kiya forex ko learn karne kay liye well educated hona lazmi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    education basic ho tu kafi hia and forex aik making money machine hai aur aap is business, mein loss sy afaired hotay ho aur dartay ho is liye, aap ko chiaye ky loss ko as a mistakes ly aur lesson hasil ,kary yeh acha hia aur skills ko improve kary aur ,learning kary is business ko aur samjay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g mn smjta hun ky is ko smjny ky lia ap ko bht ziada well educated bi ni hoan chyia kun ky hm ko is kay bary mn pta hona chayia ky is ki bascics skills kia hain is lia hm ko is ky bary mnpta chal jay ga
      • #48 Collapse

        jee nahi bhai aesa kuch nahi hai forex ko seekhne kay liye education ki zarurat nahi parhti hai balkay is business main sirf hard working hona parhta hai or mind sharp hona chahye yakay agay ja kay koi problem na ho.
        • #49 Collapse

          dear that is not much important that you will be aducated but i say that you have knowledge and you know that what is write their and i say that Forex is huge and largest business and we need some skills my friend
          • #50 Collapse

            I think that the normal eduction is enough but you can need the max knowledge of the market then you can success in the fore. Market. And earn the money regular.
            • #51 Collapse

              salam member agar main yeh kahoon ke forex ko seekhne ke liye well educated kum magar aqalmund hona ziada zaroori hai woh isliye kiun ke bahut se parhay likhay log bhi isko samajhne mein dair karte hain aur mushkil bhi hoti hai to forex baghir usko samjhaya jaye as in practically to aik uneducated person bhi usko samajh lay agar us k paas aqal ho m sure uve got my point
              • #52 Collapse

                No dear is business ko learn karny k liye hemn educated hona lazmi nahi hota ha hm is business ko kisi bhi tarah se bhi kar sakty hain is busienss me hmen success hony k liye bss achi tarah se mehnat chhayeh oti ha tb hi success ho paty hain
                • #53 Collapse

                  no dear is me well educated hona lazmi ni ha is me hamen learning ki bhot zarorat ha forex me ham tb hi sucess ho skte hain jb is ke bare me ache se learn kren aur bhot kuch sekhen tb hi ham profit hasil kr skte hain
                  • #54 Collapse

                    mery kheyal main forex main trading krny k liye app ka well educated hona lazmi nah aap ko itn knowledge honi chahiye k aap forex ko lean kr sako kiyon k forex main learning krny say hi insaan forex main experience hasl kr skta hai
                    sh shah
                    • #55 Collapse

                      nahi is ke lie agar koi bgher paraha huwa ho to wo bhi trading kar sakta he buss is ke lie ap ko rules ko learn karna he or hardworking kar ke apna experience ko mazbot karna he.
                      • #56 Collapse

                        Forex trading ko join krne ke lye necessary nai ke ap ke pass high education honi chaye just ap trading ko easily understand kr len itna knowledge apke pass hona chaye kun ke trading myn kuch cheeze aise hoti hyn jin ko read kr ke samjha jata ha
                        • #57 Collapse

                          ni well educated hona forex main lazmi ni hai q k non educated person bhi is main kaam kr sakty hain or bht sy ese log bhi mene dekhy hain jo pary likhy ni hain mgr wo forex main bht zada expert hain is lie lazmi ni hai ap pary likhy hu to hi ap forex kr sakty hain
                          • #58 Collapse

                            Dear forex trading kay laye educations ka koi direct role to nai hota hay aur na hi is ko zyada importance hasil hay lekin aj kal kuinkay forex say related sub information english main hi milti hay is laye aiak uneducated person ki nisbat parha likha shakish zyada better trader sabit hota hay....
                            • #59 Collapse

                              g haan bro humey Forex trading seekhne or krne k lye thora bht parhna aana chahiye...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                nahi zarori to nahi hai lekin faeda zaher hai ke education buhat deti hia ap buhat kuch zeyada seekh sakte hai is mein ap ko learning mein help mil sakti hia aur best work hai ye i love it buht hi best business hai ye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X