Is Loss greater than Profit?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    the every loss is the one learn for you should do the trade so carefully in the trading platform. the learn is the big solution of the forex they can learn the trade properly in the trade so they should do the trade after learning there is the system to do the stop loss and do profit in the trade. they should do there trade will the stop loss and take profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      dear trading me har koi chahta ke har trade me earning kare aur koi ye nahi chahta ke ose CENT ka bee lost ho . leken agar hame lost hogaya t hame os lost se faida lena chahye .os mistake ko duhrana nahi chahyr jo hame lost de . yahi waja hai ke kabi lost best hota hai take hum lost se bee kuch seek le.
      • #528 Collapse

        Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai. jo new ya old trader apne emotion ko control nahi karte hay in ko zada loss aur risk wali trade ko karne se kuch hasil bhi nahi huta nhay aur apne account ko bhi wash karne main kuch time hi lagta hay is liye jo log apni leverage .
        • #529 Collapse

          app sawal ki hi wo bilkul thik hai ku ki app ko agar forex busienss main loss ho jai to app ko maius na hi hona chyea hai. app ho himmat se fir forex business ko karna chyea hai ki ki mistake se app ko jo learn hoga wo app ko profit tak pocs dega.
          • #530 Collapse

            ji nahi mein tou forex trading busienss mein ziyada ter profit ko hi hasil kerta hoon mujhay iss business mein loss kam hi hota hai aap bhi loss se bachnay k liaye forex trading busienss k mutaalik learning hasil kerien.
            • #531 Collapse

              Aam tor pe loss profit se zyada is liye hota hai kun k log proper learning k bagher he trading shuru kr dety hain jiski waja se wo mayoos ho jaty hain. Iss liye zrori hai k iss kam ko properly seekha jay us k baad start kiya jay taa k aasani rahy ab agr loss ho ga bhi tou itna mind nahe kren gy.
              • #532 Collapse

                forex trading ak online business ha jas har business ma loss hota ha is tarh is ma be loss hota ha sab ka liy ha forex ma ap ko kamkarna h to is ma p ko pat time business karna ho ga
                 
                • #533 Collapse

                  yar istrah nai hota jo jitna experience rakhta he uske usi mutabik loss aur profit hoga aur uski quantity per depend karta he ke kitna loss hota he aur kitna profit hota he agar tou uske mutabik chalgai makrit tou profit na hui tou utna hi loss hoga braber braber hisab kitab hota he .
                  • #534 Collapse

                    bhai aap logo ko naya jazby dyny ki bjaey dara q raey hen , kch bhi mushqil nhi hota ussy mushqil yaa assaan hum khud bnaty hen , no doubt k profit bhi hy or loss bhi , risky hy lykin ap proper practice karen to kch mushqil nhi hy
                    • #535 Collapse

                      jee bhi jaan yi kaisa ho sakta hay kay loss win say zyada ho ha yi hay kay aap loss ker kay ap ko kuch samajh may a jata hay kay ap ka loss kiss chez say hova ayenda wahe kam na ker kay ap profit may hongay
                      • #536 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmer پيغام ديکھيے
                        Forex Trading ko jo log buhat asan samjhte hain woh yeh jaan lein k 3 Months mein 95% new forex Traders account wipe off hojatay hein, uski aik waja yeh hai k forex mein loss profit se ziada hai isliye ager apki trade loss mein jaye tu aapka balance zero hosakta hai.

                        Share your thoughts.
                        Jee sahi kaha forex trading main ziada tar traders loss he karty hay aur loss karny walo ki percentage bhi ziada hay agar hum un main hay to humay forex trading ko theak say study kar kay aur demo practice karny kay baad real ko dubara say shuru karna chaheye.
                         
                        • #537 Collapse

                          dear i think some times there occur a loss in any business. some time it may large and some it may small. i think that loss is always greater than profit. profit is come from investment.
                          • #538 Collapse

                            forex market me loss ziada ha or profit km ha g fore me loss ziada hone ki waja ye ha k bohat se log is me learning k bgher hi trade krne lgte hen g or is me forex ko bohat easy le lete hen or wo nahi jante k ye bohat hi risky business ha g or is tra un ko loss ho jata ha g.my dear broo... ryt farmaya apnay acha kaha ziyada panay kay chakar main ham aksar jo hota hai woh bhi khho detay hain isliye kam profit main khush rahay mazeed loss say bachiye.
                            • #539 Collapse

                              ager ap ka profit jatna hua hai is sy be zayda loss ho jaye tu per ap ko chiye ky ap is bare mains erious ho ky khuc paln baniye ky kasy tarding improve ke ja skati hai khoe ky loss main ap ka khoe be fiyda nahe hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                magar jab hamri trade loss main ja rahi ho to kya hamian trade cancel kar deni chahiye ya stop loss pehly se laga dena chahiye ????

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X