Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    loss ka main reason greed and hurry hoti hai is lye loss hota hai loss profits se bara nahi hota hai jo log forex ko jante nahi hain or loss kar dete hain apni money is me wahi is ko aisa kehte hain otherwise aisa nahi hai is me bohat money earn ki ja sakti hai daily basis per .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      jee aisa kuch nhi hy mere bhai is mein koi noqsan nhi hy logon ki soch bni hoi hy kam ko sekhte to hein nhi phir
      kehte hien hmein noqsan ho ta hmein loss ke bgair kuch hasil nhi hota hy
      • #933 Collapse

        yar meere hisaab se loss to srf insaan ki apnii ghaltee ki wajah se hta hai wo mistakes ko repaet krta rehta hai or usko loss hota rehta hain wo zara bhi apni mistakes se naii seekhta is liye 95% bew traders jo hotay hain wo los mein jatay hain
        • #934 Collapse

          han g bilkkul yah bat hay kah hum si ami agr kam karty ahyn atb hum si ami bhoot best ways mai ka ka skty ahyn a magr hum dekhty ahyn kah si mai humra loss profit se zada hota ahy
           
          • #935 Collapse

            Assalam o alikum Dear friends mujhe lagta he ke loss bara he profit se ku ke is se hamari knowledge or experience me izafa hota he or ham or bhe achi posting kr ne ke koshish krte hen or ek ache trader bante hen..............
            • #936 Collapse

              dear aap ne sahi kaha hai forex mai profit se zyada loss ka khatra zyada hai becuse forex is a business aur ye business ke hise hai ... es lye loss se bachne ke lye zyada mehnat karni chaheyai
              • #937 Collapse

                yesss bhii or no bhiii no is scence me loss as compare ko profit kis ko acha lagta hai ... or ager dosri sccense mein iss leye yess.. kyun key aap iss se apni ghltiyon se seekhty ho
                • #938 Collapse

                  agr trading me khas kheyal na raka jy to es tara be ho jata he es le khas kheyal rkna must hota he trading me ky ham ko es me good aor ache earning be ho jy aor profit be good a jy taky best result improve ho es le try kro ky profit acha ho jy es ley koshash krna must hote he
                  • #939 Collapse

                    ap dekh bhaal k trades lgao na yaar ap jin trades pe sure ho k woh apko profit dain gay unko trade karo jald baazi karna nuqsaan deh hai iss kaam me koi trade samajh nahi arha so have patience ghalat lganey se acha hai na lgaya jae
                    • #940 Collapse

                      loss is not greater than profit. but we should keep in mind that loss is a part of forex trading business. to become success in forex trading business we need to accept loss in our trading.
                      • #941 Collapse

                        jee nahi loss kabhi ziyada nahi hota wo ap ko lagta hai key ap nein bohot loss kia hai lkn aisa kabhi bhi nahi hota profit hamesha ziyada hota aur jitna ziyada ap kam karo gey outna hi earn koro gey
                        • #942 Collapse

                          ye ap ne thik kaha hai loss trading me boht zyada hota hai jub k profit km hota profit ap ko usi wkt hota hai jub ap trading me full expert honge bgair experience or knowledge kuch nai hoskhta hai
                          • #943 Collapse

                            bhai jan apne baat karo tu suru mai mai na demo practice ke the muzha loss kafe how hai keyo ka muzh trade ke koi samaj nahi thek es leya ab ya ka samaj ker proper trend ko daktay how RSI aur stoch ke help say bake dosra indicator say kafe had tak help mil jate hai...
                            • #944 Collapse

                              dear hamary liye loss usi waqat faida mand sabit ho sakta hai jab ham us mein sy learning karne ki koshish karen gay to phir he humen loss sy faida hasel ho ske ga warna humary liye loss nuqsan da hota ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Haan bhai jaan ye baat to hai forex me loss had se ziyada hai lakin agar hum is kaam ka acha knowledge hasil kar lain to hum kabhi bhi loss ke chakker me nahi phans sakte......
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X