Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    yes dear app ne bilkul theek kaha ar app ne boht he acha thread post kiya hai forex mn waqai 95% beginers loss kr jate hn ar uss ke sb se beri wajha knaoledge ke kami hai iss lye humain chaye k sb se pehly hum knowledge collect krain then trading start krain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      forex business ma loss bhe zaida ha or profit bhe. ya business just un logon ko money data ha jo is ko samjh kar karty hn or proper knowledge k sath karty hn. wo log jo forex k baray ma kuch neh janty hn or just greedy ho kar forex ko join kar latay hn wo mostly just loss ko face karty hn or agr profit hota bhe ha to wo unki luck hoti ha.
       
      :cool::cool::cool:
      • #678 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
        Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

        Share your thoughts.
        At first take my salam, I am agree with you statement. I hope loss is greater than profit. At first learning step it is better for any one. Than the person are careful his job and than he can earn a huge profit from here.
        • #679 Collapse

          Agar ap ko trading may km profit ho jae to
          ap ko happy hona chahiye kiyu kay ap loss
          say to buch gay hain is liye koshish karni
          chahiye kay ab pahle say ziyada profit earn
          kare.
          • #680 Collapse

            baat to aap ne thek kahi hai. mere khyal main waja ye hai k chon k new traders hotay hain aur experienced b nahi hota to zyada ghaltiyan karte hain aur apna loss krwa bethtay hain.
            • #681 Collapse

              forex main loss honay k chance bohat hotay hain q k ye aik risky business hai or baghair education knowledge or demo practice k baghair is ko kary gay tu ap kabhi bi successful ni ho saktay lehaza is ko karnay k liye practice or hard working ki zarorat hai success k liye.
              • #682 Collapse

                forex trading mian loss ki ratio profit say bohat ziada ha is main har trader ziada say ziada profit kaarna chahta ha or uss profit ki vja say vo is market mainn zziada say ziada risky trading karta ha ap equity ka na khayala rakhty hoye or emotios main a kar loss kar dyta ha is main har month taqreban 90% log loss he karty hain or sab ki vja experiaance ka na hona or apny emotions par kabo na rakhan ha
                 
                • #683 Collapse

                  ma na forex ko abhi join kiya ha may ka month ma is lia ab mujha nahi pata ha los zaida ha ya profit zaida ha jab month pora ho ga to pata chala ga ka is ma kitna profit ha ya loss ha
                  • #684 Collapse

                    Dear ye baat theek hai k Forex mein loss profit sy greater hai aur ziyada tar log loss karty hain aur un k account khali ho jaty hain , lekin is ki wjha bhi to hai na kuch is ki wajha hai lack of knowledge, traders agar proper learning k bad trading start karen to kafi had tak loss sy bach sakty hain.
                    • #685 Collapse

                      Forex mein trade karne ke liye hamain apni emotions ko control mein rakhna chahiye aur laluch se door rehna chahiye, Jo trader kuch dino mein ameer hony ki soch le kar atay hian woh loss uthaty hain aur apni investment zero kar ke baith jatay hain , Start mein loss ke chances ziada hoty hian iss liye hamain sambhal kar aur practice ke sath trading start karni chaiye
                      • #686 Collapse

                        jee ap loss sey bhe bohat kuch sekhtey ho aur loss me bhe ap apney mistakes ko learn krtey ho aur next time un mistakes sey door rehney key koshsh krtey hai aur loss sey he ap apney mistakes jo jan kr ap acha profit hasal kr saktey hai..
                        • #687 Collapse

                          well i think k ...................
                          loss seems to be large
                          but if u keep it in contrast to ur rate of profit u wanted to earn
                          than
                          it would definately seem little to u..
                          • #688 Collapse

                            mery bhai men janta hoon ky forex trading aikrisky business hy pr jis ky pas is business ka knowledge or experience ho wo kabhi loss nahi uthata wo hamesha profit earn karta hy bus bhi ye ap ky knowledge or experience pr depend karta hy jitna zayada ap ka experience ho ga ap is sy utna zayada profit earn karen gy
                            • #689 Collapse

                              Assalam o alikum dhakiye forex me loss bhe he or profit lekin zada loss hone ke waja ye he ke kuch log bagir learning ke trads kr rhay hote hn ham jo bhe kem start krne se [hle uske bary me learneng ,knowledge hasil krle agr ham isa krange to hame loss se zada profit ho ga...... try it.........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                g bilkul forex trading aik bohat risky business hai is main loss bohat zeyada hai or profit bohat km milta hai is liye forex main kamiyabi ke liye experince lazmi hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X