kiya forex ko learn karne kay liye well educated hona lazmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g han hmein forex ko learn krne k lye k lye educated hona chaiye es se hmein kafi knowladge bi milta h forex ko learn krne m bi easy hota h
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      bhai ye laazmee nahi hai k forex ko learn karne k liye parha likha hona zarooree hai jo log kam parhe likhy hai wo b is ko learn kar skty hein ye to apne apne samjhny ki bat hai . lekin kam parhy likhon ki nisbat jo log samjh rakhty hein or saath saath parhy likhy b hein un ko forex ko learn karne mei aasani hotee hai.
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zaalimdil
        nhe bro lazmi nhe hai forex ko sekhne k liyeh q k agr ham demo account use kare to aam insan b sekh jaye ga just kisi tade se training le lain to ziyada behtar hai hoga es se hame itna samjh aajaye ga k kab market upar yah niche jarahe hai.
        g nai forex ko learn karna k lye koi educated learning nai hna chaiya bx thra bht likn k samj hna chiya r computer chalna ata hu bx ya hai zoria ha phr hai ap trading r working kar sakhta ha
        • #34 Collapse

          Yes friends I am agree your comments mera nahi khayal kay ab aisa zaroro hai kiyo kai aapko aaj kal urdu mai bhi kafi info mil jati hai online jis sy her kisi ko asani hai is kaam mai.
          • #35 Collapse

            ap ko forex ko learn karna zarori hy aur forex aik best business ho giya hay aur mein is par pora trust karta hon kio kay mein is say bahot achi earning karta hon aur ab mein good trader bhi ban giya hon ap sab ko chayie kay ap bhi demo par practice karo takay ap logo ka experience acha hoga aur educated hona needed hy.
            • #36 Collapse

              trading keey liyee aap keey pass jitnaa bi knowledge hoo gaa utnaa hi kemm heey aap earn ussi waqet hi kerr sakteey heey jiss waqet aap ko complete forex keey bareey meey knowledge hoo jayee gaa jitni dair tekk aap complet jaan nahi jateey next work naa kareey iss keey baad aap achhi earning bi kerr payee geey
               
              • #37 Collapse

                according to me my dear if you are well educated then it would help you in every trade but if you are not educated of this trade i must say well educated then this is a big prolem think about that work about that and then learn and and then earn
                • #38 Collapse

                  well educated hona tu zarori nai ha but a[p k pass etini knowledge honi chahye k ap trading kar sako ya trading ko achi tarah se samjh lo, but agar tu ap k pass knowledge bilkol bhe na ho tu ap trade nai kar sakty.
                  • #39 Collapse

                    forex k leye kuch to illam zrori hota hai chae wo maitric he q na ho q ky computer ko use krny k leye aur forex ko joine krne k leye knowldge ki zrorat hoti hai iss k leye zeada taleem yafta hona zrori nhe hai magar bilkul an prh bhe nhe kr skts
                    • #40 Collapse

                      high education ki to zarorat nahe hoti buhat itna ho saky woh forex ko asani sy samj saky is k liye knowledge aur experince ka hona buhat zarori ha .agar ap achi planning aur statigy k sth trading kary to ap acha profit earn kar sakty hain
                      • #41 Collapse

                        han well educated hona chayie kiyon ky forex say ham money made kar saktay hay because forex aik great business hay log forex ko bahot pasand kartay hay mein bhi forex ko bahot pasand kartay ahy isi liye tu mein nay forex ko learn kiya hay takay mein feature mein bhi aik acha trader ban sakon aur isi tarha good income made kar sakon .
                        • #42 Collapse

                          forex trading key lahiz say app key pass jitna zaida experince hoo gaa kamm haa trading may aik experince hee haa jiss kee bunyad par log success hoo jatay haa forex aik part time on line business haa jiss say bahoot seray loog mustfeed hoo rehay haa aour appnay zarootiat ko poray kernay kilaya earning kar rehay haaforex ko appp jitna zaida time doo gay app ko ittna hee zaida faida hoo gaa
                           
                          • #43 Collapse

                            Dear forex ma apko well educated hone ki zarort ni par at least ap ko parna likhna ata ho....or usay samjhne ki zarort hogi market ko or wo ye sirf demo or website say sb information le sakta ha
                            • #44 Collapse

                              Nahi g aisi koi be bat nhi hai ka forex ka lia high educated hona zarori hota hai. Agar ham kam educated b ho to htm is business par work kar sakty hai. Bus success hasil karny ka lia apky pass proper knowledge ki zarorat hoti hai aur learning ki be.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Koi zarori nahi, is ka lian experience ki zarorat hai agar aap ka experience ziada hai to aap ziada kama sakatay hai, but if you have education about economic market then it can be helpful for good trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X