Hum kitny Bonus sy Trading Start kar skty Hein ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1006 Collapse

    asslam o alaikum .... dosto .... hame trading atart karny k leay kam sy kam 3000 invest karna chaheay jis sy hum asani sy trading start kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1007 Collapse

      meray bhai karnay ko to aap 1$ ssay bhi trading start kar saktay hain bt us ka koi khaas faida nahi hoga kion k agar aap ziada bonus say trading start karogay to ap ko loss honay k chance utnay hi kam hngay
       
      • #1008 Collapse

        ma to is ma 20$ sa b tarding kar ka pisa kam sakt ho sab is kam ko like karta ha ya akpat time busiess ha sab is akmko like karta ha ap e is ma boht pisa kam sakta ho sab ka liy ha forex ak ach business ha
         
        • #1009 Collapse

          dear agar apny pura month 5 posts ki hon or nahi ki ho or apka bonus 1$ aya ho apky account main so dear ap 1$ k bonus par bhi trade kar sakty ho
          forex business main itna free hand hai dear ap earn krnay waly bano earning k mawaky bohot hain.
          • #1010 Collapse

            mere irade se is ke leya kuch b likh de car men beth kr jo mmarzi likh do ya chlta ha sab ......................
            • #1011 Collapse

              jna,,,,,is k bary mai toahi mai khuchbhi nahi keh sakti janb,,,,,,q k trading aik kafi acha business ha jnab,,is mai kaamkar k kafi zma bhi at ahyjnab,.it is my thinking on it jnab,.........ok
               
              • #1012 Collapse

                ge haa ma aap ke baat se agree krta ho agr hameien kuch seekne ke liye yani earning profit gain nahe krna just gain some experience ke liye ager aap 10$ se be trading start krein tu be acha ha magr bare capital ke liye kuch risk tu laina he hota ha kuch khona prta ha
                • #1013 Collapse

                  salam all i think at least 200$ to ek month men accumulate karen taake ap freely trading to kar saken aur bghair kisi darr k ap profit bhi gain karen.
                  • #1014 Collapse

                    bonus aap ka agar 100 dollars bhi ho ga to aap trading start kar sakte hain or best ho ga ke aap 200 se start karen wese yahan jitna kaam katren ge utna he aap ko bonus mile ga .
                    • #1015 Collapse

                      mere bhai trading to ap 1$ se bhi start kr saktay hein aur forex trading mein is baat ki koe pabandi nai hy ke aap ke pass kam azkam itna bonus ho to aap phir he forex trade kr saktay hein lekin aap ke pass jitna zeyad bonus hoga ya aap ki jitni zeyad investment hogi to aap ko profit bhi itna he zeyad hoga.
                      • #1016 Collapse

                        trading investment aap 1 dollar se bhi start ker sakty hain ye aap per depend kerta hai key aap ktni investment kerty hain mger mere khyaal se aap investment jtni bhi kren aap ka account ager zyada hoga tou aap freely kaam ker sken gy
                        • #1017 Collapse

                          assalam o alakum dear sir pakistan forex maa ma new bisniess mamber ho lakin mana forex ma jaha tak study kia hy us ma ya he hy ka ap mimimam 100 bonus sa start kar sakty ho lakin forex ka roul zeror apply kary warna ap apna loss kar do ga
                          • #1018 Collapse

                            ham forex men jitna bhi buns earn kerty hain us per trading ker sekty hain is ley hamain trading kki practice se hi ye sab pata chlata hai or ham is men achi trading ker k kamyabi ho sekty hain.
                             
                            • #1019 Collapse

                              yes sir bonus hota hi is iye hain k aap bonus ko investment karty hain trade mai jis se aap trading karty hain jis se aap profit ya loss karty hain or forex mai trading karnay k liye aap ko koi bhari investment nahi chahiye hoti aap 10 dollar se b trading kar sakty hain forex mai..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1020 Collapse

                                forex mai tading start krny ki koi limit nai hy ap kisi be amount se start kr sktain hy bechak 10$ hi hon. jitni investment krta hy banda profyt be uthna hi hota hy and meri yehi advice hoti hy hamesha k start kam sse hi krna chiay ta ke loss ziada na ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X