Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    trader ko apnay experience say hat ker bhe sochan perta hay ager trader kay pas investment achi hay to pher ham trading say acha earn ker saktay hian aur ager trader kay pas money kam hai to pher wo kam leverage say he trading kray ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Friends! Forex Trading ka sub se bara advantage he yehi hey ke is meyn experience zyada zaroori nahi. is meyn Risk Factor sometime to apko 0 bana deta hey or sometime apki amount triple ker deta hey. main phir kahoun ga best experience yehi hey ke aap kisi se detail meyn mashwra kareyn joining se pehly or 2-3 companies ke demo accounts zaroor use kareyn. apko forex trading seekhna easy rahy ga.
      • #153 Collapse

        bilkul asa hi krna chaye k kisi bhi trader ko new ya old ko trades apny tajarbay k lehaz se krni chyae.jb tk trader ko market ka experience nahi ho ga wo ak best trade kese hasil kr skta ha ,market ko time den aprta ha tb hi market ki movement ka tajarba hota ha
        • #154 Collapse

          bulkul g trader ko apny experience or investment k mutabik karna chahian . q k agr wo apny level se zyda risk lo ga . to nuksan ka zyda chance hai. is lai jab ap trained or experienced ho jao to risk lo to umeed hai k bahter hoga
          • #155 Collapse

            g han right traders ko apni learning experience or knowledge k mutabiq hi earn chahye, or usk mutabiq hi trading karni chahye, kafi log ismain shortcut or jaldi earning k chakkar main lalach karte hain or apne experience or knowledge sy zayda ghalt jaga trade kar k loss main jate hain
               
            • #156 Collapse

              yes your right ap ne bilkul tik kaha hai bhai jb hum apne target se ziyada achive kar lete hai to koi bat nai hai leki apko trading karte waqt apna sara experience trading me laga dena chaiye q ke jitna acha apka trading me experience hoga ap utna hi ziyada us me earn kar sake ge.
              • #157 Collapse

                G han forex trading main hamen kabhi bhi ziada lalach nahin karni chaiye aur hamen is main always utni hi earning ka target rakhna chahiye jitna keh hum is main apna experience rakhtey hain aur jitna ham loss ko efford akr saktey hain.
                   
                • #158 Collapse

                  yes dear i think that you are saying true and i think that forex trading si the ebst earning source for all and we all not to be greedy in forex trading buinsess to gain more and more profit from forex trading i think that greed is the curse
                  • #159 Collapse

                    yh to lazmi ha k ap ko experience k mutabiq hi earning mily gi. jitna ap ziada experience rkho gy utna hi ap bht earning hasil kr skty ho. koi bhi trader ho usy experience sy hi kuch milta ha experince k baghar kuch nhi ha,.
                    • #160 Collapse

                      bahi agr ap forex me in ho jaty hy to ap ko agr dil laga ker work krty hy to ap ka experience kuhd he acha hota jay ga or ap achi in come he hasil kery gy forex sy
                       
                      • #161 Collapse

                        salam my dear brother muje ap ka sawal bohot accha laga k trading main hamain lalach nai karni chahiye agar hamain zada profit chahiye to ham lalach main aa jatian hain our es tara apna nuksan kar jatey hai es k liye sab se pheley hamain apni information ko grow karni chahiye trading ka mutaliq and then get the hight profit so es tara loss se bach saktey hain
                        • #162 Collapse

                          bilkul thek kaha aap ne. humein start main thora target hi set karna chaiye. mere khayal main agar hum apni trading ke start main roz ke 20 pips ka target set kar lein to humaray liye kafi hai. jitnay zayada lalach main parein gay to jo hamaray pass hai wo bhi chala jaye ga.
                          • #163 Collapse

                            jee haa biluk hee traders ko apni investement ko daik key earning karni chahiye chunkey agar aik bandey ka account chota hey or wo us account sey barha profit kamana chahta hey pir wo impossible hey bulkey usey chahiye key wo thorha thorha kar key profit karey tha key risk bi kam ho..
                            • #164 Collapse

                              g bilkal janab trader ko apnay experience k mutabik earning karni chay q k usay pata hai k main itni earning main itna sl or itni tp rakhni hai or wo apni planing main kamyab rehta hai kai trader aisay hain jo lalch main a kar daily trading karaty hain or apna nuksan kartay rehtay hain ...
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                yes ye sahi hai ke hume forex markit trade klye ek ache or bhtrin tajurbe ki zruraty hoti hai or jse hum apne businiss mean best succse hasil kar skte hain or yr kisi bhi businiss kop bena knowledge or expricences ke earn nhi krskte.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X