Minimum kitny $ account mai ho to hum currency ki lot le sakty hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1456 Collapse

    Kam se kam aap ke pas count Mein 100$ hona chahiye Taki aap Phir Bhi acche se trade kar sake lekin koshish kry ke aap zeyada currency ke sath trade kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1457 Collapse

      agar hum apni lot size ko manage karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain money management karen kyun keh money management kar kay he hum market main acha earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay
      • #1458 Collapse

        is main agr success hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun kay market ko use karty hain to market main loss km ho skata hay is main humain lot ko set kar kay kam karna ho ga is main agr success hasil karni hay to low risk main ana ho ga jis say market main kam karna humary liye kafi sai ho sakta hay
        • #1459 Collapse

          Ye aapke capital aor leverage par depend karta hai agar apke leverage zyada ho tau aap able hote hai small amount par be big size lot leene k q k ye facility apko broker ke traf say de jate hai eske baad agar hum instaforex ki bath kare tau aap 1$ say be very minimum lot size wale trade kay sakte ho es mai koi aise mushkil bath nahe .
          • #1460 Collapse

            lot size humay apny capital ko manage karty huway use karn chahiey agar hum esko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi trading ho sakti hay humay chahiey keh esmain sahi say focsu karen tab he hum esmain safe reh sakty hay
            • #1461 Collapse

              Dear wesy to ap aik doller sy b trading start kar sakty hn mgr 0.1 ki lot k lye ap k pas 10$ zaroor hona chayei.new trader k behtar ha k wo choti si choti lot lagayein 0.01 ki.kyun k bari lot jb hogi to loss ki surat mn account wash ho jaye ga.
              • #1462 Collapse

                agar humari lot size theak say mange kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hy aur humay chahiey keh esmain sahi say focus karen kyun keh focus karnay say he humari trading achi aur kamyab ho pati hay aur humay esmain jald bazi nahi karni chahiey
                • #1463 Collapse

                  Agar ap ke forex trading ke real account main kam se kam 20 se 25 $ hon to ap is per 0.01 size ki aik lot lga skte hain aur apni trading kr skte hain lakin agr is se kam hon to ap trade nhi kr skte
                  • #1464 Collapse

                    hamain is main learn kar k hi trade karni ho gi aur boht hi acha earn kar skay gay aur jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main learn karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur market main plane kar k earning ho skay gi
                    • #1465 Collapse

                      agar humary pass ziada blance hay to es lehaz say hum ziada trade lot use karty huway kam kar sakty hay so humay chahiey keh es business main theak say focus karty huway he kam karen tab he humari trading achi ho sakti hay
                      • #1466 Collapse

                        hamain lot of size ko mange kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho aur profit hasil ho saky aur jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main learning kar k hi hum sucess hon gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay
                        • #1467 Collapse

                          hamain jis pair main trade karni hoti hai is k bary main learn karna ho ga tab hi hum kam kar k boht hi acha earn karein gay aur lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur earning ho saky gi
                          • #1468 Collapse

                            account k bary main bi learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main experience hasil karna ho ga tab hi hum achi trade karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay
                            • #1469 Collapse

                              agar humary pass trading account main 100 dolor bhi hay to humay chahiey keh esmain money management karty huway trading karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay es business main theak say focus karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1470 Collapse

                                curreny ko use karty hain to hi kam karna best ho sakta hay humain accoutn ka use karna hota hay magr is main lot ko set kar kkay achy say ana ho ga kun kay lot ki base say ana ho ga is main km amkount ko invest kar kay trade karty hain to b hum is main kam kar sakty hain koi issue nai hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X