Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1681 Collapse

    han dear full balance invest nahi kiajat ahai ye aik risky kaam hai is ko bahut ys loog kr rahy hain lekin bahut ziyada mehnt sy kiajta hai aur aik analysis k teht ye aika cha buiness hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1682 Collapse

      Ge ap ny sai kaha hai sari investment kabu b nai lagani chaiye kun k agr hamara trading experience acha nai hai to ham loss kar dyn gy aur hamari investment sari waist ho jaye gi behtar ye hona chaiye k ham ap apny trading experience k mutabiq invest karyn tabk loss kam ho aur din ba din iab experience acha banta jaye to in
      • #1683 Collapse

        hamesha thora invest karna chahiye sari investments nahi karni chahiyen forex me agar aap forex ke business me sahi se chalte rahen or mehnat ke sath kaam karte rahen to aap kafi agay barh sakte hain or low investments ko grow kar ke barha sakte hain .
        • #1684 Collapse

          bhai jan aisi bat hargiz naihi hoti jese k ap farma rahe hain jahan tak main janta hon ye hai k agr ap apni investment karty hain to ap ko itna loss to naihi ho sakta jitna ap bta rahy hain ap ko chahiye k agr ap investment kr rahe hain trading k liye to ap ko expirance aur plannig honi chahiye.
          • #1685 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
            Members jaisa k hum janty hain or Forex ka rule hai k jab Trader apni sari investment Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills and knowledge ko achi tarha use nahi kar sakta.Woh humesha es bat ka dar rahkta hai k us ki sari investment loss ho gai tu woh bhout financial issues ka shikar ho jaey ga or es dar ki waja se us ki learning,experience,skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata.Trader k leye zarori hai k woh just woh amount invest kary k woh loss b ho jaey tu us ki daily life routine disturb na ho.
            Happy &Safe trading Members :)
            yes dear brother and our sincere moderator i agree with you forex mein hamein jitna bhi experience aur knowledge ho lekin jab ham apni sari amount trading mein invest kar dety hein to hamein ye khouf zaroor hota hia k sab loss na ho jaye is liye hamein trade k waqt confidence level high rakhna chahiye
            • #1686 Collapse

              g han mere khyal me dear ap ne sahi kaha he hum ko apni sari investment nai lagni chahye agar hum is se kuch hasil karna chahte hen to hum ko mahnt akrna hogi os k bad hi hum is me kamyab ho paeyn ge
              • #1687 Collapse

                hhumain is main agr investment kar kay kam karna hay to humain is main hisab say limt say trading kay liye investment karni ho gi ta kay humain trading main lossh o to humain loss ziada na ho saky nai to is main na karnain
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #1688 Collapse

                  apki baat theak hay agar hum forex trading main new hay to humay chahiey keh esmain investment apny experince ko mady nazar rakhty huway karen kyun keh aisay he investment karnay sayy humay loss ka risk ziada hota hay
                  • #1689 Collapse

                    sari investments wese bhi koi nahi lagata hai ab chahiye ke ham start beshak 300$ se 500$ se karen lekin ham ko chahiye ke learning ki hui ho market ki us ke baad he invest karen ham chahe $100 se he kiun na karen lekin investments ham ko kabhi bhi apne sare pese ki nahi karni chahiye .
                    • #1690 Collapse

                      Jee bhai bilkul durast farmaiya app nay forex risky kaam hai kabi b loss hu skta es leyeh utni hi invest karain jo loss b hu tu bardasht ho jey zaida lalach kr k bari invest na krain forex main kabi b
                      • #1691 Collapse

                        G kha hum be yahi kehte hai ke hu pakistani jo hai wo is program ka hisa bane tu zaroro lekhan is se apne jeeb se paise na invest kardy tu achai hai ye hamari mehnat ke kamai hai aur yaha risk bohout hai
                         
                        • #1692 Collapse

                          jee apki baat theak hay agar hum nay forex trading main profit earn kar lea hay to humay us profit ko nikalwa lena chahiey humay us profit ko mazeed invest nahi karna chahiey agar hum achy trader bann jaye tab aisas kar lena chahiey
                          • #1693 Collapse

                            apki baat theak hay agar humay trading main investment karty hay to es investment main say profit earn kar sakty hay bs eskay sath sath humay es profit ko nikalwa lena chehiy jo investment say earn kea ho
                            • #1694 Collapse

                              Ye bat sahi hai ke ap ko full itimad sa yaha pe trading na kare yaha pe wo paise invest karo jo ap ke pass hai aur jo ap ke zarorat sa be zayada hai tab ja ke ap forex mein investment karo
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1695 Collapse

                                trader ki planning kis tara say hoti hai ye baat hum ko tabi maloom kr laity hain jub hum nay is main lot size ko set krty hain kun k isi k sath trade ka sara control kia jata hai is main mistake krny say humy kafi muskil hoti hai or nahi moka milta hai k is mistake ko teek kr saqty hain hum

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X