gain nahi hota ye humay hamesha loss he daiti hay so humay apny andar lalach kay chakar ko khatam kar kay saf trading karni chahiey.
                    • #1450 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan trader پيغام ديکھيے
                      members har trader ka apna weak point hota hai k woh greed ko invite karta hai.basically jab trader apna target daily ya weekly asani se achieve kar leta hai tu woh greed karny lag jata hai due to over confidence or jab woh use less trade open karta hai tu trader greed ki waja se apna profit b loss kar daita hai or us ki skills b damage ho jati hai es leye greed ko har hal mai apni trading style se dor rahkain ta k achi trading ki ja sakay.
                      this would be so effective thing i mean if you are not greedy then you will get success and this would be too good for a good trader so be a good trader then all the things will be alright..
                      • #1451 Collapse

                        greed is one bad emotion that we must try our best to avoid while trading because it has the potential making us trade blindly and greed can drive a trade toward trading without any proper analyses its great
                        • #1452 Collapse

                          mostly traders market say profit to gain ker lety hain but zyada lalich kay chaker main trade ko close nai krty jis ki vja say market down ho to sub profit loss main chala jata hay so agr greedy say bach kay trade ki jaye to ap acha profit bna skty hain easily best of luk
                          • #1453 Collapse

                            yes you are right hamen always apne andar greedy ko achi trha se avoid karna chahiye because greedy forex main hamari sab se bari dushman hoti hey aur jo koi bhi greedy banta hey woh is busiens main always fail hota hey.
                               
                            • #1454 Collapse

                              bhai jan ap ka boht shukria ap ny boht achi post ki hy mujhy ap ki post boht achi lagi hy aap bilku thek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn forex trading business men success hasil krny ky liy greed sya void krna boht zarori hy greed buri bala hy greed sy avoid iy bagher ap earning nahi kr sakty
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1455 Collapse

                                dear yes hamare liye forex k business mein kam karne k liye greed ko avoid karna bohat he zyada zarori ha aur jab ham greed ko avoid kar k patience k sath kam karte hen to phir ham achi earning kar sakte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X