Forex trading min loss hone ki sab se bari eham wajohat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yeah brother forex trading may loss is liay hota ha ku k jab profit kuch ziada hi honay lag jaay to hum lalach karnay lagtay ha or ziada earning chahtay ha. hum ziada tar faslay soch samaj kar nahi latay just upar say nazar dali or kam shuru kar dia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex trading main sab se bari aur eham waja loss ki yeh hai k agar patience se kam na lya gaya aur greedy hogae tu sab equity losses main chali jaengi forex trading main knowledge ki kami aur greedy ho jana trading main lot size aur stop loss set na karna bhi shamil hai forex basics ko sikhiein aur practice karen.
      • #93 Collapse

        Bhai bikul ap sahe farma rahe hain waqee buhat se dost buhat menat krte hain liken un ke mehnat zaya ho jate hai koen ke wo log Forex ke business k profit k tareef sun k baghair kis bhi knowledge ke kam krna start krte hain agr wo tamam dost pehly Forex ka kam samjh leen rules parh leen to wo lost se bach jaeen ge.
        • #94 Collapse

          es main loss hony ki sab sy bari or eham waja ye hy k hum es main work seekh kr nahi krty or hum es main learning kiye baghiar work start kr laity hain or phir loss kr jaty hain or phr loss sy bhi nahi seekhty
          • #95 Collapse

            dear mere khiyal se forex men sub se zada loss logon ko greed ki waja se hoti hai or dusra expereince na hony ki wja se hota hia, ager ap trading ko experience ko gain ker k start kerty hein tu apko loss km or profit zada hota hai
            • #96 Collapse

              In my view the main cause for the loss is greed. With in the having the greed no one get the success in the Forex trading. Leaning is the second main reason . Without having the knowledge and experience no one get the success in the Forex trading . Learn and earn in the Forex trading
              • #97 Collapse

                Trading main loss ke sab se aham waja trading ke information ka na hona ya boht kam hona hai
                • #98 Collapse

                  forex trading mein loss honi waja bahot sari hy and forex aik fear business hay ap is say bahto zot ziyada earn kar saktay ho lekin yeh mushkil bhi hay is kay liye tu ap ky pass experience hona chayie aur woh experinece ap demo trading kar kay hasil kar saktay hay isi liye log bahot saray fail ho jatay hay kiyon kay woh experience hasil nahi kartay hay .
                  • #99 Collapse

                    achi tarha sy forex ko study na karna or demo account pr tarha sy practise na karna hi aisi wajohaat hai jis sy amoman log loss kamaty hai.
                    • #100 Collapse

                      Actully Forex trading me sab say bari waja loss hony ki yea hai kay log greed krty hain or also yea bhi hai kay kuch log aese hoty hain jin ko trading ki info nahi hoti and wo trade kr rahy hoty hain and also kuch aese bhi hoty hain kay jo just learning tw krty hain but practial nhn krty jis kay bina par wo forex trading me loss uthaty hain
                      • #101 Collapse

                        forex trading mein hammy sabb syy hAamm waja loss howny ki ye ha k hamary passs experience or knowlegde ki kammi howte ha or hummm jalld az jlad earning kaa sochty hy or pher himm hardwork bee nhe karty jess ki wajay sy hammy bohatt barry loss ka sammna karna parhta ha,...
                        • #102 Collapse

                          dear forex ma loss ho har aik ko hota hy bary bary traders ko loss hota hy par wo dobara loss ko cover b kr lety hen to forex ma agr ap loss say bachna chaty hen to kam volume wali long term ki trading kren to ap loss say bach skty hen
                          • #103 Collapse

                            I think forex men log is waja se loss kerty hein,k un k pas itna zada experience nhi hota hai,,or wo apna volume zada rakhty hein,,or jab loss hota hai tu unka sara capital loss ho jata hai,, is liye unay phaly demo p practice karni chyee hai.
                            • #104 Collapse

                              mene loss ki sirf eak hee wajuhat note ki wo ye k kabhi b wrong entry na karo ager wrong entry karoge to loss kha jaoge..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Assalam O Alaikum, G han bhai yeh to sach hai keh forex bohat hi profitable business hai magar her business ke kuchh rules hotay hain agar aap unn rules ko follow kertay ho to kamyab hotay ho. Iss main bhi learning kerna pehla rule hai jo log nahi kertay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X