Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    g haan, dar dar k trading sahi nhi hoti , ap ko sirf utni hi amount use krni chahiye jitny k liye apka hosla ho k agr apko wo sari amount loss ho jaye tu apko tension na ho, so tamam traders ko apni sari investment nhi krni chahiye q k apko loss hony k chances b ziada hotay hain jub profit k chances ziada houn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      dear forex aik risky business hy zra si ghali hoti hy or bohat zyada nuqsan ho jata hy es ley aap ko investment krty wqt pori tawaja or dhyan k sath kam krna chahey ta ky aap ka nuqsan na ho es ley aap ko chahey k aap thori investment kren jab experience hasil ho jaey to phir aap ahista ahista investment bhi brhaty jen likn khyal rekhen k forex aik aisa business hy jsn men risk bohat zyada hy.
      • #933 Collapse

        Dear main apki es bat se itfaq nhi karta ku k jahn tk mera khyal hy or main ny mahreen se sekha hy to wo kehty hain kosish kro account main amount ziada mojud ho or volum chot rakhain to account safe rahy ga
        • #934 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Members jaisa k hum janty hain or Forex ka rule hai k jab Trader apni sari investment Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills and knowledge ko achi tarha use nahi kar sakta.Woh humesha es bat ka dar rahkta hai k us ki sari investment loss ho gai tu woh bhout financial issues ka shikar ho jaey ga or es dar ki waja se us ki learning,experience,skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata.Trader k leye zarori hai k woh just woh amount invest kary k woh loss b ho jaey tu us ki daily life routine disturb na ho.
          Happy &Safe trading Members :)
          Rizwan bhai ap ne bahut achi information share ki he or agar hum loog is per amal kren to is plainig ki wajha se hum kabhi bhi apna loss nai hony den ge or is tarhan se wo apny ap ko ziada loss se dor bhi rakh sakty hen
          • #935 Collapse

            NOTE
            ap ke jitne investment ho ge ap ko otna he trading me faida ho ga
            because
            ky jitne ziada investment ho ge otna he sath ap ko pofit be ae ga ye be soch le es le trading me trader ko chahe ky wo ziada se ziada investment kry
            • #936 Collapse

              dear brother mary khayal me forex he whad business hai jo ap ko naqsan ho jey ya ap ki tamam raqam doob jay ap kia kro gey mery kahyal me ap ko entne investment krney cheye jetne ap brdashat kr skey.
              • #937 Collapse

                t is really careless if we entered to business without learning how is the chances of that business. If we don't know how profitable that business and how to make profit with forex, so that is useless to enter in forex. Besides, there are many wrong sources about forex.
                • #938 Collapse

                  aap ko timeframe jo aap use kar rhy hain usko permanently use karna hoga or mery hisab se aap ko H4 or D1 me trading karni chahaiy market kahin nahi ja rahi hoti sirf apny levels me fluctuate karti hai or aapko is market ki movement pe trading karni hoti hai. Is liay is business ko burden na samjhen be honest with yourself and trade with discipline.
                  • #939 Collapse

                    ji mein ap sa agree karta ho trader ko kbi apni sariinvest forex mein nehi lagni chye start mein ap ko low sa start lena chye aur slolwy slowly isay grow karna chye skills aur experience ka sth sth aur utna he risk lena chye jitna experience ho
                    • #940 Collapse

                      Yes bro iam agree kabhi bhi apne stock ki Puri Money forex me Istmaal Nhi karni Chahihe Agr kabhi lose hojate he to hun us Stock ko Istmaal karte huwe Dobara Invest kar saken
                      • #941 Collapse

                        ji han bilkul sahe baat hai ke ham ko chahiye ke hum thori amount se invest kare take loss bhi ho to nukqsan na ho hame chahiye ke hum ahista ahista jab profit ana shuru hojae to investment increase karle lekin sari aik sath na invest karde.
                        • #942 Collapse

                          Lazmi nahi hai agar ek trader ko lagta hai me acha trader hon agar me is forex trading me apnai tamam investment kar forex kar don phr me is se forex se double hasel kar sakta hon to lazmi is foex par apnai sari investment is forex par kar de aagr jissse is trahan nahi lagta hai wo invest itna na kare khuch bacha kar rakh de .
                           
                          • #943 Collapse

                            g sir aap ne theek kaha hae hamain apni sari investment forex mein invest nahi karni chahiye beshak aap k pass buhat knowledge ho phir b aap ko aisa nahi karna chahiye q k forex aik risky bussiness hae agr loss ho gya tau aap ko buhat bari mushkil ka samna karna parh sakta hae. is liye sirf utna hi invest karain jitna loss aap easily bardasht kar sako.
                            • #944 Collapse

                              aap ki bat sahi hi apni sari investment forex hay aakdum nahi lagana chahiyah kyun kay yah lalach may aata hay or lalach sub kuch kah jata hay bahtar hay kay investment kam say kam ki yaha or sabar say kaam liyah jaia.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                ghan bahi ap sahi keh rahy hen amein ap k sath agree karta hun is mein jab hum invest karty hen to is mein hum ko invest sari nahi karni chahye is mein hum ko pehly 50% investment karni hoti hy thne hum us sy tarding karni chahye.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X