kiya forex ko learn karne kay liye well educated hona lazmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    education normal ho practice zarori hai aur forex mein kamiyab honay kay liye mehnat karni hoti hay aur knowledge bahot zarori hota hay isi liye mien forex ko ziyada say ziyada learn karta hon mein chata hon kay daily good profit make karon takay mein future mein bhi isi tarha earning kar sakon aur good trader ban sakon .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      is k liaya hum logon ko apni skills ko sharp karna chahye kion k isi ks ath hum log forex am buhata cah kam akr saktay hn is liay yehi kam muja b forex am buhat best lagta ha or yehi ma buhat zyada like karat hn or yehi achi bat ha
      • #63 Collapse

        yes forex ko learn karne kay liya well education hasel karna must ha is liya key forex koi game nahin ha jo ke asani sy Hum ko samajh me aa jaye ge or per hum aasani say us me profit ya trade kar payengay is leya ya world market ha or is me time say he tum ko profit hota ha or tum time say he is me trading kar sakty ho.
        • #64 Collapse

          gg foprex ky ly parh hon lazmi hy wrana kuch samj ni aay gi as ly thora beht pata hon chahy foex main kam ker ny ky ly tahlim la hona lazmi liken itni be zada tahlim ho bus kam chanly ky tahlim ho
          • #65 Collapse

            zarori tu nahi par educated hona lazmi hai forex k bare main hr information english main available hai so agr ap educated hugy tu zyada better huga..wese is k liye hmae zada sy zada apni skills ko improve krna chahye .. aur trade k bare main knowledge gain gain krna huga..
            • #66 Collapse

              Nae gg bilkl bhi nae yahan py kam krny ky liye apka educated hona important nae jbky forex py learning ur practice kr ky hum log achy forex trader bn skty hein
              • #67 Collapse

                Forex trading aik business market hay . Es may Trading k liay Trading ka knowledge aur experience zaroori hay. Es may koi higher education ki zaroorat nahinhay. Market may bahut say unparh log bhi achhi business kar rahay hayn. Es laiy Forex mayn Trading ko samajhnay ka knowledge zaroori hay.
                • #68 Collapse

                  nhi bhi educated hona zaruri nhi ha.sirf trading k bara man samg ho aor acha experience aor knowledge ho taka forex ko ache tarh samg k trading karn
                  • #69 Collapse

                    nahe bro forex k leye ap ko educated hona zarori nahe hai es mai agar pa k pass knowldge ho tu ye ap ko kafi ifday ge aur yahe tu forex ki khaoseyat hai
                    • #70 Collapse

                      na brother forex ko kare k liye lazmi to ni k highest educated ho banda forex aam admi bhe kar sakta hai bus farq yeh hai k educated person is ko jldi pick kar klay ga or or jo non educated ho ga us ko mahnat karni paray ge isi liye is main koi parhai zrori ni hai mere apne kitne relative hain jo non educated hain per wo kitne arsay e is per kam kar rahay hain bus apna mind bhe hona chahhye
                      • #71 Collapse

                        no dear ye zarori nahi k hr trader well educated ho agr kisi k pas thora bohot knowledge bhi ho tu wo forum pr work kr sakta he han etna knowledge hona zarori he jis se hamari trading men koe mushkil na paida ho
                        • #72 Collapse

                          jee nahi lakin forex ma study hona ziada zaroori ha hum jitne bhi educated hon lakin forex ko samajhne k liya huma forex trading ki study karni ho ji to phir hi hum samajh sakay gay k forex trading actually kya ha aur iss ka kya amal ha pehla learning zaroori ha please learn it first if not then you failed to success
                          • #73 Collapse

                            Ji bhaei education to zarori he es duniya min kamyabi k lei aur agar hum forex traidng ki bat karte hin to kowi high fi taleem i nahi balke aik achi education ki zarorat parti he kamyabi es business min namumkin nahi he. Bas hum apni malomat aur information min ezfa karna zarori he.
                            • #74 Collapse

                              Forex kay liye well educated hona zaroori hia kun keh asal main forex trading is risky aur is liye hamain chahiye keh market main positive pips kay liye hamesha well educated ho. Kun keh ye risky hai ta keh hum is market main successful ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ni mery khyal se to ye zrori ni hy k insan well educated ho ga to tbhi wo forex trading kar skta hy .... mery khayal insan ko computer ki how know hona zrori hy ... agr insan computer work janta hy aur thora bht english parhna ati hy to tbhi wo easily forex trading kar skta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X