Forex Is hard working business.Not Shortcut Method of earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    bhai forex ye koi get quic krich scheme nahi hai . isme aap ko mehenat bhi karani padegi tab hi ja ke aap accha earning jod payenge . isme bina mehanat kiye koi bhi paisa nahi bana sakata ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      bahi jaan may janata hun k forex hard work nahi hai balky easly work hai, bss hamay eski knowledge, hasil kerna hai 0r bss yahi thora mushkil kaam hai zaida mushkil nahi.........
       
      • #738 Collapse

        g dear main samajta houn k forex main kamyabi ka raz sirf ar sirf manat ha iske study ha is proper knowledge hasal karna ha , isk demo account main regular practic karna ha ar jitna b ho saky seniour ar kamyab traders sy rahanami hasal karni chayia , phair ap daikhain gay k apke trading ko kasy char chand lagty hain .
         
        • #739 Collapse

          Forex wesy to hard working ha but koi bi world ma aisa kaam ni hota jo impossible na ho, but koi bi kaam krain gay dil lga kr to Success ho gi or honesty krain gy, success ko agr apna mission bnain to hr kaam ho jata ha. Forex ma bi yhi ha k ap hard working krain.
          • #740 Collapse

            g forex bohut ziada hard working hain is m ap bohut mehnat kartey to tab apko iska phal milta hain.is ma koi shortcut rasta ni hain jis sa ap earning kar sako.apna forex karni hai to ziada sa ziada time do...
            • #741 Collapse

              jitna hum ko dikhta hai forex trading utna asaan business nahin hai yahan kaafi mehnat karni parti hai acha profit earn karnay kay liye forex ko achi tarah samajhna parta hai trading ki achi practice karni parti hai shoro kay 6 months to is ko samajhnay main he lag jaatay hain phir app acha earn kar paatay ho.
              • #742 Collapse

                g g bilkull ye aik hard working busines hai is ma short cut ya short tariqa se na he earn kia jae to behtar ho ga is ko poree concertration ke sath kia jae takee galtee ke gunjaish na rahee
                Forex
                • #743 Collapse

                  dost meray khyal main ye baat teek ha ha forex bussiness main admi ko kamyabi kay liya laga taar mehnat karni parti ha tab hi app agay ja saktay hain aur yahan slow and steady chalna parta ha but yahan pe kamyabi ki koi short cut nahi ha .
                  • #744 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
                    dost meray khyal main ye baat teek ha ha forex bussiness main admi ko kamyabi kay liya laga taar mehnat karni parti ha tab hi app agay ja saktay hain aur yahan slow and steady chalna parta ha but yahan pe kamyabi ki koi short cut nahi ha
                    Jee haan sahi baat hai yaar hume is kaam me khoiob mehnat karni chayye hume is chakker me nahi rehana chayye ke hum kisi short cut ko use kar ke forex me kaamyaab ho jaye ge....
                     
                    • #745 Collapse

                      ji ha main app ,ki sat bilkul sahamat hu ku ki forex business main app ko aagr success hona hai to app ko hard work karna hi hioga app forex business main short cut method use kare to app ko shied profit ho sakta hai lakin app shekhna ko kus bhi na hi meelga.
                      • #746 Collapse

                        forex ko buhat sary log shortcut method samjhty hain or is men trading ker k zyada profit kamana chahty hain or rich banna chahty hain is ley un ko forex men zyada loss hi hota hai is men hardworking kerni hoti hai phir hi ham kamyab hoty han.
                         
                        • #747 Collapse

                          g han dear ap ne bilkul thek kaha k forex trading 1 hard working kaam he na k jaldi earn karne ka tareqa is liye forex me humain market k bare me mokamal pata hona chahey tab hi hum kamyabb he.
                          • #748 Collapse

                            ji ha mere dost main app ki sat bilkul sahamat hu ku ki forex asa business hai jo ki app agar chyea hai to bhi app short cut method na hi use kar sakta hia . asa karna se app ko proper result na hi mel sakta hai so app ko long time method hi us e karna chyea hai.
                            • #749 Collapse

                              g han mery bhai aaap bilkul theek keh rahy forex trading business koi shortcut method nahi hy ye aik hard working business hy is business men kamyabi hasil karny ky liy bioht zayada mehnat karna parti hy jitny zayada aap mehnat karen gy utni zayada jaldi ap kamyabi hasil karen gy agar ap shortcut tareeky dhonden gy to loss karengy hr step ko follow karna zarori hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                g bhai jan bilkul thik kaha ha apny k fotrex aik bht hee hard working bussiness ha nak is mai hm jaldi sy ameer ho sakty han jo log ya soch rakh kar tadring karty han wo zyada tar apna loss he karty han an k profit

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X