g bilkul hmen target apny experiance ky mutabik karna chhaiye apny experiance sy zada ka target karyngy to hmen loss hi hoga q k jb hmen itna ata hi nahe too hm apna target q barhay aur phr shortcuts greedy in sb chezon me phas jayngy q k ap jb mehnat karty ho aur us me kch nahe milta to dimagh me bs yahi chez ati hai ky mehnat sy kch nahe hota galat kam krna thek hota hai , lekin agar hm positive sochyngy to kch sikh kr hi agy barhyngy
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим