Trader Kabhi Be Apni Sari Investment Forex pay Invest Na Karain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    g ha main ap ki bat say agree ho or aik acha trader kabhi asa nhi kary ga kukay forex trading aik riskay bissness hay jis may hamri tori c galti ham ko bhot zada loss main karwa skati hay jis say hamay bhto zada tention may lay ja skati hay is liay hamay is may otni hi invest karni cahya jitna ham ko is may loss bhi ho to hamko is may koe tention na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills and knowledge ko achi tarha use nahi kar sakta.Woh humesha es bat ka dar rahkta hai k us ki sari investment loss ho gai tu woh bhout financial issues ka shikar ho jaey ga or es dar ki waja se us ki learning,experience,skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata. ap nay ye baat bilkul thek kahi hy hume apna sari invest forex pay invest na kare kiyu kay ye aik risky business hy is may kabi bi loss ho sakta hy
      • #738 Collapse

        forex tarding aik risky online business hi jis main ap sirf itni hi investment ekro jetni ap loss hone ki sutrut main affored ker sakoo warna ap ko bara loss ho ga or ap iss loss ko bardasht nahi ker sakoo ge
         
        • #739 Collapse

          sir ap kici had tak theek kah rahe han k trader ko kabhi bhi apni sari investment forex pay invest ni karni chahye lakin sir ye aik bht faide mnd jaga ha agr koi bht confident trader ha to wo apna invest kar skta ha .
          • #740 Collapse

            forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain phir apko best profit mlegi and apke leye ye job bnjaega
            • #741 Collapse

              o nai yar aisi koi bat nai main to ya kah rha tha k kal tum jao he ab tum he kah rhy thy is lya main chla ay achlo daikho ab kya hota hai mian b yahe kah rha k ya kaisy ho skay ahi amin b yahe kehta rehta hn ya tum ny kay kar dya hai main ny yahe kaha tha
              • #742 Collapse

                aik trader ko abhi b ye bewakoofi nahi karni chahyayy k wo apnay saray paisay forex pe invest karday kiunkay agar loss hogaya khuda na khaasta to bohot paisay doob jaingay .
                • #743 Collapse

                  Forex trading is only risky if you do it blindly. Always know the driving forces behind th market trends
                   
                  • #744 Collapse

                    dear friend ager humain forex forum business say faida hota hai to hum is business per trust kar ke hum is per apna sara profite invest kar na chahie q ke jab hum kuch bara karne ka sochte hain tabhi hum kuch bara kar sakte hain or forex ek risky business hai...
                    • #745 Collapse

                      assalamu alaikum jee han trader ko kabhi bhi sari investment invest ni karni chayein or na hi ziada lalach mein aana chayein bal kein apnein skills or expericence ko made nazar rakhtein huein hi investment karni chayein ta k koi bara losss na hosakein.
                      • #746 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                        Members jaisa k hum janty hain or Forex ka rule hai k jab Trader apni sari investment Forex pay invest karta hai tu achy se acha trader b apni skills and knowledge ko achi tarha use nahi kar sakta.Woh humesha es bat ka dar rahkta hai k us ki sari investment loss ho gai tu woh bhout financial issues ka shikar ho jaey ga or es dar ki waja se us ki learning,experience,skills and knowledge sub ko theek tarha use nahi kar pata.Trader k leye zarori hai k woh just woh amount invest kary k woh loss b ho jaey tu us ki daily life routine disturb na ho.
                        Happy &Safe trading Members :)
                        jee han agar ap apni sari investment trading main laga dete ho or agar ap ko naqsan ho jye ya ap ki tamam raqeem doob jye hen ap kya kero gye iis lye kehte hain ke itni invetment kero jitni tum naqsan ki soort main berdasht ker loo
                        • #747 Collapse

                          Forex is a good money making business./aik common sense ki baat hai . aksar log ye bewakoofi kar dety hain. ya to wo poori tarha sy sirf forex py dependant ho jatay hain or koi kaam nahiin kartay.good luck.............................................. .......
                          • #748 Collapse

                            tradin me sari investment lot pay lagana kabhi bhi munasib nhi kiun k kisi bhi wakkat apko amount ki zarurat parh sakti hy.jub hum trade karen to always apnay pas spare amount rakhen ager hum zyada amount aly per laga rahen hen to little a,ount sare rakhni chahiye ager hu maray pas zyada amount spare rakhnay k liye nhi hy
                            • #749 Collapse

                              G bhai jan ap theak keh rahay hain Forex trader ko kbi bhi apni sari investment ko risk main nahi lena chahye kio k ager aik trader apni full investment ko Forex trading main krta hai to wo loss kr skta hai
                              :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                jee ap ne bhut achy baat ki hai kyun k forex mein hum sb ko pata hai k har trader profit mein nahi jati hai aur har bar hum ko profit nahi milti hai iss liya forex mein hum ko apni sari investment iss business mein nahi invest karni chaya aur jo bhi humara pas experience hai us k matabk investment karni chaya aur trading bhi.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X