Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confused mind k sath trading k nuqsanaat..
    Daily trading market main bahut ziada log trading krty Hain aur pta Hy profit kin members ko aata Hy , profit unko aata Hy Jo bahut ziada confidence main chal k trading krty Hain confused jab bi ap ho k trade open kro gy to apko loss ho ga to is liy sab sy pehly ap ko fresh hona chahiy aur phr tab ja k ap mokammal ehtmad k sath trade open kro apko zaroor faida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

    Ji han Jahan per aapko confirm Nahin Hota ke trade aapke benefit Mein Jaega ya loss Mein Jaega Tu vahan per train Nahin Lagani chahie Kyunki vah Jagah risk wali hoti hai aur Forex mein Hamesha yah main Imam time aapko Los deta hai isliye aapane Jab Koi Laut Lagani hai ya Jab Bhi Koi train lagana hai to aapane 1 planning ke sath usko check kar lena hai vah confirmation ke bad bhi train lagana hai otherwise aapke Hath Mein Kuchh Nahin aaega
    .
    Like nhi do gy bhai?
    • #3 Collapse

      Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

      dear friend, hmain focus k sath forex par kam karna chaiay, mentaly present aur active ho kar apnay trading k decisions lain ta k hm sa koi mistake na ho, agr koi confusion ho to senior sa discuss kar k us ka solution hasil kar lain aur usay clear kar lain warna apko nuksan ho jay ga
      Last edited by ; 02-05-2020, 10:40 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
        Daily trading market main bahut ziada log trading krty Hain aur pta Hy profit kin members ko aata Hy , profit unko aata Hy Jo bahut ziada confidence main chal k trading krty Hain confused jab bi ap ho k trade open kro gy to apko loss ho ga to is liy sab sy pehly ap ko fresh hona chahiy aur phr tab ja k ap mokammal ehtmad k sath trade open kro apko zaroor faida ho ga
        G dear apnay theek kaha hai confuse or demotivation k sath trading k kafi nuqsanat hai jese k ap trading karnay say pehlay jo analysis karty hu us mai apki kafi ghalti hoti hai but apka mind confuse hota hai to wo apki ijazat dedeta hai k ap ispy trade kar saktay hu jb k ager wohi trade setup ap fresh mind k sath deikhu to ap khud mou say bologay k iski trade winning probability only 20 or 30% say oppper nahi haui but consfuse mind ki waja say ap is mai nuqsan uthaogay or wo trade lelogay
        Last edited by ; 02-05-2020, 10:41 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

          Dear member Forex trading main confuse mind ke sath aap kabhi bhi Forex Mein Kamyab Nahin ho sakte na hi aap Forex Mein profitable trading kar sakte hain isliye zaroori hai ki aap Agar apni trading Mein Achcha profit Hasil karna chahte hain To Apne mind ko fresh rakhen aur usko acchi Tarah Se use Karke apni trading Karen jisse aap Forex Mein Kamyab ho sakte hain confused mind ke sath aap khud hi galtiyan karte hain jisse aapko bahut bada loss uthana padta hai
          • #6 Collapse

            Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

            G han forex trading koi easy business nhi hey aur mind ki thakawat hey ya mind men koi tension chal rahi ho tu phir aesi situation men trade open nah karen kiun k ghalt trade lag jati hey aur bara loss bhi ho sakta hey iss liay pahlay apna mindset theek karen aur phir trading start karen
            • #7 Collapse

              Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

              Bohat acha swal hai agar aap confused mind ka sath trading kray gay tu aap ko noksaan ho ga agar aap fresh mind ka sath trading kray gay tu aap ko loss ho sakta hai forex mein aap ko kamyabi hasal karni hai tu fresh mind ka sath trading kray taka aap ko uss ka faida ho jay
              • #8 Collapse

                Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                Respected senior members Agar Ham bahut jyada confuse ho kar trading Lete Hain To ismein Hamara apna bahut jyada nuksan Hota Hai confuse ho kar trading Lene se Hamen confirm Nahin Hota hai ki Ham and cheese per training Le rahi hai vah Hamen nuksan Dega yah profit isiliye Hamen kabhi bhi confuse ho kar trading Nahin leni chahie balki full confidence ke sath trading leni chahie confidence ke sath Le Gayi trading Hamesha Hamen profit Deti Hai Lekin confused mind ke sath Li Gai trading Hamen Hamesha nuksan dilva karti hai isiliye Hamen Apne mayke Ko pahle fresh karna chahie aur Agar Hamara mind confuse Ho To Hamen trading co avoid kar dena chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                  ji han dear friend ap nay forex trading main confuse ho kar work nahi karna hai jis ka bahut bara loss ap ko ho ga agar ap nay is main achi tarh say kaam kar lo gay to ap is mian achi tarh say kaam karo aur is main achi tarh say kamyaab ho jao gay dear frind bus ap nay is main achi tarh say kaam karo gay aur confuse mind kay sath trade na karo dear frind
                  • #10 Collapse

                    Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                    g han dear ap ki baat thek hy pakistan forex min treading karry joy confused mind nahin hona balke hamin apny mind ko frsh rakhan chaye q k jitna acha hamria mind frsh hoga otna hi hum forex min makreet ko best treeky sy aynalize kar ka hum treading kar sakty hain age hum confused ho ka treading kairn gy to hamin lois ho skata hy iis lia hum confused ho ka kaam nahin karna chaye .
                    • #11 Collapse

                      Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                      Tujhe sake Ham Sab jante Hain ki hamesha jindagi mein vahi bandar kamyab rahata hai jo apne planning ke sath kayam Rahe forex market ek aisi market hai jismein aap hamesha BEHTER planning ke sath hi trading shuru karte Hain,waheeda kamyab rahte Hain Jo apne planning ke sath kahan rahte hain aur kisi kism ki koi penic create nahin karte aur na hi kabhi naraj hote hain na tension lete Hain tu dur tu jab bhi aap read Karen koshish karen ke uplaksh Rahe aur cool mint Rahe aur kisi bhi kisan ki laalach aur aur confusion se bacche aur sirf apne usi pranam banae hue plan ke mutabik trade Karen aur uska focus Karen tabhi aap ek acche leader Ban sakte hain aur ek accha profit Kama sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                        confuse agar ham hon ge to ham loss karte hain kyon ke hmain knowledge hone ke bawajood khud pe hosla nahi hota hai hmain knowledge nahi hota hai aur ham loss karte hain agar ham loss karain ge to hmain mazeed confidence se hath dhona parta hai is liye hmain pehle hi hmain acha kaam karna hai ta ke ham koi masle mein na chale jayen agar ham aese kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain is liye mehnat se kaam karne se kameyabi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                          Confused mind k sath trading main loss hi hota hy main is cheez sy itefaq krti hon per is sy bacha kaisy jay to mery khial main agar ap forex k business ka mokaml ilm aur experience rakhty ho to ap kabi bi trading main confused ni hon gy aur achi sy achi performance dain gy ap trading main
                          • #14 Collapse

                            Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                            G han dear ap ka kam hai kay ap nay jub bhi trade lagana hai ap confiuse na hun balky ap es mai acha kam karain aur soch samjh kay trade lagain ta kay bd mai ap es mai hamesha kamyab ho jain tu acha kam achi kamyabi ki zamant hai
                            $$$ Never Give Up $$$
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Confused mind k sath trading k nuqsanaat..

                              Ji han aapane bilkul sahi kaha hai Jaam market market ko analyse karna chahie Agar Ham market ko analyse Karenge To Hamen Jyada bonus Hasil Hoga aur Jitna Jata Hoga Hamen usne hi jyada Hogi isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada post Karen aur acchi Ani Hasil Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X