Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1936 Collapse

    Jee han iss yeh ek riski kam hai.iss main loss ho jata hai uar new comers ko andaza nhai hota woh apni tred ko bari lagate hain jab ek dam se market move hoti hai tu apko iss main itna loss ho jata hai k apaka account wash ho jata hai iss lia apko iss main soch samjh k hhi iss ko sekh k kam karna hota hai aapko loss se mayoos nahi hona chahiay balke apni galtion se sekhen.uar kamyabi hasil karen aapki kmayabi iss main hi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1937 Collapse

      dear forex aik business hai or hamain is main lloss b hota hai or profit b hota hai per agr ham loss zyda ho raha hai to hamain foroex ko kuch dino k lai choor diana ho ga or bad main forex ko learn karny k bad forex main trading karny ho gy or is purpose k lai demo account banana sab se best technique hia. jahan se ham free main trading seekh laity hai .
      • #1938 Collapse

        Unfortunately ye baat drust ha kay forex mein 95% traders ko loss hota ha and bohot se is ko hamesha kay liye chor detay hain. Business mein loss hota rehta ha lekin losses par mayoos nahi hona chahiye balkay himmat se, mehnat se agar trading karain gy to zarur profit bhi hoga.
        • #1939 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
          Unfortunately ye baat drust ha kay forex mein 95% traders ko loss hota ha and bohot se is ko hamesha kay liye chor detay hain. Business mein loss hota rehta ha lekin losses par mayoos nahi hona chahiye balkay himmat se, mehnat se agar trading karain gy to zarur profit bhi hoga.
          ge nhe bhai mein ap ke bat se itefaq nhe krte hon keh 95% traders fail hote hien aur loss krte hien blkeh mein to yeh kahon ge keh forex trading ka business profitable he aur es mein boht he km traders loss krte hien woh bhe apne mistakes ke waja se aur jo trader apne forex trading ko ache trah se smjh kr trading krte hien aur jo expert aur professional bn kr apne trading krte hien un ko loss kabhe nhe hota he
          • #1940 Collapse

            Lose b mabi kabi chota ha some time asaa b hk jata ha k al ka lose ap ki deposit amount k hisab say zayda ho jata ha ap thesk andaz say apnay account ko majntai nai rakh paty han or is ko manage karni ki kafi zarorat hoti ha
             
            • #1941 Collapse

              forex trading mai aksar logo ko loss is liye hota hai kyu k unko trading mai lalach aa jata hai k wo rato raat ammer hona chahty hain. is lye new traders ko chahiye k wo kabhi b greed na kare taky unka loss profit sy greater na ho.
              • #1942 Collapse

                Bhae nei yaa old traders apy jzbat ko kaabo nh kerty hai in ko zyddaa lose aur risk waali trading ko krna sey koch hadel bhee nahin hotaa hai, aur apney accounts ko bhee khatam karny maeh koch times hi lgta hai, iss liy go laog apni leirage ko kaam sey kaam istemal krn r pa ko lot siebhee kaam istemal krhaa gaa, r app ko earnings gaa aur aap la loss b nahe hao gaa.
                • #1943 Collapse

                  Agr apki paas knaoweldge nahee hi to tab apki paas jitnaa be mazeed amount hao lose ap sy bada hotaa hai aor ap iss mein hamesha lose hi karteey han or munafa appko nahee hao skta hai.
                  • #1944 Collapse

                    forex trading main agar hum profit earn karna chahty hay to humay esmain sahi say time daiaa chahiey aga rhum sahi time dain gay tabi esmain acha profit earn kar sakty hay humay esmain sabar say kam karna chahiey
                    • #1945 Collapse

                      thanks for information q k hmain yah chez ka pta hona chahye k hum trading mn kitny percent tk profit acchive kr skty hain es liye es method ko yad rakhen ta k hmain trading mn koi b mushkil na ho
                      • #1946 Collapse

                        lost ka hona bi important hota hai lost kay bad hi apko pata chalta hai kay ap yaha pe apnay ost ko kkis taraha say stop kar sakaty hai is liay apko pehlay demo accont pe is ko practically karkay check karna chaioy
                        • #1947 Collapse

                          forex main hum jab kam karty hain to humain loss b hota hay or humain profit b ho sakta hay agr humain success hasil karna hay to loss ko km karna ho ga or humain market main ziada say ziada profit hasil karna ho ga
                          • #1948 Collapse

                            g han ap ny jo bat ki hai wo bilkul sahi hai es liye hmain trade lgaty waqt dehan se invest karna kchahye aghr apko loss ho jata hai tu apka accound band bhi ho skta hai es liye apny balnce ka use achy se karen
                            • #1949 Collapse

                              g han har jeet tou hoti hi rahti hai na so is forrex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k market main run karein aur loss say hi hum sucess hon gay aur hard work kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1950 Collapse

                                is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur loss say bachny k liye hard work karni ho tab hi hum market main achi trade kar k hi hum profit hasil kar k sucess hon gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X