Trader never follow Forex diseases.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    forex ke disease se bachna hai to hamesha aap ko strictly chalna pare ga aap apne khud ke rules bana len mehnat karen hardworking kabhi band na karen or mind apna fresh or focused rakh kar he forex me chalen takay forex ke disease na aap ko face karne paren .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      ye kisi k ikhtiyar man nae hota bus koi emotions ku control ker pata nai or koi nae ker pata but lalach aisi chiz hai ju saf wazaih hai ap beri lots lagaty hu choti ki tarat daikhty bhi nae hu or her waqt bus gold pay nazar jemi hoi hoti hai.
      • #753 Collapse

        Jee bhai jaan app nay bilkul durasat faramiya hai yeh jitni b chezu k naam leyeh hain na app ny sari ko jab tak chor na dain tu achy trader nahi ban skty hum emotion pe control krna hota or lalach sy dor rehna perta or sabr sy kaam laina perta
        • #754 Collapse

          apki baat theak hay agar hum forex trading main loss karty hay to eski waja hoti hay keh hum theak say market par focus nahi kar rahy hoty aur lalach kar rahy hoty hay so agar hum sahi say focus kar kay trading karen gay to kamyab earning kar sakty hay
          • #755 Collapse

            apki baat theak hay agar hum emotions jaisi cheezo aur lalach jaisi cheezo main pary gay to hum kamyab nahi ho sakty so humay forex trading main kamyab honay kay ley aisi cheezo say door rehna chahiey
            • #756 Collapse

              g haan ap ko greed or emotions per control kerna ana chahiye kiyun ke yeh apke dushman hai apka account is ki wajah se khatm ho sakta hai so ap in cheezo kahtam karey pehle then ap forex trading se achcha amount kama sakte hai
              • #757 Collapse

                Bohout he pyari baat ke hai mare dost nai ke forex busines mein jo trader hot hai wo ye nahi dheekte ke aaj konsa din hai aur hum nai yaha kia karna hai . Hum log tu yahi dheekte hai ke trading kisa jaa raha hai
                • #758 Collapse

                  forex trader kis tara say market main kaam ko krty hain un ko hum nay follow krna hai new traders nay kun k her ik banda kisi na kisi ko copy krta hai jis k bad hi ye market main teek say trade ko kr laita hai laikin ye kehna asan hota hai is pay amal krna hum ko kafi mind talbi vala kaam hai
                  • #759 Collapse

                    forex say earn krna hai kub mumkin hota hai jis waqt say mian nay is say trade ko kia hai news k time main trade ko krna hum k liay ik big risk hota hai laikin is k sath agar market hum ki faviour main hoti hai to kafi dill ko easy feel hota hai
                    I LOVE PAK FORUM
                    • #760 Collapse

                      trader ko bus aopni startegy ko hi follow karna chaiy kabhi bi apnay weak poimts ko ignore nai karna chaiy kay jo apko trading pe aik bohat hi zayadah negative effect milay
                      • #761 Collapse

                        G bilkul thake kha hy apna forex mai traders ko kici be kisam ke diesese mai nai ana chahye just like as greeding emotion less patience sabar na kerna jaise insa bachna chahye
                        • #762 Collapse

                          apki baat theak hay forex trader kisi kisam kay emotions ki zad main nahi ata aur wo theak say forex trading ko fresh mind kay sath run karta hay aur agar hum bhi aisay karen gay to acha earn karen gay
                          • #763 Collapse

                            g bhai forex trading mein apko chahiye ke ap is mein kabhi bhi panic nahi hon isko deeply seekhen iski bharpoor practice karenge to phir ap is mein kamiyab hosakte hain.
                            • #764 Collapse

                              apki baat theak hay forex trading main hum lalach aur emotion ki zad main agar aa gye to hum achy trader nahi ban sakty so agar hum achy trader banna chhaty hay to humay enko chorna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                agar hum achy trader banan chahty hay to humay emotions ki zad main nahi ana chahiey na he humay lalach karna chahiey aur sabar say trading karni chahiey ye sab ko gay tabhi hum kamyab hon gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X