Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    جی ہاں، میرے پیارے دوست آپ فوریکس ٹریڈنگ کے کاروبار کے بارے میں بالکل صحیح ہیں. جذبات، کم صبر، لالچ یہ سب ہماری فوریکس ٹریڈنگ کے کاروبار کی روک رہے ہیں. ہم فاریکس میں کامیابی کے لئے اس کو دور کرنے کی ضرورت ہے.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      aghar bhai app forex may lalach rakh kar trading karay gey tu bhai jaan forex may lose hi hoga forex may bukhat hi peitiont rakhna partey hai
      • #738 Collapse

        Sure mister apnay sahi kaha hai. ye wo tammam thoughts hai jo kam ko tabah o barbad kardeti hai. toh with sab state bachna hoga kiun ke ye sab achi chezen nahi hai. toh you should command your negetive thoughts.
        • #739 Collapse

          yes my dear jo log sabr sy kam ni lyty or emotions my aa jaty hy wo log successfull ni hoty or apna loss krwa bythy hy or bad my tenshn ly k byth jaty hy so hamy trading k liay full expert ho k ana chaeay tb he ham profit gain krny k kabil bn sakty hy or khas tor py hamy trading krty hoay cool mind or sabr sy kam lyna ho ga tb he ham acha profit gain kr sakty hy .
          • #740 Collapse

            g yehi waha hai k forex me trading kerte waqt hum aik to greed bohat zaida kerte hain or sath hi emotional ho jate hain or order zaida lga dete hain jiss ki waja sy hame forex me loss bohat zaida ho jata hai or hum sucess nahi ho patay forex me
            • #741 Collapse

              Forex trading ma bhai jan emotion pe control karna chaie ..agar ap k pas patience ke kmi hy to phr ap is pe bhe control kren .aur sub se ahm bat lalich hy jo k ap ku bht nuqsan daity hy .is pe control krna bhe sub se ahm hy..
               
              • #742 Collapse

                gee bahi in cezoon ko apni trade say mile away rakhna cahiye kyu ke ye ap ke profit ki sab say bari dushman hoti hai nerves pe control xarori hai
                • #743 Collapse

                  bhai jab ap ko forex main lalach aur emotion a gai to ap forex main loss ho ga.agar ap profit hasil karna chahtey ho.to apna emiotion ko control karna seekho.aur apna ap par full confidence hona chahiye.ni to ap bohut loss karoga....
                  • #744 Collapse

                    dear sir me is chez k bare me kuch nhe keh sakti hun q k me is forum me new trader joiner hun or me is business ko abhi tak sekh rahi hun baral itna kehti hun k lalach nhe karni chahiye q k lalach se hum boht nuqsan uthate hain or is k bare me hamare senior trader hi apko kuch na kuch zarur bata denge...
                    • #745 Collapse

                      yes sir koi bhi kaam jald baazi se nhi hosakta is ke liye patience boht zarori hai app koi bhi kaam karo sabr se kaam lo lalacalh boht buri bla hy koi bhi insan is se bacha nhi.
                      • #746 Collapse

                        In chezo ke kese bhi business main koe ahmeyat nae dani chaheya ku kay yea tamam chezain loss ke taraf lay jati haan na kay profit ke taraf lay jati haan.
                        • #747 Collapse

                          Forex is a good profitable business.ye wo tammam feelings hai jo kam ko tabah o barbad kardeti hai. toh in sab say bachna hoga kiun ke ye sab achi chezen nahi hai . toh please control your negetive.best of luck with your trading........................................... ............
                           
                          • #748 Collapse

                            Forex is a good job.forex may greed karte hain and apne emotions ko control nai rakh pate wohi log ziyada tar loss hasil karte hain kiyu kay wo trade may ziyada profit hasil karne ki greed karte hain.best of luck ..........................................
                             
                            • #749 Collapse

                              dear brother ap ne bilkul thek kaha hai.forex trading main wo kamyab hota hai jis forex trading ka knowledge aur bohut experince hota hai.jis ki waja se ziyada profit kama sakte hai.aur loss hone k chance bhi kam hote hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Mein bilkul agree karta hoon is thread se k forex mein woh trader kabhi kamyaab nahi hosakta jo trading mein greedy hojate hain, apne emorions use karte haun and low patience rakhte hain, yeh sab cheezein forex mein har trader ki dushman hai jis ki wajah se naa cahhte hue bhiu trader ko loss ka samna karna parta hai is lye in cheezoon ko avoid kar k hi trading karni cahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X