Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1786 Collapse

    Nahi aisa nahi ha k loss is greater than profit loss us wakit hota jab log ziada lalooch krty hn trading k bary mein itna ilaam nahi hota jazbati ho jate han jis se loss hota ha or log trading nahi kr skaty hn.islye humain thory profit pe he kush rehne chahe na k jo mila ha wo bhi kho den
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1787 Collapse

      lost ko pehlay apko apnay mind pe rekh kay hi kuch na kuch earn karna ho ga forex kay is buisness me lost pehla hona hota hai phir hu apko is k pata chalta hai kay apnay is pe kha pe mistake ski hai
      • #1788 Collapse

        Forex trading main loss profit sey buhar ziada hy aur maximum traders is waja sey loss krtey hain keh woh aik din main rich banna chahtey hain. Is key elawa log mehant nahi kartey aur na hi forex ko seekhtey hain aur forex ko join kr letay hain. Jis ki waja sey bhi loss ho jata hy. Tension aur emotions bhi loss ka bayis bantey hain.
        • #1789 Collapse

          jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main agr siccess hasil karni hay to humain is main learning kanri ho gi
          • #1790 Collapse

            well yeh to trader k business pe depend krta hae k wo business kese krta hae usko trading ki kch samjh bhi ayi hae k nhi. trader ki jitni learning aur knowledge perfect hoga utna e wo loss se bachta rahega or profit gain krta rahega. to ab jo loss ko kam karna chahta ho or profit increase krna chahy to usy chahye k zyada se zyada learn kr k better trade kry
             
            • #1791 Collapse

              hanji bhi jan hum logo ko is par kam kar kar ka he fida hota hy ya forex ki bohat badi market hy is forex ke market ma hum ko is par dill lga akr kam krna hy hum ko is mpar bohat fida hota hy
              https://t.me/pump_upp
              • #1792 Collapse

                Trading me loss ko kisi bhi tarha justified nhi kia ja sakta.Trading me loss traders ko many reason ki waja say hota hai.Traders ki is me weakness hoti hai.Jis ki waja say traders ko loss hota hai.Loss is not grater than profit.
                 
                • #1793 Collapse

                  Forex aik easy business hay lekin sirf un kay liye jo is ko dil laga kar seekhtay hain and mehnat kartay hain, jo log baghair seekhay is ko join kar kay profit ki umeed kartay hain to un ko sirf loss hi hota ha.
                  • #1794 Collapse

                    g han ji bilkul mery lye to profit boht minor sa hota hai or loss boht bara hojata hai. so mera to loss recover karty karty hi month the end hojata hai. so mera to forex mein loss hi loss hota ja rha hai or mai failure hi.
                    • #1795 Collapse

                      jnab hum jab trading karty hain to humain is main loss b ho sakat hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main agr loss nai chahiye to huamin is main leanring karni ho gi
                      • #1796 Collapse

                        jee haan yeh to he aap ne bilkul theek kaha loss ke imkanat hote hen per agar koi loss se seekhe or apni ghalti ko drust kare or ose dobara na doharey to loss se kafi had tak bach sakta he jo log ghalti pe ghalti krte he woh loss karte hen
                        External website link not allowed - Deleted By Rizwan Trader
                        • #1797 Collapse

                          My bro forex trading ma jin logo ko loss hota ha OE ya to is Kay bary ma kio knowlged nhe rakty ha ya per ow is ma learning nhe karty ha his ki waj sa in ko loss ka stamina karna part ha is business ma lalcuh ki waj sa be loss ho jata ha.
                          • #1798 Collapse

                            loss ki limit zada hai profit say is baat mai kahan tak ki reality hain is k liay mera mind ye kehta hai k hum nay is mai lalach ka sath laia hoga tubi is mian lalach krny say loss ki limit zada ho jati hai or profit kum say kum hota jata hai like low balance
                            • #1799 Collapse

                              Ye hum tabhi kahe sakty hai kay jab koi trading ko without learning kay start karen ga.Trading ko without learning start karny say is me ziada loss ho ga or kam hi profit ho ga.Ap nay theek kaha kay without learning 95% traders loss karty hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1800 Collapse

                                forex ke business me loss tab he zyada ho ga jab aap forex ko proper seekhe hue na hon ge jab aap seekh jaen ge to phir loss bhi kam hon ge or aap ke profits ka ratio bhi barhne lag jaye ga is me is lye koshish karen ke aap seekhen jald se jald is ko .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X