Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    Yes you are right kyu k jitna experience ho ga earning utni he ache ho gi aur ham ziyada experience se high profit ban sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
      Members jab hum trading karty hain tu hum aksar ana daily,weekly and monthly target apney experience se zaida rahk lety hain or jab hum apna target of profit achieve nahi kar sakty tu hum lalach ya short cut method ki madad se target ko achieve karna chahty hain or finally hum loss kar jaty hain trading main.Ager trader apny experience k mutabiq target ko chose karta hai tu woh bina kisi mushkil se apna target achieve kar leta hai or es tarha woh kamyab b rehta hai or us ka experience b zaida hota rehta hai.
      Members your comments are most welcome :D:cool:
      My dear forex aik online trading system hy, jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye, iss sy hum greedi hukar loss kr jate hain
         
      • #408 Collapse

        g haan trader ko apney experience ka mutabiq he trade karni chahye agar woh apne expereience se ziada trade kare ga to use earnig hone ke bajai loss hone ke chances hote hai aur agar aap trading apne experience kare ge to behtar hai us ko demo account mai utilize kiya jai phir real mai trade ki jai.
        • #409 Collapse

          in the event that you want to be considered a trader and when you want to be csnidered a great investor rihgt here we must siscover forex currency tading a person inform the genuine article that people ought to industry rigth hre with this encounter upon marketplace we ought to steer clear of the money grubbing insust.
          • #410 Collapse

            ji haaan us ko apne expirence k mutabik kam karna chahiye to acha hai nh to wo kam nh kar paye apne tarike se kare ga to sahi karega na...
            • #411 Collapse

              Yes traders ko apny experience k mutabiq he earning karni chahye. Forex trading mei hamain greed nahi karni chahye is se hamain big loss ko face karna parta hai so jitna apka experience hai usi k mutabiq trading karen or ziada se ziada learning karni chahye trading mei high profit earn karny k lie.
              • #412 Collapse

                ji haan trades ko apni knwldge or experence k mutabik hi trading karni chahye take apko parta ho k apko kitna loss hoga or kitna profit hoga qk jitna hamara experence hoga utni hi hamko earning hogi
                 
                • #413 Collapse

                  yap dear jo sara kaam ha woh depend karta ha trader kay uper kay us ko kitna pata ha apny kaam kay bary main aur phr woh iss lehaz say trade bi lagay ga aur kaam bi kary ga iss liiiiiye zarori ha kay hum apna focus rakhain apny kaam kay uper aur iss mutabik kaam bi karain.
                  • #414 Collapse

                    dear trading ik online business hn is ap ko loss bi ho skta hn or profit q kh ya ik risky business hn .is m jb tk hard working ni krhy gu tu hum ik achy trader ni bna skty or is m experience ka boht amal dakhl hota hn is ky begar humy loss hi loss ho ga
                    • #415 Collapse

                      ji bhai ji aap ny bilkul theek kaha hy hamin apmy forex treadeing men apny experience ky mutabiq hamin treadeing karni chahiey is taRAH HAM PROFIT HASIL KAR SAKTY HAIN OR BAAR BAAR HAM LOSS SDY BACH SAKTY HAIN
                      • #416 Collapse

                        g han bilkul theek kaha apne is lalach karne se ziada loss b ho sakta hai trade hamesha soch samjh k krein or achy signals k bad karein or kam volume pe trade karein shuru me to acha hai sirf profit invest karein thora thora or sabar se kam lein pher he theek rehta hai trade k liye or apka nuqsan bhi kam hone se bach jaty hain
                        • #417 Collapse

                          yes you are absolutely right trader should do trading according to their experience because when traders do trading greater than our experience so we get loss and to save from loss traders should do trading according to their experience so they can get profit..
                           
                          • #418 Collapse

                            Bilkul sahi kaha sir mn na b jab start kia to kam experience mn ziada earn krna ka lalach kya aur at the end bht bara loss huwa muja lkin wo mera lia leason tha ab mn carefull ho k krta hn kaam
                            • #419 Collapse

                              Dear friend meray khayal se humein forex trading apney dimagh se kerna chahiye kiyunke iss mein humarey ko forex mein experience aur knowledge ki bohat zaroorat hoti hai warna aap ko nuqsaan hosakta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                exactly har kisis ko trading apnay experience k mutabiq karni chahye warna nuqsaan hota hai i agree to you.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X