Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1921 Collapse

    jee bhai mein aap ke bat sy ful itefaq krta hon ky Forex main only wohee laog naqam hotaey hein go greed krty hein yaa phr woh jazbaati hao jatey han yaa woh patience nahin kr patey yei laog bus aapna paisee aor wakat both waste kr rahey hotaey hen in ko chaheay ky yeh Forex chaor kei koee aor kaam karain kayon ky Forex main esy logon ky ley koe jagaa nahin hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1922 Collapse

      in chizo kee busines main koee jagaa nh hai, kissi bhee karobar ko run krne kaa lie sbsi phli appko in chizo ko end krna parrta hai, iska baghair aap kamyabi nh kr paty issi tarha Forex mei yei chize apki lie bohat nuqsan da hai, aapko in chizo ko finish krna zaruri hai, jbhee app Forex kamyabi achieve kr sakti hai.
      • #1923 Collapse

        sary member aksar yeh baat karty hain ke Forex trading ke learning aur experience ke bohot he ziada importance hai . yeh baat theek b hai lakin maire khayal say jo baat ap naay kahi hai yeh learning aur experience say b ziada important hai ke trading kay time per lalich low patience aur iss trah kay baqi emotions per traders ka acha control hona chaiye.
         
        • #1924 Collapse

          forex me lalach or emotion or with out tradind bilkul na kary ap loss ka shkar ho gy or both jald ap apne investment ka loss kar bethy gy is ley tamama bato ko da k kar trade kary.
          • #1925 Collapse

            Nakami ki waja hi aap ka lalch uar lacke of education uar zusti ban sakta hai iss mai. Wohi I san kamyab hota hai jo k active ho uar mayoosi se emotion se bach k kam kare lalach na kare iss ko sekhe uar kam kare wohi iss main sab se ziada kamyab ho ga warna iss main nakami ka saman karna pare ga
            • #1926 Collapse

              yes brother ap ne bilkul thk kaha ye basic factors hain jo achy traders ki qualities ko present krty hain hamain trade krty huay chahiye k ham greed se dur rahain or patience k sath trade ko phly analyze karain phir trading karain obviously time or mehnat har kam ma krni parti hai or forex to aisa business kiya jye k jitna sekha jye utna kam hai
              • #1927 Collapse

                g han apki bt bohat he achi ha forex mein lalach emotion sy work nahi kiya ja sakta q k forex emotion ko nahi manta or lalich apko zyada time loss he krwati ha is liye hamesha acha work he apko kamyab bna sakta ha
                • #1928 Collapse

                  G bilkul. trading A hallal business ha. esy smjhdari se E chalana parta ha. Humain ak ak bat soch smjh k post karni parti ha. jo mari ho jaye agar hum trding k rule follow nahi karain ga to hum kabhi b earning nahi kar skaain ga... asal ma ya tradings k rules nahi balky apny rule bana k chalana pary ga.. MAy God bless You.....
                  #XSERIES
                  • #1929 Collapse

                    Jee hai traders ko in chiezoo ko ejtinab ker key he behtir traders bn skta hai, ager ap hasaa munafa kamai ker a cahtaey hai, to aap ko sabr sy kaam laina hugaa aor jadlbazee se tari shoro nahie krni aor greed cash loss krny ki sb sy baree reason hai.
                    • #1930 Collapse

                      jin kay baray me apnay bayan kioya hai wo tu mere khayal say is buisness kay bohat hi baray dushman hotay hai kay jin ka main role hota hai apko is market me market say out karwanay em traders kabhi bi apni placemnet ko miss na karay
                      • #1931 Collapse

                        Jahan haam kaamnk doran is may lalach karna dtart kar dayen gay is say ham ohr theek tajra earning b nahi kar skyen gay market say ak auchai amount b hasil nahi kar skyen is laye jitni zayda h is may mahanat karyen gay utna he he ham is say earn kar skyen gay
                           
                        • #1932 Collapse

                          Dear sir main ap ki bat say agree karta hon agher hum apnay lalch par hi control kar lay to humy trading main kamybi mal sakti hy lakn agher hum kasi planing ka sath trade karna hi nai chaty to hum kabi bi successful trade ni kar sakty
                          • #1933 Collapse

                            g bhai greed to ma smjta hoo kay aik boht bari cheez ha jis ki wja se trader apni money lose kr rhy hain kyu kay ye greed he enhy over trading ki traf le kar ata ha to traders ko chahye kay wo greed aur emotional ho kar trading na kry kyu kay agr ap ayse work kry gay to ap kbhi b trading nhe learn kr pay gay es trah ap boht zyada yaha pe loss b kr skty hain.
                            • #1934 Collapse

                              han dear ap yah bat theak kah rahy hai k agr trader main yah cheezain payi jati hai k wo lalch karay ya apny trade lagany k bad sabar na karin to yah cheezian us k lai bohat harmful ho sakty hai or is main aik to wo loss karta hai or dosara wo kabi b forex ko seekh b nahe skata or unqreeb forex se nafrat start kar daita hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1935 Collapse

                                Bhai aap kaa ye tajruba absolutely thik ha, kayoonkeh agar aap mein sabar nahi to aap kaese kisee b ground keh kaam ky rule ko samhj sko gey agyr thaore sy mushwara ke imdad sy agar aap smhjti han kei app nei kafi info liye liyaa app achee traders ban gae tao yei wrong ha, sabar rkhin or seekh nei kee adaeat rkhin aor lalach insaan mein fitr mein hoon al ha, lykin ess py qaboo karna chaheay jb genuine profits hao raha hao.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X