Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Han un ko apny experience k mutabik hi trading kerni chahiye q k un ko is tarhan loss ka khad sha bahut kam hoga lekin un ko is k ilawa or ziada seekhny ki koshish kren q k is tarhan un ki information me ziada izafa hoga or is se un ki earning me bhi izafa hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      g han traders ko isk bare main jitni knowledge ho usk mutabiq ismain trading karen, kyu k bht log k pass itna experience nhi hota or wo greed k chakkar main apna loss karwate hain, and mere khayal main trading k liye learning ki bht zayda zarorat hy, ismain jitni learning karo utni hi kaam hy.
      • #858 Collapse

        han hr trader ko apni marze nhi krne chahye bal k jitna usy trading aati hai jitni uski knowledge hai us k hisab se earnings bhi leni chahye aur usi trah se usy lots bhi use krne chahye ye nhi ho k wo experts ki trah high lots use kry us mein faida to hota hai magar ak dafa trader apna balance bhi kho bethta hai.
        • #859 Collapse

          brother ma ap ki bat sa itfaq krta hoo k har trader ko apna expereince or knowledge ki mutabiq he invest krna chyeya ta k wo zaid sa zaida eraning kra ak junior member ho na naty ma zaida sa zaida expereince gain chata hoo or iss k lia forex best ha
          • #860 Collapse

            g han I agree kw trader ko chahyee ke wo apne experience ke mutabiq trading Karen take ziada se ziada profit earn kar saken .....ager experience se bhar kr trading Karen ge tw unka ap he loss he .....tw behter ye he ke trading experience ke mutabiq Karen.......or knowledge bhe .......
            • #861 Collapse

              lazmi nahi ha baz dafa experience bhi fail ho jata ha is lia humain chahiye k hum mehnat karain or Allah talah ki zaaaaaaaaat par yaqeen rakhain wahi sub ko dene wali ha earning ka kisi ka nhn pata hota
              • #862 Collapse

                yes its right k ap ko apny experience k according earning krni chaye q k ager ap aus sa zaida earn krni ki try kro gy tu jo ap ki thori earning ho g ap aus ko b nhn la pao gy.so greed nhn krni chaye.
                • #863 Collapse

                  G han bilkul har traders ko apny experience ko dake kar hi trading karni chaye, agar koi new trader hay to us ko chaye k wo kam se kam lot size par trading karen or agar old trader hay to wo zeyda profit hasil karny k ley hight lot size b rak sakta hay.
                  • #864 Collapse

                    Assalam-o-Alaiqum, han bilkul jitna experience ho usi hisaab se trading krain or zada invest na karain wrna woi lalach wala scene hoga ya ap ghabrahat me ghalati b kar saktay hain tou behta yehi hai k banda kam kamae lekin sukoon me reh k kamae loss k chances kam hoon
                    • #865 Collapse

                      Ye bat sahi hn trader ko apne experience k mutabiq kam karna chaiye na wo ziada over ho kar kam kary experience k mutabiq he karni chaiye aur na ziada emotional jub banda lalach mai par jata hn to na faida hasil hota hn balkey nuksan he hota to humai trade apne experince k mutabiq he karni chaiye.
                      • #866 Collapse

                        ji han forex me jis bande ko jitna experience ho us ko utna he earn karna chahiye taa ke jitna ho sake profit me rahe loss me na jaye or account bhi wash hone se bach jaye us ka
                        • #867 Collapse

                          ek new trader hamesha he yaha pay achi trading ki koshish karta hai aur ye sochta hai k kesay kaam ko kya jae aur samjha jae is lye aap ko kabhi b is kaam ko easy nahi lena chahye aru samjh lena chahye.
                          • #868 Collapse

                            sara kaam ha woh depend karta ha trader kay uper kay us ko kitna pata ha apny kaam kay bar ymain aur phr woh iss lehaz say trade bi lagay ga aur kaam bi kary ga iss liiiiiye zarori ha kay hum apan focus rakhain apny kaam kay///////
                            • #869 Collapse

                              je haan agar ap successul honay k liye mein yehi kao ga k market ku samj kar he trade karay agar successful hona chatay hain kiyon k es mein experience able men he successful hotay hain thankful for question
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                jee ye bt apki bilkul thek he k hme jb tk forex ki knowledge nai hoge hm apna experience share nai kar sakte he r jse hi hme forex tradding ki malumat lete he to kafi had tak hm apna experience kar sakte he ise hm tradding me age jayge r bina kisi shotcut k hm apna kam ache se kare ge r lalach se bache ge.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X