Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1966 Collapse

    agar hum lalach main trading karen gay to hum esmain eaarning nahi loss he karty hay aur humay chahiey keh lalach ko door rakh kar trading karen aur apny emotions ko bhi esmain involve na karen kyun keh tab bhi hum market par sahi say focus nahi kar paty aur loss kar lety hay
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1967 Collapse

      agar hum emotions ki zad main aa jaye gay to hum theak say trading par focus nahi kar sakty aur humay esmain agar kamyab hona hay to humay chahiey keh esmain sbar say kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay aur hum esmain kamyab hos akty hay
      • #1968 Collapse

        Bilkul g forex trading main aisy log kamyab ni hoty blky inko chahiy k wo forex trading main trading k doran lalch ni karain sabar sy trade lagain aur loss hony p ghbrain ni blky apni ghltio sy seekhain phr ap dikhna k apko forex trading main kitni ziada kamyabian milti hain
        • #1969 Collapse

          Forex trading men lalach, low pateince,emotions bahot burri chezen hain,hamen in deseises ko forex trading se door rakhna chahiye.
          Hamen trading k doran apni skills pr confidence hona chahiye, trading men aisa na ho k market agar thori bahot hamare against jy to ham himmat haar jaen hamen trading men sabar se kaam lena chahiye aur apne emotions ko control men rakhna chahiye.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #1970 Collapse

            greedy ho kar market main kam karty hain to trade karnay main kafi risk ho sakta hay humain apny emotions ko kabo kar kay trade main kam karna ho ga ta kay market main kam karna humary liye asan ho sakay is main ziada greed karty hain to trade mani risk ho sakta hay magr demo ko use karna ho ga ta kay humain achi earning ho sakay
            • #1971 Collapse

              forex trading main lalach kam say kam karna chahiey kyun keh agar hum esmain ziada lalcah karen gay to es waja say market main achi earning nahi kar sakty so humay chahiey keh esmain emotions ki zad main aa kar bhi trading na karen kyun keh es trha bhi humari trading theak nahi hoti
              • #1972 Collapse

                bilkul theek .her tread k waqat humy apny emotions pr control rakhna cahye .or humny kisi b tread my lalach nahe krna chaye kue lalach insan ko nuksaan ki tarf ly jata hy .wasy b jis kam my profit ho ga us my loss b zrure ho ga.
                • #1973 Collapse

                  agar hum emotion main aa kar trading karen gay to humari tradng esmain theak nahi ho sakti aur humay chahiey keh esmain fresh mind kay sath trading karni chahiey kyun keh tab he humari trading achi aur kamyab ho pati hay humay dil lga kar trading par dhyan daina chahiey
                  • #1974 Collapse

                    Of course my dear friend forex ko sirf wo log zyada samaj aor control kar pate hai jis mai patience skills ho jes mau greed ko control karne ki salaheyat ho jo apne aap ko bad time sa bacha sakta ho jo right trade on right time ki strategy ko samajta ho q k forex ik buhot he technical type business hai es mai greed aor impatient log zyada survive nahe kar pate lehaza apne aap ko successful banane k leye ye cheeze adopt karna hoge

                    IF YOU LiKE MY POST THEN CLIKE ON LIKE OR THANKS Button PLEASE.
                    • #1975 Collapse

                      agar hum lalach karen to hum market main achi earning nahi kar sakty aur humay chahiey keh esmain dil lga kar focus karen aur esmain fresh mind kay sath kam karnay main he faida hota hay aur humay chahiey keh esmain theak say time dainy main he faida hota hay sabar say kam karnay main he faida hota hay
                      • #1976 Collapse

                        yes dear aise trader jo hote hain wo bary jazbati kism k hain. wo apni aqal se kam nai lete balke lalch or emotion ko control main nai rakhte or loss karwa bethte hain or kisi tarhan bhi apne ap ko relax nai feel karte. kun wo log experienced person hote hain or na un k pass koi trading k skills hote hain bas tokey lagate rehte hain.
                        • #1977 Collapse

                          agr hum is main greed krty hain to hard work kar kay achy say ana ho ga is main emotional ho kar kam karty hain to kafi risk ho sakta hay humain agr market ko use karna hay too demo ko use karna ho ga kun kay market main patience say trade ko use karna ho ga jis say market main kam karna kafi help full ho sakta hay loss km ho ga
                          • #1978 Collapse

                            agar hum forex trading main lalach karen gay to es chakar main theak say earning nahi kar sakty so humay chahiey keh esmain theak say sabar kay sath kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay aur humay esmain lalach nahi karni chaheiy kyun keh lalach ki waja say humay loss ho sakta hay
                            • #1979 Collapse

                              G bhai jan app nay bilkul sai kaha yahan par lalchi ya low patience walay log kabhi taraqi nahi kar patay - ic ki sab say badi wajah yeh hay kay agar sabar nah ho to ham wrong jaga par market main enter ho jatay hain jc ki wajah c hamara stop loss kafi bada hjata hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1980 Collapse

                                G haan forex trading main lalach ,Emotions aur low patience forex trader ko bohat nuqsaan punchaty hain kiun kay ye wo cheezain hain jo trader ki personal feelings hain jis ko trader khud control kar sakta hai in cheezon ko bahir say seekha nahi jaa sakta ,Iss liye during trading har trader ko chahiye kay apni feelings ko control karna seekhay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X