Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    forex trading business market main lalach se tou hum apni sari investment ko kho sakte hain agar hum iss business main lalach na karen sabar se kam lein apne emotions per control rakhen tou phir ye business hum ko bohot acha profit earn karne ka mouqa deta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      Forexmarket mai long term trade krna hai tou hum ko forexmarket mai lalach aur emotion say trade nahi krna. Hum ko forexmarket mai patience ho kr trade krna hai tou hum es market mai acha profit earn kr sakty hai.
      • #1938 Collapse

        forexbusiness mai profit hasil krna hai tou es kay lye ap ko greedy ko control krnahai emotion ko control krnahai tou ap kay under patience develop ho gy es say ap forexmarket mai successful ho sakty ho.
        • #1939 Collapse

          forex trading main lalahc nahi karna chahiey chahiey kyun keh lalach kisi bhi filed main humary liey bohat ziada loss ki waja banta hay aur humay aisay anhi karna chahiey ye aik bohat acha business hay
          • #1940 Collapse

            lalach krna galat bat hai es liye bht se log trading mn laalach krty hain or bht zeyda earning k pechy parh jaty hain or apny liye problemz create krty hain or es k ilwa emotions par qabo nh paty or jald bazi mnb trade krty rahty hain jis se hum apna he kam khrab krty hain
            • #1941 Collapse

              dear ju bhi aik acha trader bna hai wo hmaesha apni galteo ko sekkha kar bna hai kun k forex aik boht he risky business iss her banda lalch mai ajata per ju apny lalch ko control karna aur saber krna sekh jata hai wo he successfull trader ban pata hai aur iss mai ham aik din mai nahi successfull ho sakty bht mehnat k bad ja kr ye kamyabi milti hai.
              • #1942 Collapse

                forex me lalch emotional aur besabri apko aik bohat hi bd trader bana deti hai traders market me lalch aur emotionaol ko avoid karkay chi tarha say market ko deal karay jis say achi startegy aiy
                • #1943 Collapse

                  is main greed kar kay kam karty hain to humain kafi risk ho sakta hay humain ahrd work karna ho ga jis say humain market main loss km say km ho ga humain dmeo ko use karnay say sabr say market main achi eraning hasil ho gi
                  • #1944 Collapse

                    g han ap ny sahi kha hai k forex main lalach karny waly kbhi kmyab nahi hoty q k es se apko kuj nahi milny wala or jub unko loss hota hai tu unhain saber k sath react karna chahye or apy loss ko cover krna chahye nahi tu ap kbhi bhi kmyab nahi ho skty
                    • #1945 Collapse

                      agr is forex main hamain loss ho jaye tou hamain is main sabr say kam lena ho ga tab hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karein gay aur market main sucess hhon
                      • #1946 Collapse

                        forex business main jo b insan greedy hai wo success hasil nhi kr sakta Q k wo kbi b market main survive nhi kr sakty.es business ki learninig bht he tuff hai or ap ko es business ko time dena pary ga.tb he ap analysis kr he market ko capture kr sako gy.main khud demo account ko esi tra samj rha hu.
                        • #1947 Collapse

                          hamain sab say pahly learning karni ho gi ta k acha earn karein aur trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum market main sucess ho saky aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho
                          • #1948 Collapse

                            is forex main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi phar hi hum sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur phar hi hum market main sucess hon gay it is best
                            • #1949 Collapse

                              Han g bhai jan apny thek kaha or bohat achay points apny btay agar is main sy kisi b point pai trader amal kry ga to.unko loss he hoga q k greed insan ki bohat bra dushman hai agar trader k dil main loss ajai to trader ko bohat nuksan hota hai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                Jee bilkul ye baat ap ne thek kahi hai agar ap emotional hoon gy loss pe preshan aur profit pe out of control hoon gy to apka focus hat jai ga trading se aur apko loss ho sakta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X