Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

    hum agar confused mind kay sath kam kurtay hain to hum is main kamyab nhi ho saktay hain to humain es main acha profit gain kurnay kay liyay es main confidence ho kur or fresh mind say kam kurna ho ga jub hm es main fresh mind say kam kurtay han tub hm es main acha kam kur saktay hain q keh jub hum fresh mind say kam kurtay hain tub hum es main koi mistakes nhi kurtay hain or acha kam kurtay hain to humain confused mind kay sath kam kur kay loss kay chances burhanay nhi chahiyay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

      Relax hokar trading karna hi sabse acchi planning hoti hai aur isi tarah se hi member acche decision lekar aur sahi tarah se trading karte hain isliye har ek member ke liye jaruri hai ki jab bhi hua koi trade open karne wala ho to vah apne mind ko relax kar le aur confuse hokar trade na karen kyunki trading mein aise member joker double mind ho jaate hain unke liye kamyab hona mushkil ho jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
        Daily trading market main bahut ziada log trading krty Hain aur pta Hy profit kin members ko aata Hy , profit unko aata Hy Jo bahut ziada confidence main chal k trading krty Hain confused jab bi ap ho k trade open kro gy to apko loss ho ga to is liy sab sy pehly ap ko fresh hona chahiy aur phr tab ja k ap mokammal ehtmad k sath trade open kro apko zaroor faida ho ga
        ap ne bahut ache bat ke hae dear hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe ese trading na akaren jo hamare liye nuqsan deh ho balke hamen cahiye ke hum is main hamesha ache tarah se kam karne ke koshish kiya karen or is main hum us waqt trading na karen jb hum mentally disturb hn ya hum stress main hn q ke us waqt hum se phir market ka anaysis ache tarah se nhe hota hae phir hum ache taraha se tradaing bhe nhe kr sakte hain to hamen hamesha acha kam karte rehna cahiye take hum kamayab ho saken
        • #19 Collapse

          Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

          Aap Agar bahut jyada bahut jyada pareshan hai to aapko chahie abhi acchi trading na Karen Kyunki Jab Bhi Insan Koi Agar tension mein hota hai agar confuse Hota Hai To fir vah Jab Bhi trading Karta Hai To Koi Na Koi Aur vah Hamesha risk leta hai isliye is se bachne ke liye Apne mind ko relax Karen aur jab aapka mind relax Ho Jaaye to acchi trading Karen absolutely Achcha Sa aapko experience ke sath Achcha property aasani se milega
          • #20 Collapse

            Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

            Assalamu Alaikum dear friends agree with you khidmat yah hai kya aapane bilkul durust farmaya hai Dar kar Ham jo bhi kam Karenge uska Mein fayda Nahin Hoga uska nuksan Nahin hoga as a Muslim Hamara yakin Hai Allah Tala farmata hai ki Jaisa Mujhse Gaman rakhoge Mujhe Vaisa paoge sab positive Soch rakhen permanent mehnat Karen Allah aapko kamyabi dega Insha'Allah Shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

              Aslam o alikoum dear aap nay kafi achi bat ke hai kay forex trading main jab aap work krty hoo too achi trading main mind ko fresh krna bhi kafi acha hota hai
              • #22 Collapse

                Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                Forex mein aap darkar kabhi bhi apni trade na lagaen aap Mutmaen hokar tasli ke sath aur Khule zahan Ke Sath apni Trade lagaen Jiska aapko bada fayda hoga Jitna Aap To tasali ke sath trade lagayenge utna hi fayda aapko hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                  Forex totally mind business mein proper fresh mind ke sath trading karenge tab hi best market ko samajhkar citrate open setting agar confused hokar trading karenge market ko behtar samajh nahin sakenge
                  • #24 Collapse

                    Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                    Jab Ham confuse hote hain to ham log karte hain confusion ka matlab hai ki Hamen knowledge Nahin Hai Hamen apne experience per bilkul bhi confidence Nahin Hai To Jab Hamen apne experience per confidence Nahin Hota To Ham loss karte Hain Ham kisi bhi market Mein Kam Nahin kar sakte jab tak Hamen use proper knowledge Nahin Hota experience Nahin Hota aur Hamen confidence Nahin Hota isliye bahut important hai ki Hamen confidence ho aur confidence tab hoga Jab Hamen Achcha experience hoga experience hasil karne ke liye aapko account per kam karna hoga Jab Ham demo account per kam karenge to hamesha profit ho sakta hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                      Ya business hum ko fresh mind ho k ker na chiy jo bhi log us business ko fresh ho k ni kerty in ka loss bhi ho sakta hy q k us business ma choti se mistake bhi hum ko bar loss day sakti hy us liy hum ko her kama se phly hum ko soch ker fresh mind k sath kama ker na chiy
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                        Confused mind k sath garde krna hmsha apko nuqsan dy ga is liye jab ap confused hon or sai decision na ly skty hon tu kbhi bhi market main trade open na kryn. Q k us wqt ap ka koi bhi decision ap k liye nakami ki wjh ban skta hai. Forex ek aisa business hai jis main ek fresh mind Jo k experience or forex knowledge se full ho zarori hota hai. Patience ek forex trader k liye aisa weapon hai jo usko profit or success dy skta hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                          g bhai sab kaam karny ke liye soch lena chahiye ke hum ny karna kya he Confused na hon aur kisi bhi nuqsan se bach sakain Confused mind ke sath kaam karna inthai khater nak he lehaza achi soch se kaam karna chahiye
                          • #28 Collapse

                            Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                            hamen fresh mind ke sath trading karni chahie soch samajhkar trading karne se hi hamen fayda hota hai agar Ham jaldbazi karenge aur lalach mein aakar trading karenge To hamen nuqsanat honge
                            • #29 Collapse

                              Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                              forex tarde me agr hm confused mind k sath tred krenge tu hmn yaqenan los hi hoga isi liye hm jb bhe tred kren apne mind ko fresh rkhen aur khud p yaqen rkhen k aya jo ap ne order place kiya hi kuon kiya hi aur positive rhen takle apko tred me kmayab ho isi liye confuse ho k tred se bachen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
                                Daily trading market main bahut ziada log trading krty Hain aur pta Hy profit kin members ko aata Hy , profit unko aata Hy Jo bahut ziada confidence main chal k trading krty Hain confused jab bi ap ho k trade open kro gy to apko loss ho ga to is liy sab sy pehly ap ko fresh hona chahiy aur phr tab ja k ap mokammal ehtmad k sath trade open kro apko zaroor faida ho ga
                                Confused mind ke sath trading karne ke Hamen bahut jyada nuksan Hote Hain Kyunki Jab Hamara mind confuse Hota Hai To Hamen pata nahin chalta ke ab Ham Kya Karen aur ham confusion mein galat trade open kar lete hain jisse Hamen loss ho jata hai isliye Jab Bhi Hamara mind confuse Ho To Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Forex trading Mein Vahi Kamyab Hote Hain Jo Hamesha fresh mind aur Hazar dimag ke sath kam Karte Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X