Forex trading min loss hone ki sab se bari eham wajohat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    forex trading me tav ap ko loss hota hey jab ap zahen or bohet hey tenshan me tradingk karty hen as lya ap k los hu jataa hey as lya ap ko chiye faresh mind se trading kry
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      bhai jaan mai to samjta hu forex trading mai loss aik he waja say howa jata hai is mai humay lalach nhe karni chaiye and learnig ani chaiey
      • #63 Collapse

        Forex trading min loss hone ki sab se bari eham wajohat.?
        brother har new trader many kuch na kuch wajohat hoti. juld bazi,greed,or har waqat market mane in rehna new trader ki rotten ki wajohat hany.
        • #64 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Exmeposters پيغام ديکھيے
          Forex trading aik buhat hi ziyada profit deine wala karobar he es karobar min buhat se log buhat hi ziyada earning kar sakte hin ye hum sab ka man na he magar hum ye bhi jante hin k ye karobar loss bhi deita he main yahan apne sab sathion se jo es forum min kaam kar rahe hin un sab se aik sawal pochna chahta hon k wo kiya wajohat hin jis ki bunyad pe sab log loss karte hin es karobar min yani loss ki eham wajohat kiya hin??
          dear member forex trading men loss hony ki waja ye hai k bahut ziada trader baghair sochy samjhy trade laga dety hen aur kai aisy trader hen jo k ziada say ziada traden lagaty hen...................!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
          • #65 Collapse

            bhai ajn forex mei hmy loss islye hota hy ky hum zyida money invest nhi krty haiye and hmary paas forex ka zyida knowledge bhi nhi hota hy islye hmy loss ho jata hy and hum achi money earn nhi kr skty haiye
            • #66 Collapse

              Dear forex trading me loss hony ki sb se bari reason ye ha k hm is business me apny andr greed le aty hain jis ki waajah se hmen is business me loss ho jata ha isi liye is business me achi earning k liye hmen kabhi bhi apny andr greed nahi lani chahye
              • #67 Collapse

                mere kayal sa to forex trade main sub sa aham aur bari loos ki waja greedy hain kyon ka jab hum greedy ho jayta hain to hum ko profat jo ho raha hota hain wo be loos main change ho jayta hain greedy humare account ko kill ker dayta hain greedy na muje bohat loos dayea hain
                • #68 Collapse

                  han dear es forum ki mada sy hum bht kuch kama skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh achy sy achy mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy bht mehnat lrna perti kamyabi k leyeh
                  • #69 Collapse

                    well jo me ne forex se learn kia he or jo seekha he toh loss hone ke waja yhi hota he ke hamare pass koi knowledge nahi hota or ham bgair learn kie hie market me trading kar rahe hote hen or ham ko koi monet management nahi pata ho is lie loss ke chances rahte hen
                    • #70 Collapse

                      yes you are right, loss bhi ho sakta he lekin bhut dafa loss ap ki apni ghalti ki waja se hota he ke ap ke pas experience kam hota he or ap investment ziyada kar dete hen then loss ho jata he.
                      • #71 Collapse

                        aslamu alaikum:meray bhai loss ki kai wajohat ho sakti hai first ke ap nay forex ko thik trah sekha nahi ho ga.ap nay news ko thik watch nahi kia hoga. trading ko thik trah samj ke nahi kia ho ga etc bohat si wajhoot ho sakti hain.
                        • #72 Collapse

                          dekho bhai is karobar may loss is liay hota ha ku k jab profit kuch ziada hi honay lag jaay to hum lalach karnay lagtay ha or ziada earning chahtay ha. hum ziada tar faslay soch samaj kar nahi latay just upar say nazar dali or kam shuru kar dia. ???
                          • #73 Collapse

                            bhai forex trading ma losses ki bht wojohat han lakin main experince aur practice ki kami han. new trader demo account pr practice ni krta aur seeda real account ma trading start kr deta ha aur usse loss ho jata ha
                            • #74 Collapse

                              Bahi jan forex trading aik risky business hay and sab say bari waja forex trading main loss ki greedy hay mostly trader zaida earning kay laluch main loss kar detay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Exmeposters پيغام ديکھيے
                                Forex trading aik buhat hi ziyada profit deine wala karobar he es karobar min buhat se log buhat hi ziyada earning kar sakte hin ye hum sab ka man na he magar hum ye bhi jante hin k ye karobar loss bhi deita he main yahan apne sab sathion se jo es forum min kaam kar rahe hin un sab se aik sawal pochna chahta hon k wo kiya wajohat hin jis ki bunyad pe sab log loss karte hin es karobar min yani loss ki eham wajohat kiya hin??
                                Forex me sb sy zada loss hony ki kae wajuhat hn sbsy bhari waja k log isko boht easy lyty hn or isme phr loss krwa lyty hn na unko itna knowledge hota hy na practice ki hoti hy na practice ki hoti hy or jb aesi situation me kam keryngy to definatly Loss hoga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X