Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    nahi aisa kuch nahi hai hame loss hota rehta hai jis se ham sekhte b hain but jab hame profit hota ha to wo profit hamare liye boht value rakhta hia aura khushi b deta hai confidence b bharta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      amm thanks for guiding ap ne bht achi bat share ki he jo k kuch log laparwahi se karty hen forex ko un ko is k bary me achi knowledge mili hogi and next time woh bhi care karen gy and apny account ki hifazat bhi karen gy gain thanks, ,. . . .:)
      • #888 Collapse

        the Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai jnab
        • #889 Collapse

          hahahaah g han sahi kaaha ap ny jnab... is ko log bht easy smjhty hen k ye bus avin say e profit ban jata hy halan k yun nhi hta kyu k start me new logon ko pata nahi hta n 3 say 4 martba wo apna acount wash karwa bethty hen
          • #890 Collapse

            not at all, loss is not greater than profit. but to become success in forex trading business we need to accept loss in forex trading business. we should keep in mind that loss is a part of forex trading business.
            • #891 Collapse

              ji haan yeh to hy keh forex mani profit aur loss ko dekha jay to loss ziada hy lekin loss bhi sirf new logoon ko hi hota hy experience trader ko itna loss nhi hota jitna new traders ko hota hy to isi lay forex main experience hasil krna baht zarori hy.
              • #892 Collapse

                dekho zahir he yeh un logon ki bewaqoofi hi kahi jasakti he jo eyn samajhte hen ke yeh business asaan aur bohat simple he yeh business mana itna mushkil nahin he laikin itna asaan bhi nahin eh ke is ko aap bus am sa simple sa seedha sa samajh kar age barhen to yeh bewaqoofi hi kehelaye gi,hamain aik sahi planning karni chayye
                • #893 Collapse

                  dear agar app wrong trade ker ty hia tu lazme hai app ko apne trade say loss uthna para ga keyo ka currency ko trade sya phala thek sya analysis ker na parta hai.
                  • #894 Collapse

                    g ha apnay bikul sahi kaha hay.or main apko batana caho ga.kay logo ko is business main loss is liya zayada hota hay.kue ka wo is business ko sekhty nahi hay.or is business main earning karnay main buhat jald bazi karty hai.us ki waja say un ko is business main loss hota hay..
                    • #895 Collapse

                      han bhai ap thek keh rhy ho kafi had tk yhe dekhny mein aata hai k loss he hota hai bht se traders ko isly is mein ak baat ka dhyan rkha jata hai k money management ho aur risk management bhi ho ta k loss se bacha ja sky aur profit acha bn sky.
                      • #896 Collapse

                        yes loss is greater than profit .. menay kafi trader dekhe hain jo apne galtiya accept karty hain jo loss hota hai wo accept karty hain yi akk achy trader ki nishani hai loss ko accept karna .. ak expert trader ko pata hai mei abhi loss accept karunga tu meray profit k darwazay kholay gay
                        • #897 Collapse

                          jee haan bilkul loss ziada hai logon ko is mein lekin iski wajah logon ki khud ki ghalti hai woh log na koi basic knowledge haasil kartay hain aur na koi study na koi learning aur na koi learning to zaahir hai loss he hoga
                          • #898 Collapse

                            khabi khabi yess khabi apki ye loss bhi itna profit ki terha feel hota hai jab apko ye sikhata hai ke loss apko kyu hua khabi khabi ye loss apko crore pati banne ka bhi sabse barda zariya ban jata hai.
                            • #899 Collapse

                              Yup. But lets not put it on forex. Most of the people that join forex join it with the dreams of quick earning and getting rich overnight which is simply not possible in any business. Tou jab unko loss hota hai tou they dont try long and quit forex trading. Halanky if u are consistent, tou yeh bht hi axh along term business bn sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                han ji sahi kaha hy ap ny kuch log forex ko bohat hi asan samjty hian aur trading b aysi karty hain and loss kar k hud ko trading sy dur kar lyty hian and un ko chhiaye k wo demo account per practice karin and phir trading karin .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X