Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #706 Collapse

    yes dear frnd apne jin jin cheezon ka zikar kiya hai wo ak dam perfect hain or forex mai in cheezon ki koi jaga nahi hai agr hamen forex mai kamiyab ban na hai to in sab cheezon se door rah kar hi forex mai trading karni hogi....
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #707 Collapse

      forex market men hamain trading kerny se profit milta hai ager ham kamyab hoty hain to or is men hamain apny emotions or lalach ko full control kerna hota hai phir ham is men kamyab trading ker sekty hain.
       
      • #708 Collapse

        forex trading mei lalach nhi karni chaheeye. agr koi bhi kisi bhi kaam mei lalach karta hai to wo zaroor is kaam mei nuqsaan uthata hai aur yehi main waja hai forex trading mei k yahan par loog lalach krty hain aur phir nuqsaan uthaty hain.
        • #709 Collapse

          dear forex tradng main apki ager practice achi hai to apko loss nai ho ga or ager app ko emotional be nai hona chahiye kyu k es main app ka jitna experience high ho ga uthna hi app acha earning kar skaty hai.
          • #710 Collapse

            I am agree with you. I think forex is the best business to make a good money and we have to avoid emotions and greed here. we also need a good patience.
            • #711 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
              Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
              ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
              Happy Trading Members
              :):):cool:
              dost meray khyal main app nay jin cheeson ki nishandahi ki ha main un sab say hundard percent agree karta hon kyun ki yahi wo cheesain hain jo forex bussiness main maximum logon ki nikami ki waja banti hain aur un ki waja say log iss field main kamyab nahi ho saktay
              • #712 Collapse

                ap nay bilkulthek kaha hy jo log forex may greed karte hain and apne emotions ko control nai rakh pate wohi log ziyada tar loss hasil karte hain kiyu kay wo trade may ziyada profit hasil karne ki greed karte hain jis ki wja say un ko loss ho jata hy.
                • #713 Collapse

                  Assalam o alikum. Yes i totally agree with this. Laaluch insan ko kabhi agay nahi barhne deti.. Or patience ki kami or emotions business may kabhi success tak nahi pohanchne dete.. Islye har trader ko trade se pehle emotions or laluch ko khtm kerna zarori hy.
                  • #714 Collapse

                    dear friend you are right ager hum apne tamam weak points ko corroct kar len to humain bohat faida ho sakta hai or humain kabhi bhi apna expirience greeding , knowledge ,etc etc... ko kam nahi hona dena chahie or humain her qadam dehan se rakhna chahie q k forex bohat hi risky trade usiness hai...
                    • #715 Collapse

                      assalamu alaikum bhai mere khayal mein apne appni is thread mein jin jin cheezo se trader ko avoid karne ko kaha hain wo bilkul thek hain or trader in cheezo ko avoid kar kae hi kamyab trader ban sakta hain agar in cheezo se ni bachega to loss mein jaega
                      • #716 Collapse

                        g bilkul buht achi baat kahi appne....f0rex mein woi trader succesful hota hy jo gred,emotions n low patience ko avoid kerta hy...q k yahi sb humari dushman hy n yahi huamray loss ki waja bhi banti hy isliye humain in sb se dur rehna chahye or concentration k stah trading kerni chahye or apni ek own strategy banani chahye takay hum apni taraf se mistake ki koi gunjaish na choray....
                        • #717 Collapse

                          g bhai apne nai yeh bilkul theak kah ahai k forex mai log lalach emotion loq patience traider sucess nahi kar paty kyo k is kam mai bht sabar chahye aur lalach nai karni chahye kyo k lalach karna is mai bht bura sabit ho sakta hai is liye humy chahye k hum lalach nai karni chahye aur sabar sai kam laina chahye
                          • #718 Collapse

                            sir . main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid ka==========
                            • #719 Collapse

                              Bilkul baheyo ya teen chezain asey hain jin key wajha say koe b trader trading main success hasil nhe kar sakta or in key wajha say trading main loss karta ha . agar wo in chezon ko apney trading main thek tarha say use ekaray jhan in key zarorat ha to wo in say loss key bajaya profit lay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #720 Collapse

                                forex business boht risky business ha. is business ma hamain just forex trading ka knowledge he hona zarori nhe ha. jo log lalach karty hn. emotional trading karty hn. or jin ma patience nhe ha just greedy ho kar orders par orders lagatay hn wo log forex ma successful nhe ho sakhty hn.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X