Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    g bilkul forex is hardworking business....shortcut se earning us level ki earning nai krskaty jo hum chahty hy...n shortcut mena wht???? yaha mehnat ki need hy agar app success hasil karna chahty hy to us k liya koi shortcut nai balkay mehnat ki zarorat hy....isliya aisi batao ko dimag se nikal ker humain mehnat karne cahhye takay hum acha earn ker sky or success hasil ker skay.........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      g han forex hardworking business hy yahan hum apne tukkay nia laga skte yahan hum ache knowledge , experience or achi strategies ki zrorat hoti hy phr he hum kamyab ho skte hen new traders without experience and knowledge k loss may jate hen tu onko lgta hy k ye aha earning program ani hy lakin agr hum iski sub tips seekh k kaam kren tu koi shak nai k ye ek profitable business hy
       
      • #753 Collapse

        ji bhai apki bat thk he pehle hamen insta forex ki pori jankari hasul krna lazmi he wrna ham kabhi bhi kamiyab nhi ho sakhte he jab tak hamen insta forex ki pori knowledge hasul nhi hogi tu ham thk trh trading men performance nhi kr sakhte
        • #754 Collapse

          G han forex me kafi zaida mahant ki zarorat hoti hai... is me ap jitni mahant karangay witnay hi ap forex me kamayb hongay.. agar ap mahnat nh karngay to kuch nh hasil kar pyenagy
           
          • #755 Collapse

            forex main mehnat ki to zaroorat hai balke her ek business main mehnat hoti hai age bande pe depend hot ahai k wo kese krta hai aur kese seekhta hai
            • #756 Collapse

              jee bilkul friends forex ek hardworking business hai har kam me thora bohat mehna karni parti hai isi taran forex me bhi mehnat se hi kam karna parta hai.
               
              • #757 Collapse

                sahi kaha app ny is main kafi hardwork hai is main koi shortcut nahi k app ny bus tukka laga aur earning kerni shuru kerdi jab ayega jaldi tou jaye ga bhi jaldi is liye kafi understand ker k soch samjh k kam karain aur mehnat karain shortcut k chakkar main na pardhain
                • #758 Collapse

                  Forex may hard work bot ehm hy earning ky ley ham hard work sy forex may acha kam kr skty hyn,yh bot acha karobar hy aor es may profit krny ky ley hmy knowledge aor confidence ke bot zrorat hy,yh bot acha karobar hy aor ham es may asani sy bot achi earning kr skty hyn.
                  • #759 Collapse

                    Yeah definitely dear friends ham keh b saktay hain k forex is very hard working business.but is.ma apki koi physically efforts nai use hotien bal k apki Sharp thinking use hoti hain.apko some time aisi situations b face karna parti hain k ap quick decision leny sy dar jaty ho.
                    • #760 Collapse

                      forex kabhi bhe tuka se hone wala busniss nahin ha ager kisi din tuka lag jata ha hhum achi earning ker leta hain to next time phir bhr to hume ye kam kerna ha tb hum bht zaida loss ho skta ha q ke tb bhr hum tuka hi laga rahy hn ga isi liye forex main ik fix amount earing ka fiada ha hum tajurba or earing dodno ker skta hain shortkut se loss hi hota ha kuch hasil nahon hota
                      • #761 Collapse

                        forex ko aap hard to nahen kes saktay q ke is mein sirf aapko posting karni hoti hai jo aap mushkil se adhay se ponay ghantay m kar saktay ho jis par apko bonus milta hai aur phr aap usse trading karo aur profit haasil karo
                        • #762 Collapse

                          Friends forex main hard working used hoti hai earning ke liye is main shorts cuts se ap ko loss ho sakhta hai is liye apko shorts cuts ki bajaye hard working se kam karna chahiye.
                           
                          • #763 Collapse

                            Dear brother forex trading ka business bohat hi tuff ha iss main bohat mehnat or skills ki zaroorat ha or forex trading ka koi bhi shortcut nahi ha ager aap ke pass knowledge or experience hi nahi ho ga to aap trade kaise ker skte ho issi liy is main kafi mehnat ki zaroorat hoti ha.
                             
                            Islamic Books Blogging Tips
                            • #764 Collapse

                              ji haan!!! ap forex me jitni ziada hardworking kren ge to utni hi ziada ap ki earning hojae gi!!! yahan per shortcut method se ap ko loss bhi hosakta hai.....is lye do hadworking!!!
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                yes such baat hai forex busienss jo hai ek hard working busienss hai not short cut method use in his busienss aisa karenge to without anu dought loss hi hoga aapko and patience rakhna bhi bht zaroori hai jab hi aap kamyaab ho sakoge is busienss me

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X