Traders ko Apney experience k mutabiq earning karni cheye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    g bilkul hmen target apny experiance ky mutabik karna chhaiye apny experiance sy zada ka target karyngy to hmen loss hi hoga q k jb hmen itna ata hi nahe too hm apna target q barhay aur phr shortcuts greedy in sb chezon me phas jayngy q k ap jb mehnat karty ho aur us me kch nahe milta to dimagh me bs yahi chez ati hai ky mehnat sy kch nahe hota galat kam krna thek hota hai , lekin agar hm positive sochyngy to kch sikh kr hi agy barhyngy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      traders ko hmesha acny mind sy hee trading kr k earning krni chaheay kiu k agr wh ksi ki help lai gy tu un ko glt b bta skty hai js sy ap ko loss b ho skta hai.
      • #873 Collapse

        ji ha bhi ji traders ko apny experience kai mutabik earnign krny chaye jub hum si kai andr zayad earn krny ki koshsih krty ahi to us waqt hum ko bohat zayda loss ho jata ahi
        • #874 Collapse

          ji haan!!traders ko apne experience k hisaab se hi earning krni chahye q k experience se ek trader apni trade ko better bana sakta hai or jitna ziada us ka experience hoga to utni hi ziada us ki earning hogi!!!
           
          • #875 Collapse

            well dear Forex trading mein app koo agar successful trader banana hai too phir app koo pehlee apni studies per concentrate karien aur pehlee fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study karien aur phr pehlee demo account per practice karein uss kee baad acha experience honay kee baad app real per trading kar sakty hain
            • #876 Collapse

              g brother ..te aap na theek kaha hame apne experience ke hisab se kaam karna chahye aur lalach se bachna chahye lalach ki waja se hamesha hame Forex trading main nuksan uthana parta hai.
              • #877 Collapse

                han g bilkul thek akah hay ap en ,forex mai hums b ko achey akh hum si ami apny experience keh mutabiq aeing karen ku keh yahi cheez humre liy achoi hoti ahy
                 
                • #878 Collapse

                  meray khyal main ye baat bilkul teek ha kay forex bussiness main trader ko apnay tagararbay kay motabiq kam karna chaiya AGR zyada lalach me par jao ya analysis k bgaur trade thoki gay to loss e hoga
                  • #879 Collapse

                    Well said, trader ke lye experience bohat zaroori he. wo apne profit ko link kare apne experience ke sath, zayada high risk per trading na kare to market me win kerne ke imkanat roshan hote hen.
                    • #880 Collapse

                      ji han agar aik banda forex mai new hai aur wo chahta hai kay wo foren hi kamana shuru kar de tu aisa possible nahi hai kiu kay ap ko jitna experience huta hai utna ap forex ko learn karte hain aur utna hi ap kay profits maximize hune shuru hu jaty hain
                      • #881 Collapse

                        g haan hamain apna monthly ya weekly target apna experience dekhte hue rakhna chahye , agar ha, lalach karain gay to hamain loss he ho ga. agar shortcut method use karain gay tab b loss he ho ga
                        • #882 Collapse

                          yes sir sahi kaha aapnay k agar apnay experience k sath hi target banaya liye jay tu aap us target ko asani se complete kar sakty hain or is se acha profit or successful trader b ban sakty hain
                           
                          • #883 Collapse

                            ji han forex me trader ko jitna experience or knowledge hasil ho un ko usi hisaab se is business me profits hasil karne chahiyen taa ke un ko achey se profits mil saken or kamyab life spend kar saken
                            • #884 Collapse

                              g han ap thek keh rhy ho, forex aik online trading system hy, jis main hamain bht learn krna prta hy iss k liay hamain bht ziada hard work b krna hota hy, forex main trade k duran hamain apny tragets bht high nhi lynay ya krny chahiye, iss sy hum apny emotions ko control nhi kr sakay gy aur hum loss kr sktay hain profit ko b.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                haan gee is kaam main aap ko bhi or mujhay har kisi ko apnay mutabik apna experience barhana hchaiy ta kay kaam araam say kar skakin or achay sya kaamai bhi ho skaky.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X