Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      I am agree with you sir, I think we need to control our greed, emotions and all bad elements from mind to become success in forex business.
      • #393 Collapse

        forex aik aesa bussiness ha jahan hm Lalach, Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay because ye aik bht risky bussiness ha aur hme over confidence nh hna chahie is km me vrna hme bht loss ho skta
        • #394 Collapse

          ap bilkul thek kh rhy ho forex main lalchi log or jin logo main sbr nhin hota wo success hasil nhi kr paty es leay mery khayal say forex ka sab say bra enemy lalch hay log dino main ameer hony k chakr main hoty hain jo un k thory profit ko bhe loss main bdl deta hay lalch say bachna chahye ye buri chez hay
          • #395 Collapse

            Greed, emotion and low patience is our most of the enemies in forex business. so we have to control them is forex trading.
            • #396 Collapse

              Forex me trading karte hoe hamen zaida kamane ki gareed nahi karni chahiye is k ilawa emotions pe control na karna or be sabri ka muzahira karna ye esi cheezen han jin ki badolat trader profit gain nhi kar sakta or loss kar bethta ha is lye hamen trading karte hoe in cheezon se bachna chahiye.
              • #397 Collapse

                forex trade mien lalach ki koiki zarroort nae so i think agr hum kisi b kaam ko lalach k sth kry gy tu loss he ho ga hum is liye sabr or very hardworking sy krna chayiy tk k hum kuch behter resullt lay seky so lalach ek buri bala hai mery khayal mien .
                • #398 Collapse

                  sir g may nay forex traidng may profit or loss k sat sat ya sikha ho k forex trading may jo log apnay ap ko aik hi din may ameer karna chatay hay vo or jo lalach kartay hay or apnay emotion ko control nahi karaty hay wo forex may bhot zada loss may jataay ahy
                  • #399 Collapse

                    g han bilkul forex ma lalach emotion and low patience kabi success ni kar pate ye un 3 main reasons k nam ha jo k forex trading ma bhut zayada pay jaty ha forex traders ma or in ki waja sy traders trading ma na kam ho jaty jin traders ma ye batien ho,
                    • #400 Collapse

                      G bilkul theek kaha apne aur ye teen factors apko kabhi bhi kamiyab nahi hone denge forex mein,aur inse bachne ke liye apko experience ki zaroorat hai forex,jaise jaise apka experience forex mein barhta jayega,ap bhi in sb cheezon ko samajhte hue kamiyab trader bante jayenge.
                      • #401 Collapse

                        forex trading mian lalch emotions patince etc ka na hona etc forex diseses mian shail hain kyin keh yeh jis trade mian bho hoti hain usko ek acha trader ni bunney deto hain in tmama wjah sey hum loss kerty rehtey hian hmian ek ach atrder bunney keh liey in sib chezzon ko chorna perta hey aur yeh zorri hey keh ek achey trader keh liey
                        • #402 Collapse

                          han bhai ye sabtu basic cheezain hain na in sab k istimaal se insaan loss hi karta hai or akser ham in sab chezoon ko bhool jatey hain halan k pehley inhain yaad kiya hota hai lekin jab profit ko dekhtey hain tu hamari greed nhi jati phir or wohi hamara loss ka sabab banta hai.
                          • #403 Collapse

                            ji bilkul forex mei aisay log bilkul b survive ni kar saktay jo laalchi hon, patience na ho jin k andar, hardworking say nazar churaatay hon, or jazbaatiat ka sahara laitay hon. balkay forex mei serious or sincerity say kaam karnay waalay he kaamyaab hain.
                            • #404 Collapse

                              yes ap bilkol theak khe rahiye hai forex trading main greed kerna emotional tarding kerna aur low patince sy ap ko serf loss he ho skata hao profit kabi be nahe hota hai is lie in sab ko avoid kero ap
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                You re 100% right. I think most of the traders can not success in forex business for their greed. They need to control it if they want to success here.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X