Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

    Reading karte hue Hamen Apne mind ko bilkul relax karna chahie confused Rahenge to Ham acche se pet nahin kar Sakenge confuse mind se Ham sochne samajhne ki salahiyat Kho Baithe Hain aur ham apni confusion market Karnal Se Lekar khatm kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham sabse pahle market ka analysis lain fr trade karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

      G hain agr hum confused ho k post ki reply day gaw to hum ko us business ma kameyabie gain ker na possible ni ho gaw us business ma kameyabie gain ker na k liy hum ko fresh mind ho k kama ker na chiy
         
      • #33 Collapse

        Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
        Daily trading market main bahut ziada log trading krty Hain aur pta Hy profit kin members ko aata Hy , profit unko aata Hy Jo bahut ziada confidence main chal k trading krty Hain confused jab bi ap ho k trade open kro gy to apko loss ho ga to is liy sab sy pehly ap ko fresh hona chahiy aur phr tab ja k ap mokammal ehtmad k sath trade open kro apko zaroor faida ho ga
        Such kaha ap nay aur me apki bat say bil kul agree krti hun forex trading mn rozana pta nai kitnay log trade krtay hain lekin faida sirf un logo ko hota ha jo k discipline aur confidence k sath trade krtay hain aur dosra jo k amdha dhund trade nai krtay bal k news events say in touch hotay hain aur analysis krtay hain phir moqay ka instzar krtay hain jb acha moqa ata ha to us time marker mn entry letay hain aur us time ka bhi intzar krtay hain k ab market say exit ho jana chaheay. So kbi bhi confuse mind k sath trade na krain aur jb bhi entry lain confidence k sath lain.
        • #34 Collapse

          Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

          Hamen tab he trade karni chye jab fully conform ho kay trade profit men ho ge kyn kay soch men parnay walay traders aksar nakam rehtay hen wo acha moka bhi miss kar detyay hen jab market men achi entry ka moka ho tab bhi, agar ham market ko all day observe karen to din men 1 bar zaror chance hota hay trade kelye best entry ka to hamen full mehnat say kam karna ho ga tab he ham kamya hon gay.
          • #35 Collapse

            Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

            asslam o alikam all dear ferinds agr ap is main tension main trading krte hein tu os main ap ko nuqsan hi hoga agr ap ka mind sahi nai hai tu ap trading na krein wait kr lein acha ha is main wohi kameyab be ho sakte hein jo acha kam krte hein is main lalach krne wale bandey khabi be kameyab nai ho sakte hein daily ap is main knowledge hasil krein apney mind ko fresh krein phr kam krein
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #36 Collapse

              Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

              Ji Hamare dost aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Yahan forest Mein kam karna Express minded Insan ka kam hai yahan per aur placement ke sath Kam Nahin Karenge to aapko loss ho jaega confuse Insan kabhi bhi yahan per acchi friend Nahin Le sakta hai Kyunki vah Baat Nahin hota hai ki Aaye Kya Kiya Hai sahi hai ya galat Jiski abhi aap kahan hain aap
              • #37 Collapse

                Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                Assalam o Alikum,

                Agr hmary ander trading krny k liye self confidence nai h r hum es bst prr confuse hein k kon sy pair prr kis time trade lagai jay to hmein fayda ho ga to pir hm trade na e lagein t oaca rhy go kyn k asy ma hum apna bonus b zaya krwein gy r aoan ac ount b wash krwa lein gy.


                • #38 Collapse

                  Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                  My dear friend, hmain focus k sath forex par kam karna chaiay, mentaly present aur active ho kar apnay trading k decisions lain ta k hm sa koi mistake na ho, agr koi confusion ho to senior sa discuss kar k us ka solution hasil kar lain aur usay clear kar lain warna apko nuksan ho jay ga
                  • #39 Collapse

                    Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                    Forex main hamen trading fresh our active mind ke sath karni chahie kyunki forex mein achi trading ke liye fresh or active mind ka hona bahut hi zaruri hai aur Forex mein trading ke dauran hamen active rahana chahie aur Forex mein achi trading k liye sabar bahut zaruri hai isliye forex trading sabar ke sath karni chahie aur Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain.
                    • #40 Collapse

                      Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                      Ye to sahi bat hai, hum confuse ho jae ge to trading karte time sahi decision nhi le pae ge to nuksan hi hoga, magar trading mein confidence tab ata hai jab hume achi tarha se trading karna ata ho, hamara market analysis buhat acha kia hua ho tab jake hum beger kisi confusion ke trading kar pae ge.
                      • #41 Collapse

                        Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                        Salam to all dear friends jb hum mentally Tor py fit nhe hoty humain Kam krne main Dil nhe lgta agr hum confuse ho k trading kren gy to hum kamyab nhe ho skty humain apni confusion ko for kr k trading krne chahye t k hm acha Kam kr sken or end py humain behtren bonus Mily
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                          Agr hum us business ma confusion ho k kam kerty hy to hum ko kamyabhi gain ni ho sakti w k kamyabhi gain ker na k liy over confidence ki need hoti hy ar pak forex online business ik international online business hy us Ms hum ko confusion ni ho na chiy all you agree
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X