Is Loss greater than Profit?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    jnab hum jab trading main practice karty hain to humain is main agr loss hota hay to humain is main profit hasil hota hay or huamin is main agr profit hasil karni hay to humain learning kar kay kam karn aho ga mistake ko talash kar kay kam karna ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      jnab hum jab trading karty hain to humain is main profit b hota hay humain is main loss b ho sakta hay huamin is main agr loss hota hay to humain is main ye faida hota hay kay huamin apni mistake kay bary main maloom ho jat hay
      • #1818 Collapse

        g ap ne shai kaha he loss karne se bahter he k hum ko earn ho is liye hum ko forex me lalach nai karni chahye or apne mind ko cool rakh kar kamm karna chahye ta k hum ko loss na ho paey
        • #1819 Collapse

          humain s main profit b ho sakta hay or humain is main loss b ho sakta hay agr humain trading main loss ho jata hay to humain pryshan nai hona chahiye humain trading main loss ki waja ko talash kar kay kam karna ho ga
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #1820 Collapse

            agar hum forex trading main theak say earning nahi kar rahy to humay chahiey keh hum daikhy kis waja say loss kar rahy hay kyun keh agar hum waja ko pakar kar theak karen usay tab he usmain achi earning kar sakty hay
            • #1821 Collapse

              Dear hmen is business me acha earn krna ha tu us k liye hmen chahe k hm is business me mehnat se kam kareen or hmen loss se acha experince hasil krna chahe tb hi hm is business me achi earning kr skaty hain or is business me success b ho sakty hain asay
              • #1822 Collapse

                yes you are rite loss buhut greater hai profit say kun k ye profit ka chance zyada daita hai per loss ka chance nae bulkay loss day jata hai, ic liye loss ki ratio zyada daikhi jati hai ic liye carefully trade karain.
                • #1823 Collapse

                  pay trading karay jis se woh apni need lot of good knowledge experience and the good others knowledge . profit ki ratio ko increase or loss ki ratio ko decrease kar k achaphir aap iss par trading kartay ho. or profit par profit kamatay ho. trader ban sakta hai.
                  • #1824 Collapse

                    g han bro theak kaha apne bahoot sare logg ise bahoot assan samjhty hain p;ar aysa har giz nahen ha is men bhi sakhat mehnat daRkar hai us k bad he kamyabi k chance hain
                    • #1825 Collapse

                      jeysa ka ap logo ko pata hay kam setart ho chka hay apny apny farm ka zarey apny kam ko setart kakro sar je sa gzares hay hamari posting ko inwal karo takh ham pak fourex ka sath kam kar saky ma our dosto ko bi maswarh dataho fourex ma kam kary
                      • #1826 Collapse

                        yar mery khayal se tou aisa kuch nhi hota ye sirf humein soch ki wajh se aisa hy warna agr hum mehnat karey gy tou definitely ye loss bhi nhi ho ga jis ki wajah se hum bht agey barh sakhtey hy is kam mein
                        • #1827 Collapse

                          agar humay market main bohat ziada profit ho jata hay to sab say batter tariqa yahe hay keh hum us profit ko withdraw kar lain usko mazeed iinvest karen gay to hum mazeed risk main involve ho jaye gay
                          • #1828 Collapse

                            jee han agar hum market main loss he kar rahy hay to humay note karna chaihey kis waja say humay loss ho raha hay tabhi hum market main kamyab ho sakty hay humay dil say focus karna chahiey
                            • #1829 Collapse

                              loss ka zada hona initial main profit say ye mumkin hota hai kun k humy trade ko krna maloom hona maloom nahi hota hai is vaja say main nay ye note kia hai k koi b lalach k bagiar trade ko krna hota hai jis say best option milti hai
                              I LOVE PAK FORUM
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                profit ki limit say zada hum kon si tarika say earn kr saqty hain loss kum krny k liay hum nay market ko limit say zada study krna hota hai jis k bad main ye maloom hota hai k humy ye market say safety kis tara say milti hai or yehi ik strategy hoti hai traders ki

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X