Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    App ki baat achi hay per app ko kam ka pata ho tu app ko acha risk le kar is kam ko karna ho ga aur app ko agher kam abhi itna acha nahi aya hay tu phir app ko kam investment se kam ko shuro karna ho ga .
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      Members jaisa k hum janty hain or Forex ka rule hai k jab Trader apni sari investment Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills and knowledge ko achi tarha use nahi kar sakta.Woh humesha es bat ka dar rahkta hai k us ki sari investment loss ho gai tu woh bhout financial issues ka shikar ho jaey ga or es dar ki waja se us ki learning,experience,skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata.Trader k leye zarori hai k woh just woh amount invest kary k woh loss b ho jaey tu us ki daily life routine disturb na ho.
      Happy &Safe trading Members.
       
      • #783 Collapse

        Main app ki baat se agree karta hoon aur app ko is main kam ko karne ke liye zada se zada practice aur is main achi investment aur is main kam ko samaj kar aur is main long time ki trade ko karne ka kaha hoon ga jo app ko fada de ge aur app loss nahi kare ge .
           
        • #784 Collapse

          Yes, you are right, traders should not use their all investment for trading purpose, if us all their investment for trading then may be he lost their investment due to loss in trading,Therefore the traders must be care full for best earning form this business.
           
          • #785 Collapse

            ok my brother, you are right ki baat ka waki wazan hai aur is forex trading business ko achi traha understand karna hai utni amount invest karni hai jo ap loss ka bardast kar sakey warna kabhi bhi is peh hadsey zada invest......
            • #786 Collapse

              han ak ek new trader jiss ko abhio kaam me bilkul he experience nahi hai usay to chahye k wo kabhi b yaha pay investemnt na kare aur agar real account pay kaam karna he hai to bonus le kar kaam ko kare.
              • #787 Collapse

                ji haan ap ne achi bat kahi hai k forex men hamain apni pori invest nahi kerni chahye is se hamain bekup k ley kuch bhi nahi bachta hai is ley hamain forex men kam invst kerk trading kerni chahye or ager loss bhi ho to hamain koip problem na ho.
                • #788 Collapse

                  Bahi yeh tou hai kay traders ko apni sari investment trading par nae karni chaye kyn kay yeh tou aik business hai as main jis tarah profit hota hai usi tarah loss b ho sakta hai tou agar loss ho jaye tou banday kay pass intni investment zaror honi chaye kay business continue kar sakay.
                  • #789 Collapse

                    Apply risk management properly and set stop loss is option to control our loss. minimize the risk and make potential profit grow higher. if we are struggling still between profit and loss, mean we should review back our approach in trading and make it becomes effective. probably we should select the timing which give us high probability to make profit. we will less to open positions but its better if majority end up with profit.
                       
                    • #790 Collapse

                      g han ap ne thek bat ki k apni sari invest na karen itni raqam invest karen k ager apko loss b ho to ziada nuqsan na ho or daily learning karen.
                         
                      • #791 Collapse

                        bikul sahih kaha hy ap ne sari ki sari raqam kbhi bhi na lagao ho sakta hy
                        apki choti si galti ki waja se ap ka noqsan ho jay
                           
                        • #792 Collapse

                          G ha main ap ke baat se agree karta hoin bohat achi information share ke hy ap ny,,,trade k pass start main kabhe bhe kuch khas knowledge and experience nai hota and trading k phla month to us ko trainging main he lag jata hy issi liye us ko chaye k wo phly kaam investment se business kary and demo main practice kary....Aik dam se sari investment nai karni chaye q k yeh risky business bhe hy.....
                           
                          • #793 Collapse

                            g g dear ap ki bat theek hai forex main kabi b apni sari money invest nahi karni chahiye q k is main agar loss ho jay to ap ko kafi nuqsan ho ga. is liye forex main jaldbazi sy bachna chahiye. aur greed nahi karni chahiye. sabar sy kam lena chahiye.
                            • #794 Collapse

                              ji han kiu kay har trader ne forex ko seekha nahi huta laikin demo kay huge profits se impress hute hain aur losses in demo ko ignore kar dete hain is liye wo real ko trade karna bhi same way mai easy samajhte hain but aisa nahi huta real mai losses ko bhi consider karna parta hai is liye hamesha kam investments hi akrain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                g brother ..trader ko kabhi bhi apni sari investment ko forex pe invest nai karna chahye ye bohot bara risk hota hai aap ko loss bhi hosakta hai aur phir cover karna thora mushkil hojata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X